Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum%20Hain%20Lajwaab%20(1984)
HomeHum%20Hain%20Lajwaab%20(1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey hey abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you chhutiyon ke ye din hai suhaane saathi tera yun saath rahe bachhon ke sang bachhe phir ban jaaye mauj mein jhoome zara masti karen ban ke baadal ban ke panchhi udte rahen abcdefghi jklm nopqrstuvwx y z i love you hey hey aaaa haaa apne gaanv ki galiyon mein chalen hum bachpan ki yaadon mein khoya hai mann baahen thaame teen bhaayiyon ki thumkegi phir se unki behan saawan ke jhoolon se baabul ke aangan se hoga milan abcdefghi jklm nopqrstuvwx hoo hoo hoo i love you thandi thandi ye hawaayen humko chupke chupke kya kehti suno manzil hai kareeb ab humaare bole ghataayen khushiyaan chuno nazren chura ke dil mein chhupa ke sapne buno abcdefghi jklm nopqrst uvwx y z i love you abcdefghi nopqrstuv y z i love you i love you
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah
ajnabeeee ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua kehta hai dil aaj mila hai koi khoya hua na khayaal tumhen na khayaal humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kabse magar dhoondh raha tha tumhen mera jahaan na to yaad tumhein na to yaad humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein humne tumhein pyaar kiya hai anjaane mein na kabhi mile na qareeb huye phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun
ajnabi ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi wada kiya tha kisi saathi se na woh pyaar rahaa na woh baat rahi phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi dil mein rahe aur humaara dil tod diya dil mein rahe aur humaara dil tod diya saath chale mod pe aa ke humen chhod diya tum ho kahin aur hum kahin phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam sab ko sanmatee de bhagwaan aaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaa maangon ka sindoor na chhute maangon ka maa behnon ki aas na toote aas na toote dev binaa daataa dev binaa bhatke na praan hoo saare jag ke rakhwaale hoo saare nirbal ko bal dene waale dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyaan ishwar tero naam ishwar tero naam allah tero naam
o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ho o ho ho naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana naar daana anaar daana naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana ye topi ye chaand sa chehra jyun dulhe ke sir pe sehra jyun dulhe ke sir pe sehra mar jaana mar jaana assaan tainu tak tak mar jaana o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ishq pe ho gayi meher khuda ki rab ne sun li arz hina ki rab ne sun li arz hina ki shukraana shukraana o rabba tera lakh lakh shukraana pyaar ki dori dil ko khinche tu aage main pichhe pichhe tu aage main pichhe pichhe thukraana thukraana tere liye saara jag thukraana assaan rumi topiwaale naal jaana naar daana anaar daana naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana assaan rumi topiwaale naal jaana naal jaana naal naal jaana
apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana jis mein hon aap jaise aise zamaane mein apne dil ka kaun thikaana unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai marne ke hote hain laakhon bahaane jeene ka hai bas ek bahaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen kaam hai unka haath naa aana kaam humara preet nibhana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge hota hai dil ko hone do iss ko teer e nazar ka yunhin nishaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana
babul jo tumne sikhaya jo tum se paya sajan ghar le chali sajan ghar le chali sajan ghar main chali yaadon ke lekar saye chali ghar paraye tumhari laadli kaise bhool paungi main baba suni jo tumse kahaniyaan chhod chali aangan mein maiya bachpan ki nishaniyaan sun meri pyari behna sajaye rehna yeh babul ki gali ban gaya pardes ghar janam kaa mili hai duniya mujhe nayi naam jo piya se maine joda naye rishton se bandh gayi mere sasur ji pita hain pati devta hai devar chhavi krishn ki sajan ghar main chali sajan ghar main chali
bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa husn kaa aashique husn kaa dushman apni adaa hai yaaron se judaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa husn kaa aashique husn kaa dushman apni adaa hai yaaron se judaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa hey duniyaan mein nahin hai aaj mera saa deewana pyaar waalon ki zubaan pe hai mera hi taraana sabki rang bhari aankhon mein aaj chamak rahaa hai mera hi nashaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa laaaaa laaaaaaaaa lala lalaaa lala lalaaaa lala lala lala lalaaaa lalaa laaaaaa lalaaaa laaaaa lalaaaaa laaaaaa jaam milten hain adab se shaam deti hai salaami geet jhukten hain labon pe saaz karten hain ghulami wo koi parda ho yaa baadshah aaj to sabhi hai mujhpe fidaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa ek hungaama uthaa doon main to jaaun jidhar se jeet leta hoon dilon ko ek halki si nazar se mehboobon ki mehfil mein aaj chhayi hai chhayi hai meri hi
badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa zamaana wafa ki sazaa de raha hai sazaa de raha hai tumhen dil tadap kar sadaa de raha hai sadaa de raha hai bane hum nishaana zara dekh jaana badi mushkil hai badi mushkil hai tumhen bhool jaana tumhen bhool jaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa wohi aag ab tak lagi hai jigar mein lagi hai jigar mein tumhaari hi surat basi hai nazar mein basi hai nazar mein kiya har bahaana magar dil na maana bada sangdil hai bada sangdil hai ye zaalim zamaana ye zaalim zamaana aaa aaa aa aaaa aaaa aaaaa kahaan leke jaayen ye aansu ye aahen ye aansu ye aahen nibhayen to kaise mohabbat nibhayen mohabbat nibhayen sada zakhm khana magar muskuraana badi mushkil hai badi mushkil hai
bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke mera pehla pehla pyaar meri pehli pehli haar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye ansuon ke haar karoon tumse pukaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke jab nazren kisi ko naa paayengi mose ratiyaan guzaari naa jaayengi le ke dil mein intezaar kaise beetegi bahaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke
ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom rut lahraye anchal ban ke taare hanse jab paayal chhanke rut lahraye anchal ban ke taare hanse jab paayal chhanke jhaanke baadal se chanda jhaanke baadal se chanda dare nainon ka phanda uljhi zulfon ki dori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom jhoom rahi hai raat ki ganga deepak nache gaye patanga ankhon ne dala ghera ankhon ne dala ghera phir bhi matavala tera aaya hai chori chori jhoom jhoom nachori ban ke chakori gori jhoom jhoom kabhi chale tan ke kabhi jhuk jaaye neel gagan dole ruk jaaye kabhi chale tan ke kabhi jhuk jaaye neel gagan dole ruk jaaye nache ja kajal wali nache ja kajal wali raina hai kaali kaali o gori gori chori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom naachori ban ke chakori gori jhoom jhoom
oho hooooo oooo ooooo oooooo oooooo ooooo oooo bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya o ho bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne apni khabar hai na dil ka pata kuchh mujhe yaad nahin tere siwa apni khabar hai na dil ka pata kuchh mujhe yaad nahin tere siwa dekhoon jidhar tu hi nazar aaye dilruba duniya ke har khayaal se begaana kar diya duniya ke har khayaal se begaana kar diya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya mujhe deewaana kar diya kahin bhi laage na jiya ho bedardi tere pyaar ne deewaana kar diya bedardi tere pyaar ne kho gayi yoon tere pyaar mein sanam kahin rakhti hoon kahin pade hain kadam kho gayi yoon tere pyaar mein sanam kahin rakhti hoon kahin pade hain kadam nayi khushi tadap nayi tera hai karam mujhko meri hi raah se anjaana kar diya mujhko meri hi raah se anjaana kar diya mujhe
beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa mile bhi to door se hum koi dekhe ye sitam main to jagu meri taqdeer jaage naa maano sanam kategi ye raat nahin jo hum hi saath nahin maano sanam kategi ye raat nahin jo hum hi saath nahin kya hua jo tera mera saath nahin ye koi baat nahin na bano ziddi ye dete hain gawaahi tere naina beete nahin raat sanam karo koi baat sanam duniyan soye humen neend lage naa khidki khuli chanda nazar aa hi gaya mujhe tadpa hi gaya khidki khuli chanda nazar aa hi gaya mujhe tadpa hi gaya naam tera juba pe lehra hi gaya lab tak aa hi gaya jo labon pe aur wo keh di jo hai dil mein wo na kehna mile bhi to door se hum koi dekhe ye sitam main to jagu meri taqdeer jaage naa raat dhali chandniya zard bhi hai ye hawa sard bhi hai raat dhali chandniya zard bhi hai ye hawa sard bhi hai haan re piya hawa zara sard bhi hai dil mein kuchh
beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa bas ek nazar more saiyaan haule se pakad mori baiyaan tune mujhpe kiya hai jaadu mohe dil pe raha na kabu kar itna na majboor sajna itna na majboor kyun milkar bhi hai door balma milkar bhi hai door sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan zaalma maan bhi jaa dil dena tu kya jaane zara dekh idhar deewane kuchh yun hi nahin behke hum betaab hai khud bhi mausam hai bheegi bheegi raat sajna bheegi bheegi raat aa sun ja dil ki baat balma sun ja dil ki baat sun dard mera bedardi sanam daman na chhuda tujhe meri kasam dil le ke taalna na beimaan baalma gayi jaan zaalma beimaan baalma maan bhi jaa gayi jaan
chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milegaa sachchaa pyaar mushkil se hooooo dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yehi to hai sanam pyaar ka thikana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri
chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna dilaasa bhi bahaana hai sataane kaa rulaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam gila kis se karen jaa kar muqaddar ka zamaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen mila achchhaa sila humko teri duniyaa mein aane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa
chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani hum hindustani hum hindustani aaj purani zanjeeron ko tod chuke hain kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani aao mehnat ko apna imaan banaaye apne haathon ko apna bhagwaan banaaye raam ki iss dharti ko gautam ki bhumi ko sapnon se bhi pyaara hindustaan banaaye naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani har zarra hai moti aankh utha kar dekho maati mein sona hai haath bada kar dekho sone ki ye ganga hai chandi ki yamuna chaho to pathar se dhaan ugaa kar
hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal meri gali mein aana karke koi bahaana pyaar ka deep jalaa ke dil kaa mahal chamkana ooo aaja chanda aaja chanda tale daalun tere gale baiyaan gori gori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal man mein papiha bole piuu piuu piuu ras ghole jiya jiya jiya mora dole piya piya piya sang hole ooo aji aisa aji aisa ho sang tum ho meri patang main hun dori dori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abcdefg I Love You Hum Saath Saath Hain (1999) 04:30 11880
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mitali Shashank
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 04:30   Song Number : 11880   

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Ajnabee Tum (Female) Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:07 38758
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Maruti Rao
Duration : 04:07   Song Number : 38758   

Ajnabee Tum (Male) Hum Sab Ustad Hain (1965) 03:32 12005
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita, Dara Singh
Duration : 03:32   Song Number : 12005   

Allah Tero Naam Ishwar Hum Dono (1961) 03:34 20132
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Gowda-Sarang
Duration : 03:34   Song Number : 20132   

Anar Dana Henna (1991) 04:50 11974
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeba Bakhtiar
Duration : 04:50   Song Number : 11974   

Apni Nazar Se Hum Log (1951) 03:11 13355
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sajjan, Shyama
Duration : 03:11   Song Number : 13355   

Babul Jo Tumne Sikhaya Hum Aapke Hain Koun (1994) 03:45 32990
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Sharda Sinha
On Screen Actors- 
Renuka Shahane
Duration : 03:45   Song Number : 32990   

Bachna Aye Haseenon Hum Kisise Kum Naheen (1977) 06:32 13350
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 06:32   Song Number : 13350   

Badi Mushkil Hai Tumhe Bhul Jana Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960) 03:18 16812
 
Poster of Hum Hain Rahi Pyar Ke (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Duration : 03:18   Song Number : 16812   

Bahe Ankhiyon Se Dhaar Hum Log (1951) 03:14 13356
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:14   Song Number : 13356   

Ban Ke Chakori Gori Hum Matwale Naujawan (1961) 03:27 38050
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:27   Song Number : 38050   

Bedardi Tere Pyaar Ne Henna (1991) 04:30 40025
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeba Bakhtiar
Duration : 04:30   Song Number : 40025   

Beete Nahin Raat Sanam Hum Matwale Naujawan (1961) 03:35 16250
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shekhar, Saida Khan
Duration : 03:35   Song Number : 16250   

Beimaan Baalma Ham Sab Chor Hain (1956) 02:46 38132
 
Poster of Ham Sab Chor Hain (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Shammi Kapoor
Duration : 02:46   Song Number : 38132   

Chaand Mera Dil Hum Kisise Kum Naheen (1977) 03:12 11995
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq
Duration : 03:12   Song Number : 11995   

Chali Jaa Chhod Ke Hum Log (1951) 03:29 13358
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:29   Song Number : 13358   

Chhodo Kal Ki Baatein Hum Hindustani (1960) 03:21 20286
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 20286   

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Chhun Chhun Baaje Hum Log (1951) 03:22 32325
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:22   Song Number : 32325