Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJon%20Bon%20Jovi
HomeJon%20Bon%20Jovi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


waah waah waah waah waah waah waah waah iss deewane dil ne kya jaadoo chalaya tumko humpe pyaar aayaa pyaar aayaa oye humko tumpe pyaar aayaa pyaar aayaa jeeee diya maine jeeee liya maine jeeee diya maine jeeee liya maine ab chaahe mujhko zamaana goli maar de ab chaahe mujhko zamaana goli maar de raaja ke shikaare ko bhanwar mein utaar de aage jee ke kya lena hai mere dil ne jo bhi maanga tha wo paaya tumko humpe pyaar aayaa pyaar aayaa dilll mein ye aayi deeee ke duhaayi dilll mein ye aayi deeee ke duhaayi patharon se sar takraaun main deewana patharon se sar takraaun main deewana jal jaaun ban ke shamma ka parwaana marna jeena khaana peena hasna rona nahaana dhona sona uthnaa chalna phirnaa aana jaana hum deewane ne muhabbat mein bhulaaya humko tumpe pyaar aayaa pyaar aayaa humko tumpe haaye pyaar aayaa pyaar aayaa
I wake up in the mornin'' and I raise my weary head I''ve got an old coat for a pillow, and the earth was last night''s bed I don''t know where I''m goin'', only God knows where I''ve been I''m a devil on the run, a sixgun lover, a candle in the wind, yeah You''re brought into this world, oh, they say you''re born in sin Well, at least they gave me something I didn''t have to steal or have to win Well, they tell me that I''m wanted yeah, I''m a wanted man I''m a colt in your stable, I''m what Cain was to Abel Mister, catch me if you can I''m goin'' down in a blaze of glory, take me now but know the truth I''m goin'' out in a blaze of glory In Lord, I never drew first but I drew first blood, and I''m no one''s son, call me Young Gun You ask about my conscience, and I offer you my soul You ask if I''ll grow to be a wise man, well, I ask if I''ll grow old You ask me if I''ve known love and what it''s like to sing songs in the rain Well, I''ve seen love
ek tha gul aur ek thi bulbul ek tha gul aur ek thi bulbul donon chaman mein rehte thei hai ye kahaani bilkul sachchi mere naana kehte thei ek tha gul aur ek thi bulbul bulbul kuchh aise gaati thi aise gaati thi aise gaati thi kaise gaati thi bulbul kuchh aise gaati thi jaise tum baatein karti ho wo gul aise sharmaata tha aise sharmaata tha aise sharmaata tha kaise sharmaata tha wo gul aise sharmaata tha jaise main ghabraa jaata hoon bulbul ko maaloom na tha gul aise kyun sharmaata tha wo kya jaane uska nagmaa gul ke dil ko dhadkaata tha dil ke bhed na aate lab pe ye dil mein hi rehte thei ek tha gul aur ek thi bulbul phir kya huaa lekin aakhir dil ki baatein aise kitne din chhupti hain ye wo kaliyaan hain jo ik din bas kaante ban ke chubhti hain ik din jaan liyaa bulbul ne wo gul us ka deewaana hai tum ko pasand aayaa ho to boloon phir aage jo afsaana hai bolo na chup kyon ho gaye ik duje ka ho jaane par wo donon majboor huye un dono ke pyaar ke kisse gulshan mein
madhur bhavaal summaal manasulo puche ee vela pacidi kalalevo chiurinche pranay raagaalu palikinche madhur bhavaal summaal manasulo puche ee vela adanu allerinch haarmulo podigitiri anni pennidhulo adanu allerinch haarmulo podigitiri anni pennidhulo maruvarani mamatalanni mericipovovaali kannullo madhur bhavaal summaal manasulo puche ee vela sirul tulatugu cheli unna karun chilikevu naapaina sirul tulatugu cheli unna karun chilikevu naapaina kalimikanna chelimi minna kalavu manulenno nilonaa madhur bhavaal summaal manasulo puche ee vela oke pathmandu payaninchi oke gamyammu ashinchi oke pathmandu payaninchi oke gamyammu ashinchi oke manasai oke tanuvai udeyshikharanu cheritimi madhur bhavaal summaal manasulo puche ee vela pacidi kalalevo chiurinche pranay ragaalu palikinche
na na karte na na karte pyaar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe humko hai pata jo tumhari daastaan thi honthon pe to naa thi honthon pe to naa thi magar dil mein haan thi koi dil naa dega anadi anjaan ko humne de diya hai to maanon ehsaan ko hum bhoole ik baar ke aankhen chaar tumhin se kar baithe na na karte na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe chhodo rehne bhi do ye jhuthe afsaane aisa kya hai tum mein aisa kya hai tum mein ke hum hon deewane phir bhi tumne khaabon mein aana nahin chhoda teer nazron ke chalana nahin chhoda ye shikwa sarkaar hazaaron baar tumhin se kar baitheeeee na na karte haaan na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar
pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon ko hai ik din jaana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon se na ankhiyan milaana o o o o o o o o o o o o sach hi kaha hai panchi inko ho sach hi kaha hai panchi inko raat ko thehrein to udd jayein din ko raat ko thehrein to udd jayein din ko aaj yahan kal wahan hai thikana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon se na ankhiyan milaana o o o o o o o o o o o o baghon mein jab jab phool khilenge baghon mein jab jab phool khilenge tab tab ye harjayee milenge tab tab ye harjayee milenge guzarega kaise patjhad ka zamana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon ko hai ik din jaana pardesiyon se na ankhiyan milaana pardesiyon se na ankhiyan milaana
oooooo oooooo oooo oo oooo oo oooo oo pardesiyon se naa akhiyaan milaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana pardesiyon ko hai ek din jaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana aaaa aaaa aaaa aaaa hum ne yahi ek baar kiya tha hum ne yahi ek baar kiya tha ek pardesi se pyaar kiya tha ek pardesi se pyaar kiya tha aise jalaye dil jaise parwaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana yeh babul ka des chhudaye yeh babul ka des chhudaye des se ye pardes bulaye des se ye pardes bulaye haye sunu na ye koyi bahana pardesiyon se naa akhiyaan milaana pardesiyon se naa akhiyaan milaana
pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon ko hai ik din jaana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana oooo oooooo pyaar se apne ye nahin hote pyaar se apne ye nahin hote ye patthar hain ye nahin rote ye patthar hain ye nahin rote inke liye na aansu bahaana haaye pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana na ye baadal na ye taare na ye baadal na ye taare ye kagaz ke phool hain sare ye kagaz ke phool hain sare inn phoolon ke na bagh lagana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana oooo oooooo humne yahi ik baar kiya tha humne yahi ik baar kiya tha ik pardesi se pyaar kiya tha ik pardesi se pyaar kiya tha ro ro ke kehta hai dil ye deewana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon ko hai ik din jaana pardesiyon se na akhiyaan milana pardesiyon se na akhiyaan milana
yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon main jo hoon bas wohi hoon main jo hoon bas wohi hoon yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon kahaan shaam o saher yeh kahaan din raat mere bahut ruswaa huye hain yahaan jazbaat mere nayi tahzeeb hai yeh naya hai yeh zamaana magar main aadmi hoon wohi sadiyon purana main kya janoon yeh baatein zara insaaf karna meri gustaakhiyon ko khudara maaf karna yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon teri baahon mein dekhoon sanam gairon ki baahein main laaunga kahan se bhala aisi nighaahein yeh koi raks hoga koi dastoor hoga mujhe dastoor aisa kahaan manjoor hoga bhala kaise ye mera lahoo ho jaaye paani main kaise bhool jaaun main hoon hindustaani yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon mujhe bhi hai shikaayat tujhe bhi to gilaa hai yahi shikwe humaari muhabbat ka sila hai kabhi magrib se mashrik mila hai jo milega jahaan ka phool hai jo wahi pe woh khilega tere oonche mehal mein nahin mera
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
yeh to mumkin hi nahin hai ke behek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main yeh to mumkin hi nahin hai ke behek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main yeh amaanat hai teri tu jo kahe dil apna yeh amaanat hai teri tu jo kahe dil apna aaj kadmon pe tere jhoom ke rakh jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main yeh to mumkin hi nahin hai ke behek jaaun saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main aaj ki raat meri jaan ye tamanna hai meri aaj ki raat meri jaan ye tamanna hai meri ban ke masti teri aankhon se chhalak jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main yeh to mumkin hi nahin hai ke behek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main saakiya itni pilaa de ke mehek jaaun main ke mehek main ke main ke mehek jaaun main ke mehek jaaun main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Affoo Khudaya Jab Jab Phool Khile (1965) 03:24 13392
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:24   Song Number : 13392   

Blaze Of Glory In the Style of Jon Bon Jovi 05:27 11002
 
Poster of Jon Bon Jovi
 
Category
English
Lyricist
Jon Bon Jovi
Music Director- 
Danny Kortchmar, Jon Bon Jovi
Singer- 
Jon Bon Jovi
Duration : 05:27   Song Number : 11002   

Ek Tha Gul Aur Ek Thi Jab Jab Phool Khile (1965) 07:27 20454
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 07:27   Song Number : 20454   

Madhura Bhaavala Jai Jawan (1970) 03:37 40573
 
Poster of Jai Jawan (1970)
 
Category
Telugu
Year- 
1970
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
S Rajeswara Rao
On Screen Actors- 
Akkineni Nageswara Rao, Bharathi
Duration : 03:37   Song Number : 40573   

Na Na Karte Pyaar Jab Jab Phool Khile (1965) 03:22 21010
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:22   Song Number : 21010   

Pardesiyon Se Naa Jab Jab Phool Khile (1965) 03:23 21092
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Pilu
Duration : 03:23   Song Number : 21092   

Pardesiyon Se Naa (Female) Jab Jab Phool Khile (1965) 03:26 37514
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Pilu
Duration : 03:26   Song Number : 37514   

Pardesiyon Se Naa Akhiyaan Milana (Sad) Jab Jab Phool Khile (1965) 04:10 37239
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nanda, Shashi Kapoor
Raag- 
Pilu
Duration : 04:10   Song Number : 37239   

Yahaan Main Ajnabee Hoon Jab Jab Phool Khile (1965) 05:16 13393
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 13393   

Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 03:18 21455
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 21455   

Yeh To Mumkin Hi Nahin Hai Jai Jwala (1972) 05:11 10685
 
Poster of Jai Jwala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Kamal Kant
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:11   Song Number : 10685