Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHera%20Pheri%20(2000)
HomeHera%20Pheri%20(2000)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai khuli laton ki chaanv mein khila khila ye roop hai ghata se jaise chhan rahi subah subah ki dhoop hai jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi jidhar nazar mudi udhar suroor hi suroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan jhuki jhuki nigaah mein bhi hain bala ki shokhiyan dabi dabi hansee mein bhi tadap rahin hain bijliyan shabaab aap ka shabaab aap ka shabaab aap ka nashe mein khud hi choor choor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai aap ki nigaah ne kaha to kuchh zuroor hai mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane thakan kaisi ghutan kaisi chal apni dhun mein deewane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane khilaa le phool kaanton mein sajaa le apne veerane hawaayen aag bhadkaayen fazaayen zehar barsaayen bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne andhere kya ujaale kya naa ye apne naa wo apne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne tere kaam aayenge pyaare tere armaan tere sapne zamaana tujhse ho barham naa aaye raah par mausam bahaaren phir bhi aati hai bahaaren phir bhi aayengi badal jaaye agar maali chaman hota nahin khaali bahaaren phir bhi aati hai
dushman na kare dost ne wo kaam kar diya ke dosti ke naam ko badnaam kar diya barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota yaar mereeeee yaar mereeeee yaar mere tu aise rutha jaise mera rabb ruthaa jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota tera jahaan bhi gira paseena maine khoon bahaaya tera jahaan bhi gira paseena maine khoon bahaaya tera lahoo bana kyun paani ye kaisa din aaya wo teri dosti wo teri dosti thi meri zindagi ban ke pujaari pyaar mein tune yaar ka mandir loota jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun toota ek pal mein kyun toota lehron par jo mite lakeeren tooti kasmen saari lehron par jo mite lakeeren tooti kasmen saari ret ki ek deewar thi mere yaar ki jhoothi yaari ye sitam kya hua ye sitam kya hua kya lagi baddwaa jism se jaise jaan juda ho saath tera yun chhutaa jaise mera rabb ruthaa hoo barson puraana ye yaarana ek pal mein kyun
dil to pehle hi se madhosh hai matwaala hai aur kuchh aapne deewana bana daala hai dil to pehle hi se madhosh hai matwaala hai aur kuchh aapne deewana bana daala hai kuchh to ye umr bhi deewani hua karti hai kuchh to ye umr bhi deewani hua karti hai kuchh jawaani ki meharbaani hua karti hai oooo hoooo hooo hooo aaaahaaaa haaaa haaaa aaaaa jisne har saans ko ik shola bana daala hai aur kuchh aapne deewana bana daala hai sach kaha aapne iss waqt mujhe hosh nahin jhoom kar aapki baahon mein naa gir jaaun kahin jhoom kar aapki baahon mein naa gir jaaun kahin inn nighaahon ne humen aaj mitaa daala hai dil to pehle hi se madhosh hai matwaala hai ye machalti huyi zulfen ye dehakte rukhsaar ye machalti huyi zulfen ye dehakte rukhsaar rokiye rokiye apni ye addayen sarkaar oooo hoooo hooo hooo aaaahaaaa haaaa haaaa aaaaa poore jazbaat mein toofaan utha daala hai aur kuchh aapne deewana bana daala hai dil to pehle hi se madhosh hai matwaala hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham jab bhi koi haseena dekhoon mere dil ke taar baje baar baar mere dil ke taar baje baar baar o yehhhh chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham chhana chhan chhana na nuuuu chhana chhan chhana na na chhana chhan chhanaa nan chham chham chham chhama chham marti hai mujhpe kudiyaan ye saari kuchh to hai baat mujh mein kasam se kya
kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin manta haan nahin maanta nahin manta dil nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta maut se jo dare pyaar wo kya kare pyaar mein to yahi maut hai zindagi jaan kya cheez hai pyaar ke saamne saans toote na chhute ye dil ki lagi ye na hota to phir pyaar ki rahon mein ye na hota to phir pyaar ki rahon mein khaak dar dar ki koi deewana nahin chhaanta nahin chhaanta dil nahin manta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta laila shiri ho ya heer ya sohni mar ke bhi unki surat sitaron mein hai jinke dil ka lahu ghul gaya pyaar mein aaj tak unki khushboo baharon mein hai kuchh to hai warna dil mera tere liye kuchh to hai warna dil mera tere liye jaan dene ki zid jaane jaana nahin thanta nahin thanta dil nahin maanta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin
ooooo oooo aaaaa aaa aaa aaha koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab jalta hai jale zamaana banaaye fasana nahin ghabraayenge hum dil ka sauda kiya hai khushi se daren kyun kisi se ke hum to abhi se hain thaame jigar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde kyun na raahon mein kaliyaan bichaa den jahaan ko dikha den mohabbat ki jaadugari aaj dil ko zubaan mil gayi hai kali khil gayi hai ye duniya nayi hai jo karna tha kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab ye darr hai hanse na zamaana bane na fasaana nighahon ke ikraar ka ye mohabbat kahin
hey suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better ban than ke yun kahan chali ho fifty ki raftaar se dil waala koi kud na jaaye chalti motor car se are ban than ke yun kahan chali ho fifty ki raftaar se dil waala koi kud na jaaye chalti motor car se chalte chalte padhti jaao dil ka open letter ji l e t t e r letter l e t t e r letter suno suno miss chaterjee mere dil ka metter ji culcatte waali ruth gayi kyun baat nahin ye better ji b e t t e r better b e t t e r better phaad de apne dil ka letter kis ko fool banata hai phaad de apne dil ka letter kis ko fool banata hai hum se kar ke pyaar ka waada bahar daanw lagata hai tu hi keh de kaise nibhege tera mera matter ji m a t t e r matter m a t t e r matter hey suno suno miss chaterjee mere
haaaan aaa aaaaa aaaaaaaa kal tak rab ko bhulaa tha bhulaa tha are kal tak rab ko bhulaa tha ab naam laga hai ratne jab maal laga hai ghatne laga kaleja fatne to khairaat lagi hai batne par chinta ki koi baat nahin nahin hum hain tere saath bilkul are pahucha denge uske kaano tak hum ye teri baat darbaar mein upar wale ke darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai andher nahin par deri hai darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai taqdeer ka saara khel hai ye taqdeer ka saara khel hai ye aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa oooooo tujhe jitna pyaar hai daulat se haan ji daulat se utna tu agar daata se kare to har mushkil har ghum pyaare rahe tujhse hamesha pare pare tu chhod de daulat ka chakkar tu chhod de daulat ka chakkar ye teri hai na meri hai ye teri hai na meri hai meri hai wo teri hai ji meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai meri
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ke Haseen Rukh Pe Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:49 20069
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anjan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:49   Song Number : 20069   

Badal Jaaye Agar Maali Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:04 12798
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha, Tanuja
Duration : 04:04   Song Number : 12798   

Barson Puraana Ye Yaarana Hera Pheri (1976) 04:50 18149
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Khanna
Duration : 04:50   Song Number : 18149   

Dil To Pehle Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 03:52 11947
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:52   Song Number : 11947   

Jab Bhi Koi Haseena Hera Pheri (2000) 06:42 20626
 
Poster of Hera Pheri (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Paresh Rawal, Sunil Shetty
Duration : 06:42   Song Number : 20626   

Kaun Anjaam E Ulfat Hera Pheri (1976) 03:38 35912
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:38   Song Number : 35912   

Koi Kahde Kahde Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:33 32064
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:33   Song Number : 32064   

Suno Suno Miss Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 05:06 12283
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Madhavi
Duration : 05:06   Song Number : 12283   

Waqt Ki Hera Pheri Hera Pheri (1976) 08:00 19197
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan, Dhumal
Duration : 08:00   Song Number : 19197   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908