Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHamara%20Dil%20Aapke%20Paas%20Hai%20(2000)
HomeHamara%20Dil%20Aapke%20Paas%20Hai%20(2000)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main dil se tumhein duwayein diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main bhoole bhi tum bhula bhi diya tumne pyaar ko diya tumne pyaar ko din raat tum ko yaad kiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main main wo nahin ke aa ke chala jaaun khaali haath chala jaaun khaali haath do chaar hasratein to liye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main jo meri zindagi the meri jaan se gaye meri jaan se gaye phir kis khushi mein aur jiye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main aye maut haath thaam le mujh badnaseeb ka mujh badnaseeb ka kab se tujhe aawaaz diye jaa raha hoon main aankhon mein teri yaad liye jaa raha hoon main
achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do shukr shani raahu ketu sabhi tumhaare dheele hain phir kyun ye armaan tere dil ke kaho rangeele hain meri balli meri pyari lalli lagi kya jaane tujh mein shakkar hai achchha chalo ji baba maaf kar do never bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha chalo ji baba maaf kar do dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka dhobi ke kutte jaisa na ghar ka na ghaat ka hoon jis par koi nahin baitha main khatmal us khaat ka hoon tu shakal se mujhko khatmal se to zyada lagta koi machchhar hai machchhar chalo ji baba maaf kar do kabhi nahin bure dinon ka chakkar hai hai doosre ghar mein raahu ketu chauthe mein baitha shanichar hai achchha
bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa aankhen mila gori gori baahon mein aa apnon se gussa bhi kya aankhen mila gori gori bahon mein aa apnon se gussa bhi kya mere bhole dilbar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan mere sapne lekar jaata hai kahan gale lag ja hansi hansi hai nazaara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum pam pa ra ra ra ra bum pam bum pam pa ra ra bum pa ram pa rara raaa meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan meri jaan main bhi dil bhi tujhpe kurban kah bhi de chupke se haan mera kahna tune maana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin mera koi arman jaana bhi nahin tabhi to dil bujha bujha hai bechara bum pam bum pam pa ra ra bum pam bum
nigahen neechi kiye sar jhukaye baithi hain haaye are yahi to hai jo mera dil churaye baithi hain hey he he chup chup chup kyun baithi ho haan chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha nahin mujhsa jawaan hoga kahan khatre bade hain in raahon mein aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho yeh pyaar ke din hain yeh pyaar ke din hain ikraar ke din hain na aise khafa ho kabhi toh tamanna nikalo haan na meri baat taalo na meri baat taalo gale mein haath dalo kyun pyaar ko samjhe gunahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho tere gaalon ko chhoo lun tere gaalon ko chulun tere baalon ko chulun yeh bolo ke humse tumhen kya milega akad ke main kheench lun pakad ke main kheench lun pakad ke tumhe rakh loon jakad ke dum lele tu dil ki panahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein ho chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha
dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula wo bhi naa bole hum bhi naa bole aankh mili pehchaan huyi koi chala jab saath safar mein humko dagar aasaan huyi humko dagar aasaan huyi dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula roop nagar ki bheed mein humne khud ko bhulana seekh liya mast nazar ke jaam mein humne ghum ko doobana seekh liya ghum ko doobana seekh liya dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula lal lal laa kal jo hua so hua bhool jaa sapne mein jo aate hain aksar mehfil mein unko bula lal lal laa
farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa gaya hoon yahan basane waale bade hi niraale bade sidhe saade bade bhole bhaale pati patni mehnat se karte hain kheti to daada ko poti sahaara hai deti yahaan shirin farahaad kandha mila kar hain le aate teelon se nadiyaan baha kar ye chaandi ki nadiyaan bahe jaa rahi hain kuchh apni zubaan mein kahe ja rahi hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon kanhaiya chala dhor ban mein charaane to raadha chali saath bansi bajaane baji baansuri neer aankhon se chhalka mujhe ho gaya hai nasha halka halka parinde mere saath gaane lage hain ishaaron se baadal bulaane lage hain hasin dekh kar muskuraane lage hain kadam ab mere dagmagaane lage hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa
Gar Ye Zamin Nahin Wo Mera Aasman To
Hamari Adhuri Kahani
haan aa haan aaa aa aa de re naa haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye ooo aaa aaa de re naa haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage haan hum badalne lage girne sambhalne lage jab se hai jaana tumhein teri ore chalne lage har safar har jagah har kahin ban gaye maante the khuda aur haan wahi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe pehchaante hi nahin ab log tanha mujhe meri nigaahon mein bhi hain dhoondte wo tujhe hum the dhoondhte jise wo kami ban gaye tum mere ishq ki sar zameen ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasman meri zameen ban gaye ooo aaa de re naa aaa aaaa
haan aaa ooooo main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon main jaan ye vaar doon har jeet bhi haar doon keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon saari hadein meri ab maine tod di de kar mujhe pata aawaargi ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda kya khoob rab ne kiya bin maange itna diya warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda hasratein ab meri tumse hain jaa mili tum dua ab meri aakhiri ban gaye haan hasi ban gaye haan nami ban gaye tum mere aasmaan meri zameen ban gaye aaa oooo aaa aaa aaa aa haaaa aaa aaa ooo ooo ooo
hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon tumse karun kya shikwaa kya dosh doon humare tumhare hooo humare tumhare armaanon ki ye kaise loot gayi baaraat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath kaise hai ye andhere dhalte nahin kaise hai ye andhere dhalte nahin milon talak ujaale milte nahin humare tumhare humare tumhare jeevan mein kaise aayi ye andhiyaari raat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri marne na de mujhe magar mamta meri humare tumhare hooo humare tumhare sapne jo sach huye the thaame hai mera haath aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumse kabhi na
haa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa ae humnava mujhe apna bana le sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de hmm hoon akela zara haath badha de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de kab se main dar dar phir raha musaafir dil ko panaah de tu aawaargi ko meri aaj thehra de ho sake to thoda pyaar jataa de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de aaaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaaa murjhaayi si shaakh pe dil ki phool khilte hain kyun baat gulon ki zikr mehak ka achha lagta hai kyun un rangon se tune milaaya jinse kabhi main mill na paaya dil karta hai tera shukriya phir se bahaaren tu laa de dil ka soona banjar mehka de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de hmm hoon akela zara haath badha de sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de waise to mausam guzre hain zindagi mein kayi par ab naa jaane kyun mujhe wo lag rahe hain haseen tere aane par jaana maine kahin na kahin zinda hoon main jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein chehre ko chhooti hawaayein inki tarah do
haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa jawaan mohabbat haseen aankhon mein kisliye muskura rahi hai kisliye muskura rahi hai jawaan mohabbat haseen aankhon mein kisliye muskura rahi hai kisliye muskura rahi hai kyun kyun kyun ji jo baat aayi thi apne dil mein jo baat aayi thi apne dil mein wo unke dil mein wo unke dil mein bhi aa rahi hai jo baat aayi thi ye bheegi bheegi haseen raatein ye bheegi bheegi haseen raatein ye pyaari pyaari tihaari baatein tihaari baatein aaa aaa aaa aaa bahaar aayi bahaar aa kar koi naya gul khila rahi hai koi naya gul khila rahi hai bahaar aayi hai zara mera haath haath mein lo zara mere dil pe haath rakh do haath rakh do kyun kyun kyun ji suno to ek bezubaan dil se ye kaisi awaaz aa rahi hai kaisi awaaz aa rahi hai jo baat aayi hai tere dil mein wo mere dil mein wo mere dil mein bhi aa rahi hai jo baat aayi hai kareeb aao gale laga lun yahaan chhupa lun yahaan basa lun yahaan bitha lun kyun kyun kyun ji mujhe bahot pyaar aa
kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa naa phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge
Karke Jiska Intezar
mann reeeee tu hi bata kya gaaun tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pee jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun tu hi bata kya gaaun jisne barbas baandh liya hai iss pinjre mein kaid kiya hai jisne barbas baandh liya hai iss pinjre mein kaid kiya hai kab tak main uss pathar dil ka jee behlaati jaaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pii jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun neend mein jab ye jag sota hai main roti hoon dil rota hai neend mein jab ye jag sota hai main roti hoon dil rota hai mukh pe jhuthi muskanon ke kab tak rang chadhaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun keh dun apne dil ke dukhde ya aansu pee jaun mann reeeee tu hi bata kya gaaun mann reeeee
mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jab tum mujhse door rehte ho jiya mera ghabraata hai neend aankhon se udd jaati hai chaand agan barsaata hai dono pehlu jal jaata hain aag mein aag lagaata hai jaise tadpe bin jal machchhali pyaar mujhe tadpaata hai pyaar mujhe tadpaata hai iss uljhan se mujhko bacha lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jinn raahon par hans ke chalo tum phool wahaan khil jaate hain dam lene ko jahaan ruko tum madhushaale ban jaate hain tum ko chhoo kar pawan jhakore khushboo le kar jaate hain lekin hum to dekh ke soorat dil thaame reh jaate hain dil thaame reh jaate hain dil se dil
nigahon se dil mein chale aaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega dil ko kisi ke jalaana bura hai shamma ko jalaa ke bhujhaana bura hai dil ko kisi ke jalaana bura hai shamma ko jalaa ke bhujhaana bura hai tadapta hai dil ab na tadpaiyega na tadpaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega zara dil ki duniya mein aa ke to dekho nazar se nazar ko mila ke to dekho zara dil ki duniya mein aa ke to dekho nazar se nazar ko mila ke to dekho agar dil lagaane chale jaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega chale aaiyega na sharmaaiyega nigahon se dil mein chale aaiyega
lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee lu lu lu lu yaa ee yaa ee yaa ee rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe maa banke lori sunaun tujhe baahon mein jhula jhulaaun tujhe is yug mein jo bhi na karna pade samjha de kaise manaaun tujhe main bhi tanha tu bhi tanha ghum ko hawa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai dil mein mohabbat bhi gussa bhi hai kuchh tujhpe adhikaar mera bhi hai ziddi meri baat sunta nahin maa jaisi waisa hi beta bhi hai soye armaan soye tufaan tu phir jagaa na de rona tera ghadi ghadi mujhe rula na de so ja mere noor e nazar bahut saza na de duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se achchha bane duniya ke dil ki tamanna bane mujhsa nahin mujh se
sochta hoon ye kya ye kya kiya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine kya ye sar dard le liya maine sochti hoon ye kya ye kya kiya maine kyun ye sar dard le liya maine kyun ye sar dard le liya maine sochti hoon kaun hai ye kahaan se aayi hai ye to apni nahin praayi hai aisi chanchal shareer aur jhoothi phir bhi dil ko ye aisi bhaayi hai haath haathon mein le liya maine dil e naadaan ye kya kiya maine sochta hoon dekh kar yun wo muskuraaya kyun dekh kar yun wo muskuraaya kyun muskuraaya tha paas aaya kyun naa to itni si aap itna saa phir bhi meri nazar ko bhaaya kyun isko arpan kiya hiya maine dil e naada ye kya kiya maine sochti hoon raat din ishq kaa jo rona tha lijiye ho gaya jo hona tha lijiye ho gaya jo hona tha ye jo kaafir dhadak raha hai yahaan isne ek din mujhe doobona tha dil e naada ye kya kiya maine jo kiya thik hi kiya maine dil ka roshan kiya diya maine sochta hoon ye kya ye kya kiya maine kya ye sar dard le liya maine
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Teri Yaad Liye Jaa Raha Hamari Yaad Aayegi (1961) 03:28 36550
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Sharma
Raag- 
Gara
Duration : 03:28   Song Number : 36550   

Achha Chalo Ji Baba Maaf Kar Do Hamaare Tumhare (1979) 04:18 38854
 
Poster of Hamaare Tumhare (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar
Duration : 04:18   Song Number : 38854   

Bum Pam Bum Pam Pa Ra Ra Hamara Adhikar (1970) 05:03 37832
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:03   Song Number : 37832   

Chup Chup Kyun Baithi Ho Hamrahi (1974) 03:10 37814
 
Poster of Hamrahi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tanuja
Duration : 03:10   Song Number : 37814   

Dil Tu Bhi Gaa Hamrahi (1963) 03:23 13314
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 13314   

Farishton Ki Nagri Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 04:32 19108
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Sharma, Tanuja
Duration : 04:32   Song Number : 19108   

Gar Ye Zamin Nahin Hamare Gam Se Mat Khelo (1967) 03:36 12982
 
Poster of Hamare Gam Se Mat Khelo (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asrar
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 12982   

Hamari Adhuri Kahani Hamari Adhuri Kahani (2015) 06:42 37041
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 06:42   Song Number : 37041   

Hasi Hamari Adhuri Kahani (2015) 04:38 37055
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Ami Mishra
On Screen Actors- 
Vidya Balan, Emraan Hashmi
Duration : 04:38   Song Number : 37055   

Hasi Ban Gaye Hamari Adhuri Kahani (2015) 03:16 37886
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Kunaal Vermaa
Music Director- 
Ami Mishra
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 03:16   Song Number : 37886   

Hum Aur Tum The Saathi Hamaare Tumhare (1979) 07:53 31148
 
Poster of Hamaare Tumhare (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar
Duration : 07:53   Song Number : 31148   

Humnava Hamari Adhuri Kahani (2015) 05:31 37058
 
Poster of Hamari Adhuri Kahani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Papon
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Vidya Balan
Duration : 05:31   Song Number : 37058   

Jawaan Mohabbat Haseen Aankhon Hamari Yaad Aayegi (1961) 03:06 36549
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Tanuja, Ashok Sharma
Duration : 03:06   Song Number : 36549   

Kabhi Tanhaiyon Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 02:33 15600
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Tanuja, Ashok Sharma
Raag- 
Palasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 15600   

Kar Ke Jiska Intezaar Hamrahi (1963) 04:56 38709
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 04:56   Song Number : 38709   

Mann Re Tu Hi Bata Kya Hamrahi (1963) 03:33 13311
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jamuna
Duration : 03:33   Song Number : 13311   

Mujhko Apne Gale Laga Lo Hamrahi (1963) 03:39 11874
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 03:39   Song Number : 11874   

Nigahon Se Dil Mein Chale Aaiyega Hameer Hath (1964) 03:22 39891
 
Poster of Hameer Hath (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Sanmukh Babu
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 39891   

Rona Tera Ghadi Ghadi Hamara Adhikar (1970) 05:13 38961
 
Poster of Hamara Adhikar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Kumud Chhugani
Duration : 05:13   Song Number : 38961   

Sochta Hoon Ye Kya Kiya Maine Hamari Yaad Aayegi (1961) 05:27 31065
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Tanuja, Anant Kumar
Duration : 05:27   Song Number : 31065