Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJab%20Tak%20Hai%20Jaan%20(2012)
HomeJab%20Tak%20Hai%20Jaan%20(2012)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jo naa kaanton se daaman bachaye phool ban ke wohi muskuraaye phool ban ke wohi muskuraaye yunhi mar mar ke jee ashq hans hans ke pee ghum ke maare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jinn gareebon se duniyaa khafa hai unko bhagwaan ka aasraa hai unko bhagwaan ka aasraa hai mushkilon se naa dhar ho na tu iss kadar besahare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare
waah waah waah waah waah waah waah waah iss deewane dil ne kya jaadoo chalaya tumko humpe pyaar aayaa pyaar aayaa oye humko tumpe pyaar aayaa pyaar aayaa jeeee diya maine jeeee liya maine jeeee diya maine jeeee liya maine ab chaahe mujhko zamaana goli maar de ab chaahe mujhko zamaana goli maar de raaja ke shikaare ko bhanwar mein utaar de aage jee ke kya lena hai mere dil ne jo bhi maanga tha wo paaya tumko humpe pyaar aayaa pyaar aayaa dilll mein ye aayi deeee ke duhaayi dilll mein ye aayi deeee ke duhaayi patharon se sar takraaun main deewana patharon se sar takraaun main deewana jal jaaun ban ke shamma ka parwaana marna jeena khaana peena hasna rona nahaana dhona sona uthnaa chalna phirnaa aana jaana hum deewane ne muhabbat mein bhulaaya humko tumpe pyaar aayaa pyaar aayaa humko tumpe haaye pyaar aayaa pyaar aayaa
ari o shokh kaliyon muskuraa dena wo jab aaye ari o shokh kaliyon muskuraa dena wo jab aaye suno phoolon mehak apni loota dena wo jab aaye wo jab aaye adab se daaliyaan phoolon ki jhuk jaayen wo jab aaye adab se daaliyaan phoolon ki jhuk jaayen wo jab guzre chaman mein kaafile bhanwaron ke ruk jaayen bahaaron tum gale usko lagaa lenaa wo jab aaye ari o shokh kaliyon muskuraa dena wo jab aaye bahot taarif karti hain ye kaliyaan baar baar uski bahot taarif karti hain ye kaliyaan baar baar uski tamnna hai ke main bhi dekh loon rangeen bahaar uski hawaaon tum naqaab uski utha dena wo jab aaye ari o shokh kaliyon muskuraa dena wo jab aaye bagair uski mohabbat ke main zinda reh naa paaunga bagair uski mohabbat ke main zinda reh naa paaunga magar ye baat dil ki main kisi se keh naa paaunga nighaahon haal e dil usko sunaa dena wo jab aaye ari o shokh kaliyon muskuraa dena wo jab aaye suno phoolon mehak apni loota dena wo jab aaye
chhup na jaana chhup na jaana aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana jab tak main geet gaun ye taal zindagi ka jee bhar ke main bajaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana udta hua ye panchhi bhule se idhar aaya udta hua ye panchi bhule se idhar aaya anjan se iss ghar ko apna hai ghar banaya ye sukh ki neend soye ye sukh ki neend soye main khawab banke aaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana kaisi ada thi jis pe aankhen huyi deewani kaisi ada thi jis pe aankhen hui diwani ye dil ke mang duniya jab banat ye kahani is raat ka ye kissa is raat ka ye kissa main umr bhar sunaun aye chaand chhup na jaana aye chaand chhup na jaana aye sone wale sona jab tak jee chahe sona aye sone wale sona jab tak jee chahe sona kal din ki roshni mein is raat ka ghum dhona taiyaar ho safar ko taiyaar ho safar ko tujhko main raah dikhaun aye chaand chhup na jaana jab tak main geet gaaun jee bhar ke main bajaun aye chaand chhup na jaana
afsaana tera mera chatkarey waala beech beech mein sur lag jata hai mera tumhaare waala beech beech mein afsaana tera mera chatkarey waala beech beech mein sur lag jata hai mera tumhaare waala beech beech mein shola shola saansein bhari bhari aaja maje leke baari baari badlega phir status kanware waala beech beech mein afsaana tera mera chatkarey waala beech beech mein hai safar mein zameen chal raha aasmaan donon ki jo kahani hoke na ho bayaan begaan jaga hai nadaani kare na kare to kahaan jaldi mein ye pal dheeme kyun hain chalte yahaan main tujhe dekhun andha banke banki aadhe mein hai kya chalaki dikhla de gussa woh bhi karaare wala beech beech mein tujh mein arman aise jaage nishaney nazar ne daage kahey dil ki badh jaa aage kabhi door door kabhi paas paas kabhi door paas ke beech beech mein kabhi door paas kabhi paas door kabhi saans saans ke beech beech mein shola shola saansein bhari bhari aaja maje leke baari baari badlega phir status kanware wala beech
laut ke aaya udta panchhi naya hua aagaaz barson baad bhi dekho meri tractor se oonchi aawaaz khili jahaan pe jahaan pe gehun ruka wahin pe wahin pe main hoon hai marha mota hansta seedha saadha rasta ni aaja sunein dilon ki dilon ki dhun ri seele gote kinaare ki chunri hain odhe baithi faslein tu jo aaye ras lein ni aaja oye hoye sar aankhon pe hai nakhre sambhale tere ab karde na khud ko hawaale tere hai ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi aaja kheton mein ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi aaja kheton mein aa gadar machayenge hum ek ped lagaayenge hum ni aaja kudi aaja kheton mein ni butterfly banke tu le angdaai tann ke ni aaja kudi ni aaja re ho uss pal main khud ko lagti hoon pyaari jis pal mein sochun yaara main to hoon tumhaari kar doon kar doon kya janhit mein jaari ab se meri hai tere ishq ki daavedaari ho na main ghabraati na main sharmaati tujhko khayalon mein main laake hoon sataati uff ho mujhko kyun sab kuchh
dhoonde tujhko nain deewaane aaja aaja re in nainon ki pyaas bujhane aaja aaja re dhoonde tujhko nain deewaane ooooo ooooooooo oooooo ooooooo oooo oooo oooo ooooo aaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa dhoonde tujhko nain deewaane aaja aaja re in nainon ki pyaas bujhane aaja aaja re dhoonde tujhko nain deewaane aaja aaja re in nainon ki pyaas bujhane aaja aaja re haste haste aaj deewaane milenge tu jab aaye phool hazaron khilenge haste haste aaj deewaane milenge tu jab aaye phool hazaron khilenge jaag uthenge sab virane aaja aaja re aaja aaja re dil ka hai ye haal tumhari lagan mein jaise koi phool akela chaman mein dil ka hai ye haal tumhari lagan mein jaise koi phool akela chaman mein ashaon ke geet sunaane aaja aaja re dhoonde tujhko nain deewaane aaja aaja re in naino ki pyaas bujhane aaja aaja re
toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte is ke pahiye zor se chalte aur apna rasta tay karte syaane is se kaam nikaale syaane is se kaam nikaale bachche samjhen khel toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata koi kahin ka ticket katata ek aata hai ik hai jaata sabhi musafir bichhad jaayenge sabhi musafir bichhad jaayenge pal bhar ka hai mail pal bhar ka hai mail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jo jitni poonji hain rakhte usi mutabik safar wo karte jeevan kaaaa jeevan ka hai bhed bataati jeevan ka hai bhed bataati gyaani ko ye rail toofaan mail duniya ye duniya toofaan mail
ek tha gul aur ek thi bulbul ek tha gul aur ek thi bulbul donon chaman mein rehte thei hai ye kahaani bilkul sachchi mere naana kehte thei ek tha gul aur ek thi bulbul bulbul kuchh aise gaati thi aise gaati thi aise gaati thi kaise gaati thi bulbul kuchh aise gaati thi jaise tum baatein karti ho wo gul aise sharmaata tha aise sharmaata tha aise sharmaata tha kaise sharmaata tha wo gul aise sharmaata tha jaise main ghabraa jaata hoon bulbul ko maaloom na tha gul aise kyun sharmaata tha wo kya jaane uska nagmaa gul ke dil ko dhadkaata tha dil ke bhed na aate lab pe ye dil mein hi rehte thei ek tha gul aur ek thi bulbul phir kya huaa lekin aakhir dil ki baatein aise kitne din chhupti hain ye wo kaliyaan hain jo ik din bas kaante ban ke chubhti hain ik din jaan liyaa bulbul ne wo gul us ka deewaana hai tum ko pasand aayaa ho to boloon phir aage jo afsaana hai bolo na chup kyon ho gaye ik duje ka ho jaane par wo donon majboor huye un dono ke pyaar ke kisse gulshan mein
khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera mujhpe kabse likha hua tera hi naam hai mujh mein jo hai mera sabhi tera hi naam hai chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera nana nananaa nananana nanananaa aaaaa aaaaaa o humse jaane kyun bewajah jalte hain faasley milna tere gale par mil rahe ye gale aaja mita ye jo hai faasla tera mera aaja mita ye jo hai faasla tera mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera
Hawayein (Film Version)
hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan yahi hai dil ki sadaa raho nazar mein sadaa ab ek pal bhi sanam kabhi na honge judaa yahi hai dil ki sadaa haaaa aaaaa aaaa raho nazar mein sadaa aaaaa aaaaa aaaa ab ek pal bhi sanam aaaaa aaaaa aaaa kabhi na honge judaa hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan
hum aapki mehfil mein hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye ho maaf khata apni gardish ke hain behkaaye hum aapki mehfil mein kabhi dekha tha ik sapna unhen samjhe the hum apna paraye ho gaye hain wo bichhad kar kho gaye hain wo ajab sa wo zamaana tha wo dhokha bhi suhana tha magar ab yaad kya keeje bhala fariyaad kya keeje hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein wafa ka dum jo bharte the muhobbat pe jo marte the wo har waada bhula baithe nayi mehfil mein ja baithe humin ne bhool ki hogi humin mein kuchh kami hogi jab wo aankhen churaate hain humara dil jalaate hain hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein gila karne se kya haasil nahin chaahat ke main qaabil samajhna main tha deewana bhula denaa ye afsaana na ab tumko sataunga idhar mudkar na aaunga main kar ke dil ke sau tukde bichha jata hoon is dar pe hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein
aaaa aaaa aaaaaa aaaa ek aashiq ki wo zindagi hai maut bhi jispe kurbaan jaaye ishq jiski kare khud hifaazat aise aashiq ko kya maut aaye wafa jaageer daaron ko na kangaalon ko milti hai are ye na goron ko milti hai na ye kaalon ko milti hai muhabbat khud ba khud hoti hai paida ki nahin jaati amaa khuda ki khaas neymat hai jo dil waalon ko milti hai ishq daulat se ishq daulat se kharida nahin jaata pyaare ishq daulat se kharida nahin jaata pyaare ye mohabbat se mohabbat se mohabbat se ye mohabbat se ye mohabbat se mohabbat ka hai sauda pyaare ishq daulat se kharida nahin jaata pyaare ishq daulat se kharida nahin jaata pyaare ishq inaam e khuda hai yaaro ishq paigaam e wafa hai yaaro ishq shola bhi hai shabnam bhi hai ishq talwaar bhi marham bhi hai ishq kashti bhi hai mallaah bhi hai ishq banda bhi hai allah bhi hai ishq hindu na musalmaanon ka ishq ek jazba hai insaanon ka ishq english hai na hindustaani na ye turki hai na ye jaapaani ab kya bataun pyaar kahaan
jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa aa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koi dil ki naiyaa dubota hai o jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do tum bhi to iss aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jata hai har baat pe aahein bharte ho
jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koyi dil ki naiya dubota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do tum bhi to is aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jaata hai har baat pe aahein bharte ho har baat pe dil tharraata hai jab dil pe chhuriyaan chalti hain tab chain se koi sota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota
oooooo ooooooooooo oooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo oooo oooo jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab inn aankhon mein pyaar machal kar rota hai dil duniyaa bhar ke dard mein dooba hota hai har saans meri ghabrati hai meri jaan pe ban ban jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii hum deewane kaise kaise dukh sehte hain apne maanjhi se door bhanwar mein rehte hain humko har mauj darati hai kahin door baha le jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii har phool kisi ki yaad mein khoya khoya hai ye shabnam hai yaa pyaar kisi ka roya hai jab baagh mein koyal gaati hai duniyaa meri loot jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki
kis kaaran jogan jog liya kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kyun duniyaan se munh moda hai ke ke kyun duniyaan se munh moda hai kyun hara bhara jag chhoda hai kya akhiyaan jis sang laagi thi us zaalim ne dil toda hai dil toda hai dil toda hai kis kaaran ho kis kaaran kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya kyun maati ang laga baithi kyun maati ang laga baithi kyun soone ban mein aa baithi kyun joban ke armaanon mein aye jogan aag laga baithi laga baithi laga baithi kis kaaran ho kis kaaran kis kaaran jogan jog liya bhari jawaani mein ye kaisa rog liya ho kaisa rog liya kis kaaran jogan jog liya jab jhoom ke saawan aayega ahaa aa ahaa aa ahaa jab jhoom ke saawan aayega jangal mein dil ghabraayega phir haath se maala
tere pehlu mein chala aaya hoon main zindagi ke ghum se ghabraaya hua kya kahun tujh bin ye mera haal hai jaise koi phool dundhlaaya hua mujhko is duniya mein kuchh bhaata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai maine yeh khamosh nagme sun liye do dilon ki ek hi aawaaz hai har taraf sangeet lehraata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon gar khuda bhi door se aawaaz de main na jaaun tera daaman chhod ke tujhse gar bichhdi to main mar jaaungi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuchh mera naata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon
Mohabbat Isko Kahte
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ghum Kal Khushi Hai Yahi Zindagi Jawab (1955) 02:53 16522
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:53   Song Number : 16522   

Affoo Khudaya Jab Jab Phool Khile (1965) 03:24 13392
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:24   Song Number : 13392   

Ari O Shokh Kaliyon Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 04:57 13394
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:57   Song Number : 13394   

Aye Chaand Chhup Na Jaana Jawab (1942) 03:24 37982
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 03:24   Song Number : 37982   

Beech Beech Mein Jab Harry Met Sejal (2017) 03:20 38608
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 03:20   Song Number : 38608   

Butterfly Jab Harry Met Sejal (2017) 04:35 40638
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 04:35   Song Number : 40638   

Dhoonden Tujhko Nain Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 05:48 32687
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Dharmendra
Duration : 05:48   Song Number : 32687   

Duniya Ye Duniya Toofaan Mail Jawab (1942) 02:58 36452
 
Poster of Jawab (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Kamal Das Gupta
On Screen Actors- 
Kanan Devi
Duration : 02:58   Song Number : 36452   

Ek Tha Gul Aur Ek Thi Jab Jab Phool Khile (1965) 07:27 20454
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 07:27   Song Number : 20454   

Ghar Jab Harry Met Sejal (2017) 03:33 40687
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 03:33   Song Number : 40687   

Hawayein (Film Version) Jab Harry Met Sejal (2017) 05:05 38619
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Duration : 05:05   Song Number : 38619   

Hua Yun Pyaar Jawaan Jab Andhera Hota Hai (1974) 03:41 36826
 
Poster of Jab Andhera Hota Hai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Prem Narayan, Helen
Duration : 03:41   Song Number : 36826   

Hum Aapki Mehfil Mein Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 04:36 37830
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:36   Song Number : 37830   

Ishq Daulat Se Kharida Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 07:50 18170
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 07:50   Song Number : 18170   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 04:19 20686
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 04:19   Song Number : 20686   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai (Female) Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:40 39960
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:40   Song Number : 39960   

Jab Yaad Kisi Ki Aati Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 08:16 13395
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 08:16   Song Number : 13395   

Kis Kaaran Jogan Jawab (1970) 03:54 40370
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:54   Song Number : 40370   

Kyun Mere Dil Ko Qaraar Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 03:48 40229
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 40229   

Mohabbat Isko Kehte Hain Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 05:03 39752
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:03   Song Number : 39752