Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJoroo%20Ka%20Ghulam%20(1972)
HomeJoroo%20Ka%20Ghulam%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hooo aaiye aapko main apne bangle ki sair karaun chhote se is parivar ka aapse mail karaun are aaiye aapko main apne bangle ki sair karaun to ye mera bangla hai aur ye main hoon maine samjha prem pyaar ko ik savan ka jhoola tauba meri tauba main to shadi karke bhoola haal hua ye are dekho mera haal hua ye dekho mera logo ban kar dulhaa sej ke badle merikismat mein likha tha chulha sej ke badle meri kismat mein likha tha chulha ye meri prem katha hai aur ye main hoon inki kya tareef karun insaan hain ye kuchh aise inse miliye kaun hain ye nadan hain ye kuchh aise mann ko bhi dhan se tole dhanvan ye hain kuchh aise mujhse bhi anjaan mere mehmaan hain ye kuchh aise ye mere saas sasur hain aur ye main hoon waise hain is desh mein sab kuchh kehne ki azadi mere munh par chup ka tala main aisa faryadi chain se soyi hai wo dekho samne ik shehzadi bhool se kar baithi jo mujh jaise kangal se shadi haan wo meri biwi hai aur wo main hoon main hoon main hoon main hoon
hmmm are oooo hooo oooo baras gayi re taras gayi re baras gayi re taras gayi re tere daras ko najariya hoooo tere daras ko najariya o uper wale sun uper wale o uper wale hum neeche walon ki kab tu lega khabariya khabariya baras gayi re taras gayi re tere daras ko najariya hoooo tere daras ko najariya humne bahut ki hai teri sewa humne bahut ki hai teri sewa jane milga ab kab hum ko mewa asha nirasha mein tere bhagat ki asha nirasha mein tere bhagat ki beet na jaye umariya umariya baras gayi re taras gayi re tere daras ko najariya hoooo tere daras ko najariya tan bhi hai pyasa mann bhi hai bhukha tan bhi hai pyasa mann bhi hai bhukha neelkanth ka kanth bhi sookha barasega sawan takarayegi kab ho barasega sawan takarayegi kab parwat se aaike badariya badariya baras gayi re taras gayi re tere daras ko najariya hoooo tere daras ko najariya neeche main jagun uper tu soye neeche main jagun uper tu soye kaise milan tera mera hoye bairi jagat raste mein pada hai ho bairi
hmmm hmmm hmmm mera chain khoya hua hai mera chain khoya hua hai thamasha ye soya hua hai yahan koi soya hua hai yahan koi soya hua hai wahan log baithe hain saare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm chalo hum kahin aur chalte hain chalo hum kahin aur chalte hain yahan to kayi deep jalte hain jahan pe bahut hi andhera ho wahan aaj ki raat dera ho magar kaun si wo jagah ho jahan par na ho ye sitaare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa ye gulshan ka kona hasin hai ye gulshan ka kona hasin hai yahan pe koi bhi nahin hai tujhe apni bahon mein bhar loon zara sa tujhe pyaar kar loon zara thehar jao ye kaliyaan humein kar rahi hain ishare kahan jayen hum do mohabbat ke maare kahan jayen hum do mohabbat ke maare hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm sama pyaar ka kho na jaye sama pyaar ka kho na jaye savera kahin ho
haan to nainon mein nindiya hai mathe pe bindia hai are baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai oh o phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga o naino mein nindiya hai mathe pe bindia hai baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga teri galiyon ka main hoon ek banjara teri galiyon ka main hoon ek banjara tere bin duniya mein mera kaun sahara meri kab marzi hai hum mein ho ye doori main to jaan bhi de doon lekin hai majboori paaon mein paayal hai haathon mein aanchal hai julfon mein khushboo hai palkon mein jadu hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga sikhe koi tumse jhuthi baat banana are sikhe koi tumse jhuthi baat banana dekho dil na todo karke saaf bahana aise sapnon ka koi mahal banaun mere beghar premi main tumko kahan basaun seene mein dhadkan hai baahon mein kangan hai kaanon mein baali hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiye Aapko Main Joroo Ka Ghulam (1972) 03:17 36919
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Om Prakash, Nanda, Rajesh Khanna
Duration : 03:17   Song Number : 36919   

Baras Gayi Re Taras Gayi Re Joroo Ka Ghulam (1972) 04:38 36921
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 36921   

Mera Chain Khoya Hua Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 05:06 36920
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 05:06   Song Number : 36920   

Nainon Mein Nindiya Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 02:44 36153
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 02:44   Song Number : 36153