Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHeer%20Raanjha%20(1970)
HomeHeer%20Raanjha%20(1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare dekhegi mukhdaa apna ab se jawaani dil ke daag mein barsega kaise saawan kaise padenge jhoole baagh mein bain karenge khaab kunwaare do dil toote do dil haare main naa rahungi lekin goonjegi aahen meri gaanv mein ab naa khilegi sarson ab naa lagegi mehndi paanv mein ab naa ugenge chaand sitaare do dil toote do dil haare pyaar tumhaara dekha pyaar tumhaara dekha dekha tumhaara aankhen modna tod to daala dil ko khel nahin hai dil kaa todna tadpoge tum bhi saath humaare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare do dil toote do dil haare do dil toote do dil haare duniyaa waalo sadke tumhaare sadke tumhaare
doli chadhte hi heer ne bein kiye hoo oooo mujhe le chale babul le chale ve mujhe rok le babul rok le tu doli bairi kahaar lai chale ve do chaar ghadi bhi na chain payaaaaa dukh dard musibatein seh chale ve mera kaha suna sab maaf karnaaaa kuchh roz tere ghar reh chale ve tujhe raanjhnaa rab ke hawale kiyaaaa hum desh mein zaalimon ke chale ve rahi pyaar ki jholi dekh khaaliii koi cheez bhi saath na le chale ve mere baad khabar teri kaun legaaaaa tere bhaag mein hai tanhaiyaan ve mujhe aur umeed thi aur huaaa ki rab ne beparwainya ve hoo oooo ki rab ne beparwainya ve
meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat liye meri duniyaan mein tum aayin tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye kab se yun hi phirta tha main armaan ki baaraat liye meri duniyaan mein tum aayin dhalka aanchal faila kaajal aankhon mein ye raaz liye kaise jaaun sakhiyon mein ab teri ye saugaat liye dhalka aanchal faila kaajal seene ki ye dhadkan sun le naa koi haaye haaye haaye dekhe naa koi naa jaao naa jaao hato hato darr lagta hai suno suno darr lagta hai dil mein kitni kaliyaan mehki kaise kaise phool khile naazuk naazuk meethe meethe honthon ki khairaat liye meri duniyaan mein tum aayin chaand se kaise aankhen milaaun baahon mein aao tumko bataaun bas bhi karo ab naa daro raat hai ye apni paayal chhanke kangna khanke badli jaaye chaal meri manzil manzil chalna hoga haathon mein ab haath liye meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat
milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai tumhi ko dil ka raaz bataayen tumhi se raaz chhupayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o bhole saathiyaaaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki oye hoye o bhole saathiyaa o bhole saathiyaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki aanchal mein bhar li humne saari bahaaren sansaar ki nayi ada se hum itraaye paayi khushi lutaayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai ruthe kabhi kabhi maan gaye ghaaten tumhaari hum jaan gaye haaaaaaa aisi adaayen qurbaan gaye ruthe kabhi kabhi maan gaye tumhen manaaye dil behlaaye kya kya naaz uthayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o sohne
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Dil Toote Do Dil Haare Heer Raanjha (1970) 06:09 15717
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 15717   

Doli Chadhte Hi Heer Ne Heer Raanjha (1970) 06:09 13326
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Priya Rajvansh
Raag- 
Bhairavi
Duration : 06:09   Song Number : 13326   

Meri Duniyaan Mein Heer Raanjha (1970) 05:02 13327
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:02   Song Number : 13327   

Milo Na Tum To Heer Raanjha (1970) 04:57 20967
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 04:57   Song Number : 20967   

Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 06:41 13123
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:41   Song Number : 13123   

Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 07:09 21438
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 07:09   Song Number : 21438