Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJangal%20Mein%20Mangal%20(1972)
HomeJangal%20Mein%20Mangal%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo koi mastaana kahe koi deewana kahe koi parwaana kahe jalne ko beqaraar chaahat ka mujhpe asar main duniyaa se bekhabar chalta hoon apni dagar manzil hai meri pyaar aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo chaunkon mat aye doston yunhin mujhse mat daro mere bhole pyaar ko naadaani naa samjho haathon mein jo haath hai jeevan bhar ka saath hai seedhi sachchi baat hai kahaani naa samjho aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo meri aankhon mein nasha meri baaton mein nasha meri saanson mein nasha behka main bin piye ghutti ghutti bebasi sehmi sehmi har ghadi bin chaahat kya zindagi jeeta main kiss liye aai yai yaa karoon main kya sukoo sukoo kho gaya dil mera sukoo sukoo aai yai yaa
kurr kurr kurr aye aye aye kahaan chali aye aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin hayeeee haa haa sheeshe mein zara mukhda dekho mukhda dekho sheeshe mein zara mukhda dekho mukhda dekho tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey he he hai rang niraala gori ka hai ghonsla sar pe panchhi ka aur usmein anda murgi ka haye kya hai tukda barfi ka gusse ki nazar se mat dekho mat dekho aye baagh ki kaliyo sharam karo sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey haye haye o mam rangeeli kya kehne o chhail chhabeeli kya kehne ye aankh kateeli kya kehne ye chaal nasheeli kya kehne thodi si daya to humpe karo humpe karo aye baagh ki kaliyo sharam kao sharam karo tum haar gayin hum jeet gaye hum jeet gaye tum haar gayin heyyy hey hey o dilbar jaani mar gaye hum o roop ki raani mar gaye hum o surmedaani
chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan raah meri wohi jis pe duniya chali raah meri wohi jis pe duniya chali chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan chaahe koi mujhe junglee kahe kehne
din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair aasaan hai jaana mehfil se o kaise jaoge nikal kar dil se mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main yaad aayengi ye batein tumhari tadpegi mohabbat humari mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu seene ke surkh baag mein dil
ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par tum ne mujhko hansna sikhayaaa ooo hoooo tum ne mujhko hansna sikhayaa rone kahoge ro lenge ab rone kahoge ro lenge aansoo ka humare ghum na karo wo behte hain to behne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par chaahe bana do chaahe mita do ooooo aaaaaaa chaahe bana do chaahe mita do mar bhi gaye to denge duaayen mar bhi gaye to denge duaayen urd urd ke kahegi khaak sanam ye dard e muhabbat sehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par
ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par tumne mujhko hansna sikhayaa aa aa aaaaaaa tumne mujhko hansna sikhaya rone kahoge ro lenge ab rone kahoge ro lenge aansoo ka humaare ghum na karo wo behte hain to behne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par chaahe bana do chaahe mita do oo oo ooo ooo oo chaahe bana do chaahe mita do mar bhi gaye to denge duaayen mar bhi gaye to denge duaayen udd udd ke kahegi khaak sanam ye dard e mohabbat sehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par
ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ye safar hai ab mushkil aane ko hai tufaan ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan zindagi ko naye rang milne lage ek kiran chhoo gayi phool khilne lage zindagi ko naye rang milne lage ek kiran chhoo gayi phool khilne lage ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ye safar hai ab mushkil aane ko hai tufaan ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi jo ki tadpa gayi phir bhi achchi lagi ek kasak har ghadi dil mein rehne lagi jo ki tadpa gayi phir bhi achchi lagi ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ye safar hai ab mushkil aane ko hai tufaan ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan ye safar hai ab mushkil aane ko hai tufaan ja ja ja mere bachpan kahin ja ke chhup nadaan
kal ki na karo baat are baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee jeevan ke ye din chaar bade pyaar se guzre iqraar se guzre kabhi taqraar se guzreeeee aur inki yaad dil mein basaane ke liya hai basaane ke liyeeeee kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii iss raat ki subah naa ho ye apni duaa hai chhaya hua har dil par muhabbat ka nasha haiiiii ye raat saari raat jagaane ke liye hai jagaane ke liyeiiiii kal ki na karo baat baat karo aaj ki ye zindagi to jhoom ke gaane ki liye hai gaane ke liye haiiiii gaane ke liye haiiiii
kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin are kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin rangat meri bahaaron mein dil ki aag chanaaron mein rangat meri bahaaron mein dil ki aag chanaaron mein kuchh to humse baat karo inn behke gulzaaro mein kuchh to humse baat karo inn behke gulzaaro mein kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin are kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa khilungi kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin pyaar pe gussa karte ho tera gussa humko pyaara hai pyaar pe gussa karte ho tera gussa humko pyaara hai yahi adaa to qaatil hai jisne humko maara hai yahi adaa to qaatil hai jisne humko maara hai kaashmir ki kali hoon main mujhse naa rutho baabu ji murjhaa gayi to phir naa
nain tumhaare mazedaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali pyaar kiya tumse kya humne gunaah kiya pyaar kiya tumse kya humne gunaah kiya aapke ishaaron pe khud ko tabaah kiya bante hai hum hi gunahgaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali aap chaahe kuchh ho nighaahon pe chhaa gaye aap chaahe kuchh ho nighaahon pe chhaa gaye meri zindagi mein bahaar banke aa gaye hum hai tumhaare talabgaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali raah mein pade hain huzur ke ghulaam hai raah mein pade hain huzur ke ghulaam hai geet mere sun lo wafaa ke paiyaam hai hum hai tumhaare taabedaar o janaab e aali nain tumhaare mazedaar o janaab e aali humko tumse hai pyaar o janaab e aali
tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana sharmaa rahi ho jaana bal kha rahi ho jaana tum maano yaa na maano apna tumhi ko maana sharmaa rahi ho jaana bal kha rahi ho jaana tum maano yaa na maano apna tumhi ko maana tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana kabhi door jaa ke loota kabhi paas aa ke loota ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke loota kabhi door jaa ke loota kabhi paas aa ke loota ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke loota tum kitni khoobsurat ho ye mere dil se poochho inn dhadkanon se poochho tum kyun dil hai tum pe deewana naa bahaar maangta hoon naa qaraar maangta hoon main to zindagi ke badle tera pyaar maangta hoon naa bahaar maangta hoon naa qaraar maangta hoon main to zindagi ke badle tera pyaar maangta hoon tum kitni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aai Aai Yaa Sukoo Sukoo Junglee (1961) 03:20 20016
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 03:20   Song Number : 20016   

Aye Baagh Ki Kaliyon Jangal Mein Mangal (1972) 05:18 40945
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:18   Song Number : 40945   

Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe Junglee (1961) 03:48 12170
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:48   Song Number : 12170   

Din Saara Guzara Junglee (1961) 03:28 11863
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 11863   

Ehsaan Tera Hoga Mujh Par Junglee (1961) 03:35 20423
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayara Bano
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 20423   

Ehsaan Tera Hoga Mujh Par (Female) Junglee (1961) 03:35 39959
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:35   Song Number : 39959   

Ja Ja Ja Mere Bachpan Junglee (1961) 03:39 20599
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:39   Song Number : 20599   

Kal Ki Na Karo Baat Jangal Mein Mangal (1972) 04:28 13419
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Pran, Reena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 13419   

Kashmir Ki Kali Hoon Junglee (1961) 03:32 13472
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:32   Song Number : 13472   

Nain Tumhaare Mazedaar Junglee (1961) 03:35 13473
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 03:35   Song Number : 13473   

Tum Kitni Khoobsurat Jangal Mein Mangal (1972) 04:44 13420
 
Poster of Jangal Mein Mangal (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Reena Roy, Pran, Sonia Sahni
Duration : 04:44   Song Number : 13420