Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKasoor%20(2001)
HomeKasoor%20(2001)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa dil mera tod diya usne bura kyun maanu dil mera tod diya usne bura kyun maanu usko haq hai wo mujhe pyaar kare yaa naa kare dil mera tod diya usne bura kyun maanu pehle maaloom naa tha aaj ye maine samjha pyaar kehte hain jise wo hai dilon ka sauda dil ki dhadkan ko bhala kaise koi qaid kare ye to aazaad hai jab chaahe jahaan aahen bhare uss ke raste mein khadi kyun koi deewar kare uss ke raste mein khadi kyun koi deewar kare usko haq hai wo mujhe pyaar kare yaa naa kare dil mera tod diya usne bura kyun maanu aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa saare waadon ka bharam pal mein wo tod gaya ghum ke jiss mod pe laa ke wo mujhe chhod gaya main usi mod ki dehliz pe so jaaungi umr bhar uske liye ajnabee ho jaaungi har sitam shauk se mujhpe dildaar kare har sitam shauk se mujhpe dildaar
are hai hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro mujhpe sada hansti raho yun hi bahaaro mil ke mere saath naacho aapki hai meherbaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi ye hai tere pyaar ka nasha chanda si bhabhi bhaiya raaja ghar mein le ke aa gaya pariyon ki raani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aangan
Khudaya Khudaya Mohabbat
kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai gila hum kya karen iska haseenon ki ye aadat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm jo dil ko churaye usi ko dil chahe ajab hai fasana dil ka jo apna banaye usi ka ban jaye chalan hai purana dil ka haye purana dil ka kasam apni ke is dil ki badi bholi tabiyat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm nigahein katilaana adaayein zalimaana to jaye nazaraana hi sahi kisi pe mar jana hain jeene ka bahaana dil apna deewana hi sahi haye deewana hi sahi marein na kyun khushi se yun ke qaatil khoobsurat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm nazar takraye to sar ko jhukaye sharm ke bahane se koi gazab aur dhaye haseen ban jaye badan ko churane se koi haye bahane se koi ye sharmana ye ghabrana ada hai ya qayamat hai kisi ka dil chura lena badi pyari shararat hai hmm hmm hmm hmm
kitni bechain ho ke tumse miliiii kitni bechain ho ke tumse miliiii tumko kya thi khabar thi main kitni akeli haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha main kitna akela haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan ke kitni muhabbat hai tumseeee zara paas aa ke to dekho kya aag hai dhadkanon mein gale se lagaa ke to dekho bataayi naa jaaye zubaan se ye haalat mere jismon jaan ko tumhaari hai chaahat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke jo hai darmiyaan ek pardaa ise jaaneman ab hataa den yahi faaslen keh rahe hain chalo dooriyon ko mitaa den naa koi tamanna hai naa koi hasrat mujhe to sanam hai tumhaari zarurat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha
aye hey lala lala lala lala lala laaa laaa aye hey lala lala lala lala lala laaa laaa badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee aayega mujhpe bhi pyaar kisi ko mujhko to hai ye aitbaar hoga mera bhi intezaar kisi ko sach keh raha hoon mere yaar aise na paagal machal dil deewane sambhal aise na paagal machal dil deewane sambhal badhawaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la koi to saathi chaahiyeeee yaadon mein koi din raat sataaye tanhaa kate naa ye safar kitna mujhe wo bechain banaaye usko nahin hai khabar bas mera naa chale uss ko laga loon gale bas mera naa chale uss ko laga loon gale ek pyaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la koi to saathi chaahiyeeee badi udaas hai zindagiiii koi to saathi chaahiyeeee ik talaash hai zindagi lala lala lala lala la
mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge isi soorat se hum bigdi huyi kismat bana lenge mohabbat mein sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain ke do dil kaise milte hain isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein
hey la lala la la lala la la lala la la la la lala la la lala la lala lala la la dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan muhabbat ho na jaye deewana kho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataa haan muhabbat ho na jaye deewana kho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaaaa dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan bheegi bheegi alkon se chori chori palkon se kyun mera sapna churaaye jhuki jhuki ankhiyon se dheere dheere batiyoon se kyun mujhe apna banaaye meri nazroon pe chhaaye khushboo ke jaise aaye mera tan mann mahekaaye saanson mein yeh pal pal jaane kaisi halchal kuchh bhi samajh mein na aaye sharaarat ho na jaye muhabbat ho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaa sharaarat ho na jaye muhabbat ho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaa meri hai ye mushkil ab
ni sa re sa ni sa ni dha pa ma ga re sa ni sa ga ma ni dha pa piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan piye piya bole re piya baanwari piya baanwari piya baanwari aaaaaaaaaaa daar daar piya phoolon ki chaadar buni phoolon ki chaadar rangon ki jhaalar buni hooooooo daar daar piya phoolon ki chaadar buni phoolon ki chaadar rangon ki jhaalar buni bhayi baanwari huyi baanwari baanwari haan haan haan piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan re ni ma re pa ma ga piya baanwari piya baanwari piya baanwari aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa kaale kaale piya saawan ke baadal chune baadal chunke aankhon mein kaajal ghule hooooo kaale kaale piya saawan ke baadal chune baadal chunke aankhon mein kaajal ghule huyi baanwari huyi saanwari hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm piya baanwari piya baanwari piya baanwari piya baanwari pee kahaan pee kahaan piye piya
saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad aap bhi boliye inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo ha ha ha ha haaa khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo kal ki chinta karenge kal aaj ko aaj hi jiya karo isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad hmmmm inqilaab zindabaad bolo chhee chhee chhee chhee chhee hat din ke chaubees ghanton mein aath ghante hain sone ke aur chaar hain khaana peenaa do hain rone dhone ke kuchh kapde badal ke katate mein kul baaki chhe hi bachte hain in mein kitna kaam karein khelein yaa aaraam karein isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do ae saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad jis
heyyyyyyyyy sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai are sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai are sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai sun sun sun ladke mein kya gun sun sun didi sun heyyyy sun sun sun didi tere liye lal lal lal laa lal lala lala lala lala la la achchhe ghar ka ladka hai par hak haklaata hai achchhe ghar ka ladka hai par hak haklaata hai munh pe daag hai chechak ke aur paan chabaata hai paan chabata hai jab thodi pee kar aata hai peeta hai jab juye mein wo haar ke aata hai taash bhi roz kahaan bas kabhi kabhi hi hoti hai achchha daaka pade kabhi to rammi hoti hai roz kahaan aisa hota hai daake padte hain haan aadhe din to bechare ke jail mein katte hain sun sun sun ladke mein kya gun sun sun didi sun sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya sun sun sun didi tere liye ik uska bas chale to jail bhi tod ke aayega seeti ek bajaa dogi to daud ke aayega saas zara kam sunti hai par
ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani aa haa haa aaj har cheez pe chhai huyi madhoshi hai husn hai ishq hai veerana hai khamoshi hai aji khamoshi hai ye machalte huye jazbaat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani hmm mm gudgudaati hai jawaani mere armaanon ko gudgudaati hai jawaani mere armaanon ko kaun roke dil mein uthte huye tufaanon ko aji tufaanon ko dil pe rakhne lage hum haath khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani aa haa haa jaane kya tumne udhar teekhi nazar se puchha jaane kya humne idhar apne jigar se puchha oo jigar se puchha ye sawaalon pe sawalaat khuda khair karen aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani ye haseen raat khuda khair kare aapse meri mulaqaat khuda khair kare ye jawaani
ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha saahil si lagi jyun hi kashti maujon se kinaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane ulfat kaa chaman sunsaan hua ulfat kaa chaman sunsaan hua viraan mera armaan hua barbaad huyi dil ki duniyaa sab saaz humaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane
jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jism se jaan tak paas aate gaye inn nighahon se dil mein samaate gaye jism se jaan tak paas aate gaye inn nighahon se dil mein samaate gaye jis hansin khaab ki thi tamanna mujhe haan wahi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa har kisi se jise main chhupaati rahi bekhudi mein jise gungunaati rahi har kisi se jise main chhupaati rahi bekhudi mein jise gungunaati rahi maine tanha kabhi jo likhi thi wohi shayari ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mera Tod Diya Kasoor (2001) 05:00 11946
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Lisa Ray, Aftab Shivdasani
Duration : 05:00   Song Number : 11946   

Hai Mubarak Aaj Ka Din (Shadmani Ho Shadmani) Boxer (1984) 05:12 40879
 
Poster of Boxer (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:12   Song Number : 40879   

Khudaya Khudaya Mohabbat Boxer (1965) 05:43 39760
 
Poster of Boxer (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabassum
Duration : 05:43   Song Number : 39760   

Kisi Ka Dil Chura Lena Khoobsurat Dhokha (1959) 03:17 19131
 
Poster of Khoobsurat Dhokha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravindra Kapoor
Duration : 03:17   Song Number : 19131   

Kitni Bechain Ho ke Kasoor (2001) 07:21 20788
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Lisa Ray, Aftab Shivdasani
Duration : 07:21   Song Number : 20788   

Koi To Saathi Chaahiye Kasoor (2001) 05:28 20797
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Apoorva Agnihotri, Lisa Ray
Duration : 05:28   Song Number : 20797   

Mohabbat Mein Kashish Hogi To Khubsoorat (1952) 02:54 15612
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Saukat Jaunpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:54   Song Number : 15612   

Muhabbat Ho Na Jaye Kasoor (2001) 06:31 20973
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani
Duration : 06:31   Song Number : 20973   

Piya Baawari Pee Kahaan Khubsoorat (1980) 03:50 12309
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Shashi Kala, Rekha
Duration : 03:50   Song Number : 12309   

Saare Niyam Tod Do Khubsoorat (1980) 05:02 11826
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:02   Song Number : 11826   

Sun Sun Sun Didi Khubsoorat (1980) 03:41 21257
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 03:41   Song Number : 21257   

Ye Jawaani Ye Haseen Raat Khoobsurat Dhokha (1959) 03:16 19132
 
Poster of Khoobsurat Dhokha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravindra Kapoor
Duration : 03:16   Song Number : 19132   

Yeh Chand Sitare Kya Jane Khubsoorat (1952) 03:02 15613
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shums Azimabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:02   Song Number : 15613   

Zindagi Ban Gaye Ho Tum Kasoor (2001) 05:31 21496
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Lisa Ray
Duration : 05:31   Song Number : 21496