Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGazal%20(1964)
HomeGazal%20(1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye duniyaa utt pataanga kithe hath kithe taanga rat kukdi dendi baanga ade chak de phatte ayeh duniyaa khel tamaasha aye tedi medhi bhaasha aye tooch pichh thaan thoon shhooon shhaaaan ade chak de phatte aye duniyaa utt pataanga kithe hath kithe taanga rat kukdi dendi baanga ade chak de phatte ayeh duniyaa khel tamaasha aye tedi medhi bhaasha aye tooch pichh thaan thoon shhooon shhaaaan ade chak de phatte hey chak de chak de chak de chak de chak de phatte hey chak de chak de chak de chak de chak de phatte chak de chak de chak de chak de chak de phatte chak de chak de chak de chak de chak de phatte aye duniyaa mast kalandar wahaan utte baitha bandar samjhe apnu sikandar ade chak de phatte aye duniyaa baari baari chak de saare narr naari tu kaanu banya bhikhari ade chak de phatte aye duniyaa mast kalandar wahaan utte baitha bandar samjhe apnu sikandar ade chak de phatte aye duniyaa baari baari chak de saare narr naari tu kaanu banya bhikhari ade chak de phatte chak
dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi go door hi se baat huyi baat ho gayi baat ho gayi unse humara koi taalluk to ban gaya unse humara koi taalluk to ban gaya bigde bhi wo agar to badi baat ho gayi badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi aanchal uda to rang ki barsaat ho gayi barsaat ho gayi jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jiska yakeen na tha wo karamaat ho gayi karamaat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi
darr ye lagta hai kya ye sapna hai ab jo apna hai kal wo kahaan hai darta dil poochhe baar baar darta dil poochhe baar baar intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun aansun aate the laut jaate the lamhon pe lamhen jhatpatate the phir bhi kiya hai intezaar phir bhi kiya hai intezaar intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun kya pyaar hai kya hai nahin maine nahin poochha na ho tum mere yaa ho nahin maine nahin poochha na poochha nahin baar baar poochha nahin baar baar intezaar aitbaar tumse pyaar itna karun hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm ek din aayega tanhaa reh jaayega ek din aayega tanhaa reh jaayega dost kya dushman kya bhoojh naa paayega maula ke saamne kehta reh jaayega intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun intezaar kitna karun aitbaar kitna karun intezaar aitbaar tumse pyaar kitna karun chhoti raaten hain kitni baaten hain ab jo aaye ho ab bataate hain thamon humen ab ek baar
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmmm ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ye sulagte huye din raat kise pesh karoon ishq ki garmi e teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen teri aawaaz ke jaadoo ne jagaaya hai jinhen wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon wo tasavvur wo khayaalat kise pesh karoon ishq ki garmi e aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal aye meri jaan e ghazal aye meri imaan e ghazal ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ab siwa tere ye nagmaat kise pesh karoon ishq ki garmi e koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon ishq ki garmi e jazbaat kise pesh karoon ishq ki garmi e
sri sri sri sarvadhaari naama samvatsaram sundaram sumadhuram panchukundaamee sambaram andaram manamandaram kotha kotha korikenu chandakochi varukunte sambaralu panchave ugaadi tulli tulli padutunda chinni chinni gundilona nambulanne sallave ugaadi kotha kotha korikenu chandakochi varukunte sambaralu panchave ugaadi tulli tulli padutunda chinni chinni gundilona nambulanne sallave ugaadi kommalo oka koyila koosindee gundelo chira aasedu repindee anuragamedaniki pallaviga anubandhane veedani charanamla madumaasame andari manasalu meetende ugadi ugadi ugadi ugadi ugadi ugadi manasaina maatokate bahu teepiga edamaatu eduraite adi cheduga edaloni pulakimpe aa pulukuga analeni bhaavaani ee vagaruga chura chura chupula mantalu challithe kaarama ekana idi kaada bratukula kammani rutulanu chestaga lavaname sayan leda abhi rutulanu kalipina bratuke pandugale kotha kotha korikenu chandakochi varukunte sambaralu panchave ugaadi tulli tulli padutunda chinni chinni gundilona
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
mujhe ye phool na de tujhko dilbari ki kasam dilbari ki kasam ye kuchh nahin ye kuchh nahin ye kuchh nahin tere honthon ki taazgi ki kasam taazgi ki kasam nazar hansi ho to jalve haseen lagte hain nazar hansi ho to jalve haseen lagte hain main kuchh nahin main kuchh nahin main kuchh nahin hoon mujhe mere husn hi ki kasam husn hi ki kasam mujhe ye phool na de tu ek saaz hai chheda nahin kisi ne jise tu ek saaz hai chheda nahin kisi ne jise tere badan mein chhupi naram raagini ki kasam raagini ki kasam ye raagini tere dil mein hai mere tan mein nahin ye raagini tere dil mein hai mere tan mein nahin parakhne waale mujhe teri saadgi ki kasam saadgi ki kasam mujhe ye phool na de gazal ka loch hai tu nazm ka shabaab hai tu gazal ka loch hai tu nazm ka shabaab hai tu yakeen kar mujhe meri shaayri ki kasam shaayri ki kasam parakhne waale mujhe teri saadgi ki kasam mujhe ye phool na de tujh ko dilbari ki kasam ye kuchh nahin tere honthon ki taazgi ki kasam taazgi ki kasam
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon ye chhalakte huye jazbaat kise pesh karoon naghma o sher ki shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par shaukh aankhon ke ujaalon ko lutaaun kis par mast zulfon ki siyaah raat kise pesh karoon naghma o sher ki garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko garm saanson mein chhupe raaz bataaun kis ko narm honthon mein dabi baat kise pesh karoon naghma o sher ki koi humraaz to paaun koi humdum to mile koi humraaz to paaun koi humdum to mile dil ki dhadkan ke ishaaraat kise pesh karoon naghma o sher ki saugaat kise pesh karoon naghma o sher ki
rang aur noor ki baaraat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun rang aur noor ki baaraat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun maine jazbaat nibhaaye hain usoolon ki jagah maine jazbaat nibhaaye hain usoolon ki jagah apne armaan piro laayaa hoon phoolon ki jagah tere sehre ki tere sehre ki ye saugaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun ye mere sher mere aakhri nazraane hain ye mere sher mere aakhri nazraane hain main un apnon mein hoon jo aaj se begaane hain betaaluk si betaaluk si mulaakaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe teri aankhon ka nayaa khaab mubaarak ho tujhe main ye khaayish ye khayaalaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun kaun kehtaa hai ke chaahat pe sabhi ka haq hai kaun kehtaa
unse nazaren milin aur hijaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya aa bekhabar the udhar ke taakaajon se hum bekhabar the udhar ke taakaajon se hum humko maaloom na tha aise bhi din aayenge aaina dekhen to aap apne se sharmaayenge bekhabar the udhar ke takaajon se hum aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aa aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya aa dil ke aane ko hum kis tarah rokte dil ke aane ko hum kis tarah rokte dilko roka na gaya usko sambhala na gaya baat is tarah badhi baat ko taala na gaya dil ke aane ko hum kis tarah rokte jispe aana tha khana kharaab aa gaya jispe aana tha khana kharaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chak De Phatte Khosla Ka Ghosla (2006) 05:45 11764
 
Poster of Khosla Ka Ghosla (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Jaideep Sahni
Music Director- 
Dhruv Dhalla
Singer- 
Kailash Kher
On Screen Actors- 
Anupam Kher, Boman Irani
Duration : 05:45   Song Number : 11764   

Dil Khush Hai Aaj Gazal (1964) 03:19 13263
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:19   Song Number : 13263   

Intezaar Aitbaar Tumse Pyaar Khosla Ka Ghosla (2006) 04:24 11765
 
Poster of Khosla Ka Ghosla (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Music Director- 
Dhruv Dhalla
On Screen Actors- 
Ranvir Shorey, Tara Sharma
Duration : 04:24   Song Number : 11765   

Ishq Ki Garmi E Jazbaat Gazal (1964) 03:16 13262
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 13262   

Kommalo Oka Koila Kausalya Supraja Rama (2008) 04:26 10531
 
Poster of Kausalya Supraja Rama (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Lyricist
Vanamali
Music Director- 
Koti
On Screen Actors- 
Srikanth, Charmi
Duration : 04:26   Song Number : 10531   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mujhe Ye Phool Na De Gazal (1964) 04:38 40005
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 40005   

Naghma O Sher Ki Gazal (1964) 03:26 13264
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:26   Song Number : 13264   

Rang Aur Noor Ki Baaraat Gazal (1964) 06:39 12215
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 06:39   Song Number : 12215   

Unse Nazaren Mili Gazal (1964) 04:06 19751
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 04:06   Song Number : 19751