Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIntaqam%20(1969)
HomeIntaqam%20(1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaane jaan aa jaane jaan aa mera ye husn jawaan jawaan jawaan tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana aa jaane jaan aa mera ye husn jawaan jawaan jawaan tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana aa jaane jaan ooooo aankh se masti tapke hai tapke hai tu dekhe na dil ka sagar chhalke hai chhalke hai tu samjhe na aa la la la la la la la aa kyun tadapaye tu kyun tarasaye o zalim aa jaana aa jaane jaan aa mera ye husn jawaan jawaan jawaan tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana aa jaane jaan hooo door se kitni aayi hoon aayi hoon tu jaane na pyaar ka tohfa laayi hoon laayi hoon tu maane na aa la la la la la la la aa bedardi se tu kyun thukaraye o zalim aa jaana aa jaane jaan aa mera ye husn jawaan jawaan jawaan tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana aa jaane jaan
o o aa oo oo oo oo oo aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oooo geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon ho aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum ho o aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum tanhaa tanhaa tanhaayi ka zehar peeyein kyun hum tu mere jeevan ka panchhi main teri parvaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath ho o do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath jeete jee na honge juda ye aaj mile jo haath tu meri saanson ka maalik main teri dumsaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri
hooooooo hoooo hoooo hum tumhaare liye tum haumare liye hum tumhaare liye tum haumare liye phir zamaane ka kya hai humaara na ho aapke pyaar ka jo mile aasra aapke pyaar ka jo mile aasra phir khuda ka bhi beshaq sahaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye tumhin ho dil mein tumhin ho meri nighaahon mein naa aur aayega ab koi meri raahon mein karoon na aarzooo oooo ooooo karoon na aarzooo marne ke baad jannat ki agar ye zindagi guzre tumhaari baahon mein tumhaari baahon mein pyaar ke chaand se raat roshan rahe pyaar ke chaand se raat roshan rahe phir koi aasmaan pe sitaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye hoo hoo nazar nazar se kadam se kadam milaaye huye chale hai waqt ki raftaar ko bhulaaye huye bahaar poochh rahi hai bahaar poochh rahi hai chaman ke phoolon se ye kaun aaya ke tum sab ho sar jhukaaye huye ho sar jhukaaye huye soch mein phool hai hum agar chal diye soch mein phool hai hum agar chal diye phir chaman mein kabhi ye nazaara na ho hum
jo unki tamanna hai barbaad ho jaa jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa na unka tabassum tere vaaste hain na unka tabassum tere vaaste hain na tere liye unki zulfon ke saaye tu beaas phir kyon jiye ja raha hai tu beaas phir kyon jiye ja raha hai jawaani mein ye zindagaani luta de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa sitam ya karam husn walon ki marzi sitam ya karam husn walon ki marzi yahi soch kar koi shikawa na karna sitamgar salaamat rahe husn tera sitamgar salaamat rahe husn tera yahi usko mitne se pehle duaa de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa to aye dil mohabbat ki kismat bana de tadap aur tadap kar abhi jaan de de yun marte hain mar jaane waale dikha de jo unki tamanna hai barbaad ho jaa
hmm kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmmm hmmmmmmm muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi ye khushi ki shaam shaam e inteqaam ban gayi jo baat hum mein tum mein thi wo baat aam ban gayi aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka jo maine pee to kyun nasha utar gaya huzoor ka aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai
mehfil soyi aisa koi mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi raat gaati huyi gungunati huyi haan beet jaayegi yun muskurati huyi raat gaati huyi gungunati huyi haan beet jaayegi yun muskurati huyi subha ka sama puchhega kahan gaye mehmaan mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi aaj tham ke gazar de raha khabar haan kaun jaane idhar aayi na sehar aaj tham ke gazar de raha khabar haan kaun jaane idhar aayi na sehar kis ko pata zindagi hai kya toot hi gaya mehfil soyi aisa koi hoga kahan jo samjhe jubaan meri aankhon ki mehfil soyi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaane Jaan Intaqam (1969) 05:50 20006
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:50   Song Number : 20006   

Geet Tere Saaz Ka Intaqam (1969) 05:58 12029
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:58   Song Number : 12029   

Hum Tumhaare Liye Intaqam (1969) 04:22 20557
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 20557   

Jo Unki Tamanna Hai Barbaad Ho jaa Intaqam (1969) 03:37 13374
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:37   Song Number : 13374   

Kaise Rahun Chup Intaqam (1969) 04:22 12188
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 12188   

Mehfil Soyi Intaqam (1969) 04:42 13377
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:42   Song Number : 13377