Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGora%20Aur%20Kala%20(1972)
HomeGora%20Aur%20Kala%20(1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le sej se kaliyaan chun na le chun na le koi chun na le humko kisi ka darr nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le humko kisi ka darr nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le kuchh keh le kuchh kar le ye sansaar hum premi hai hum to karenge pyaar kuchh keh le kuchh kar le ye sansaar hum premi hai hum to karenge pyaar koi dekh le to dekh le koi jaan le to jaan le koi dosh humare sar nahin koi zor jawaani par nahin dheere dheere bol koi sun na le sun na le koi sun na le dheere dheere bol koi sun na le haa sun na le koi sun na le baaton ke badle aankhon se lo kaam warna hum ho jaayenge re badnaam baaton ke badle aankhon se lo kaam warna hum ho jaayenge re badnaam naadan tum anjaan tum lo maan tum beimaan tum kyun chain tumhen pal bhar nahin koi zor jawaani par nahin
hoye hoye hoye hoye hoye hoye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab haye haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab ye kya kiya oo deewane ab kya hoga na jaane kaam kiya ye tune bada hi kharaab ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab haye haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab hai fida mujh pe zamaana tu kadar meri na jaana chhod dun main aana jaana tod dun dil ka paimana hai fida mujh pe zamaana tu kadar meri na jaana chhod dun main aana jaana tod dun dil ka paimana par kya karun main tera nahin hai jawaab haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab aa aa aa aa hosh mein aa oo mastane dekh is zaalim deewane mere chehre par likhe hain pyaar mohabbat ke afsaane hosh mein aa oo mastane dekh is zaalim deewane mere chehre par likhe hain pyaar mohabbat ke afsaane tune padhi na kabhi mere dil ki kitaab haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune
tere naiiiiin teeeeere naiiiiiiin tere nain nashe de pyaale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahun kuchh kehna hi mushkil huaaa tauba meri zulfen teri jaise baadal kaale tujhe ek nazar dekha to tujhe ek nazar dekha to mere honton pe lag gaye taaleee tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain aa gayi yaad mujhko jawaani meriiii aa gayi yaad mujhko jawaani meri loot gayi aaj phir zindgani meri rang gulaabi chaal sharabi kehte hain kehne waale thukraa de wo iss duniyaa ko thukraa de wo iss duniyaa ko jiss roop tera apna le tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya hai tu khoobsurat kahani hai tuuuuu kya hai tu khoobsurat kahani hai tu aasmaanon ki pariyon ki raani hai tuuuu tu jo aayi masti chhayi jhoom uthe
ik na ik din ye hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu mere sapnon ki raani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi main tera deewaana banonga raani tu meri deewani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi hooooooooooo ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai ye tere haathon ki angoothi prem ki pehli nishani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye aaj ho ya kal ho ye hoga ye berukhi meharbani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai tera mera naya naya milan hai ye mulaaqat puraani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dheere Dheere Bol Gora Aur Kala (1972) 04:54 20332
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kapoor, Hema Malini
Duration : 04:54   Song Number : 20332   

Ek To Mera Mastana Gora Aur Kala (1972) 04:46 20455
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Rekha
Duration : 04:46   Song Number : 20455   

Tere Nain Nashe De Gora Aur Kala (1972) 05:09 13292
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 13292   

Tu Mere Sapnon Ki Raani Gora Aur Kala (1972) 05:47 21336
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:47   Song Number : 21336