Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGanwaar%20(1970)
HomeGanwaar%20(1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm aa ri aa ja nindiya tu le chal kahin udan khatole mein door door door yahaan se door aa ri aa ja nindiya tu le chal kahin udan khatole mein door door door yahaan se door aa ri aa ja mera to yeh jeevan tamaam mere yaar bhara dukh se par mujhko jahaan mein milaaa sukh kaun bada tujhse tere liye meri jaan zehar hazaar main pee loonga taj dunga duniya ek tere sang jee loonga o nazar ke noor aa ri aa ja nindiya tu le chal kahin udan khatole mein door door door yahaan se door aa ri aa ja aa ri aa ja nindiya tu le chal kahin udan khatole mein door door door yahaan se door aa ri aa ja yeh sach hai ke main agar sukh chain tera chahun teri duniyaan se main phir kahin ab door chala jaaun nahin mere daddy aisi baat phir se na kehna rahega na jab tu phir mujhko bhi nahin rehna na jaa tu humse door aa ri aa ja nindiya tu le chal kahin udan khatole mein door door door yahaan se
aye mere dil sun meri jaan aye mere dil aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan aye mere dil ab wo khushi wo din kahaan chal di bahaaren reh gaya viraan aye mere dil sun meri jaan aye mere dil aankh ne jitne sapne dekhe aansu ban kar bikhar gaye aankh ne jitne sapne dekhe aansu ban kar bikhar gaye pyaar ki manzil ro ro puchhe pyaar ke raahi kidhar gaye sooni kar ke ye nainon ki galiyaan aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan aye mere dil aahon se kab patthar pighla kya kuchh karti aah meri aahon se kab patthar pighla kya kuchh karti aah meri un ki manzil aur kahin thi aur kahin thi raah meri reh gaye dil mein mohabbat ke armaan aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan ab wo khushi wo din kahaan chal di bahaaren reh gaya viraan aye mere dil
apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi ghabra ke dil ka dard jo ashkon mein dhal gaya ghabra ke dil ka dard jo ashkon mein dhal gaya ashkon mein dhal gaya palkon pe aate aate use palkon pe aate aate use rokna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi saaya bhi saath chhod ke jaane kidhar gaya saaya bhi saath chhod ke jaane kidhar gaya jaane kidhar gaya mud mud ke kitni baar mujhe mud mud ke kitni baar mujhe dekhna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi hum kaun hain kahaan ke hain aur kis jagah pe hain hum kaun hain kahaan ke hain aur kis jagah pe hain hum kis jagah pe hain tanhayiyon mein ye bhi kabhi tanhayiyon mein ye bhi kabhi sochna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada apni khushi se apna hi dil todna pada duniya ki mehfilon se bhi munh modna pada
duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar duniya hanse ha ha hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar nagari nagari gaata chal apna raag sunata chal pyaar sanam hai pyaar khuda duniya ko samjhata chal sune na sune koi teri pukaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar tumse bhi pyaar unse bhi pyaar ram se bhi pyaar hai raheem se bhi pyaar na main sadhu saniyasi na jogi na vanwasi ghum aaya ganga jamuna lekin ab tak hai pyaasi man ki dholak tan ka sitaar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar kuchh bhi kahe han han kehti rahe main hoon ganwaar mujhe sab se hai pyaar hayeeeeeeeeeee kitne hi dhanwaan mile dharti ke bhagwaan mile ek tamana baaki hai in mein koi insaan mile jisko salaam karun sau sau baar duniya hanse hansti rahe main hoon ganwaar
humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen khota hai mann tera paapi sajan nazariyaa se mora joban chumen nazariyaa se mora joban chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen soch ke mujhko haath lagana soch ke mujhko haath lagana shola hoon main jal nahin jaana kaise kahoon jab se hua tera mera saamna dil ne kaha bina piye main to gira thamna main wo kanwari kali hoon balam ke dar dar ke jisko pawan chumen ke dar dar ke haaannnn ke dar dar ke jisko pawan chumen haannnn humse to achchhi teri paayal gori ke baar baar tera badan chumen ke baar baar tera badan chumen naach ri itna thak jaaye payal naach ri itna thak jaaye payal humra karejwa ho jaaye ghayal meri dagar rakhiyo kadam chhaila dekh bhaal ke le naa jaaye meri nazar dil tera nikaal ke haaye gaalon ki kali kali khil khil uthe jo ek baar mukhda sajan chumen jo ek baar haaye ek baar mukhda
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu iss dar se chhota badaaaaa koi naa khaali gaya par khaali hai aanchal meraa jai bhole naath jai ho prabhu har daag dhulta hai yahaan dhulta yahaan har bhaag khulta hai yahaan khulta yahaan are main bhi usi dar pe aaya banti sab ki bigdi jahaan dhoondha zameen aasmaan mera to sab kuchh yahaan ab main aur jaaun kahaan ab aas do maalik tumhin o maalik tumhin kahin chain mujhe milta nahin haan milta nahin are din ke ujaale mein khoya mere dil ka tukda kahin mujh pe bhi ho teri chhaanv naa mulk chaahun naa gaanv de de mere bachche ko paanv jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu
madhuvolaka bose ee chilipi kallu avi naaku vese bangaru sankellu madhuvolaka bose ee chilipi kallu avi naaku vese bangaru sankellu adagakane ichhinacho adi manasukandamu anumathine korakane nindevu hrudayamu thalavakane kaliginacho adi prema bhandamu bahumathiga doochithivi naaloni sarvamu manasu manasutho oosulaadani mooga bhaasalo baasa cheyani eenati haayi veyyellu saagaalani madhuvolaka bose ee chilipi kallu avi naaku vese bangaru sankellu gajamamutho aabramaram thelipinadi emani jagamunaku manachelimi aadarshamounani kalalu theeragaa kalisipommani kougilinthalo karigipommani eenati haayi veyyellu saagaalani madhuvolaka bose ee chilipi kallu avi naaku vese bangaru sankellu
main hoon ghoda ye hai gaadi meri rikshaaw sabse niraali ho naa gori hai naa ye kaali hooo hooo hooo hoooo hooo hooo hooo hoooo hooo ghar tak pahunchaa dene waali main hoon ghoda ye hai gaadi meri rikshaaw sabse niraali ho naa gori hai naa ye kaali hooo hooo hooo hoooo hooo hooo hooo hoooo hooo ghar tak pahunchaa dene waali ek rupaiyaa bhaada passenger itna jaada mala naako re naako re naako mala naako re naako re naako ho dubla patla chelega aada tirchha chalega saala ho yaa ho wo saali hoooo oooo yaane ki aadhi gharwaali hooo hooo hooo hoooo hooo hooo hooo hoooo hooo ghar tak pahunchaa dene waali hmmm hmm hmm hmm ek dikha kar bidi thukwaa di chaar gaadi are paise ka khela hai khela are paise ka khela hai khela haan jo marzi hai kara lo paket se note nikaalo phir le jaao jeb khaali aye aye aye aye baaju hat burke waali hooo hooo hooo hoooo hooo hooo hooo hoooo hooo ghar tak pahunchaa dene waali hum aazaad mister kya insaan aur kya janwar mere desh mein saare
mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai honth ye gulabi aur aankh ye sharabi jo dekh le to kaise na wo bhoole raasta jaan lene waali ye saadagi tumhari do roz aur jeene do khuda ka waasta khuda ka waasta o mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai dolti nigaahen ye bolti adaaen kusoor mera kya jo mujhe pyaar ho gaya hai chaal mastaani ye jhoomti jawaani ke dekhte hi dil ka qaraar kho gaya qaraar kho gaya o mehka mehka roop tumhara behki behki chaal aye phoolon ki daal ye raahi puchhe ek sawal tumhara naam kya hai tumhara naam kya hai
idhar sharaab ka saagar udhar shabaab ka jaam ise piye ya use soch mein sharaabi hai sharaab se to bujha lunga pyaas honthon ki shabaab aankh se pee lun to kya kharaabi hai pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hmm haa pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se hey hey saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli saaqi idhar surahi udhar zulf hai khuli aise mein zindagi hai nashe se dhuli dhuli uff tauba ek khwab dekhta hoon ya jaga hun khwab se pee kar sharaab khelunga main to main to shabaab se haaye baithe hain mere saamne chehre gulaab se pee kar main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi hun haa haa haa main ladkhada gaya to badi baat kya huyi bahke na pee ke raat ko to raat kya huyi maaf karna paani nahin sharaab piyun jo hisaab se pee kar sharaab khelunga main to main
sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi are haan haaan saj rahi reeee saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri amma sunhari gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein sunhari gothe mein rupahri gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein amma tere munne ki gazab hai baat hooo amma tere munne ki haan haan haaye hoo chanda jaisa mukhda kiran jaise haath chanda jaisa mukhda kiran jaise haath saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein haaye aam se humko matlab guthali se kya lena mil jaaye huq apna putli se kya lena phir bachche ko uthaaya gale se yun lagaaya aage kya bolun yaara main paapi dil se haara beta tere kisse pe dil mera roye jeeye tera munna bhai hoye ho ho ooooo jeeye tera munna naseebon waala hoye saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi gali meri maa sunhari gothe mein saj rahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ri Aa Ja Nindiya Tu Le Chal KahIn Kunwara Baap (1974) 05:54 31105
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:54   Song Number : 31105   

Ae Mere Dil Sun Meri Jaan Kunwari (1966) 03:48 38661
 
Poster of Kunwari (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:48   Song Number : 38661   

Apni Khushi Se Apna Hi Kunwara Badan (1973) 04:54 19290
 
Poster of Kunwara Badan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ghanshyam
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Duration : 04:54   Song Number : 19290   

Duniya Hanse Hansti Rahe Ganwaar (1970) 03:50 36636
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 36636   

Humse To Achchhi Teri Paayal Ganwaar (1970) 05:02 16240
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:02   Song Number : 16240   

Jai Bhole Naath Jai Ho Prabhu Kunwara Baap (1974) 03:34 16265
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:34   Song Number : 16265   

Madhuvolaka Bosey Kannavaari Kalalu (1974) 03:32 15370
 
Poster of Kannavaari Kalalu (1974)
 
Category
Telugu
Year- 
1974
Lyricist
Rajashri
Music Director- 
V Kumar
On Screen Actors- 
Sobhan Babu, Vanisri
Duration : 03:32   Song Number : 15370   

Main Hoon Ghoda Kunwara Baap (1974) 06:34 13571
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:34   Song Number : 13571   

Mehka Mehka Roop Tumhara Ganwaar (1970) 03:50 36635
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Rajesh Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 36635   

Pee Kar Sharaab Khelunga Ganwaar (1970) 04:54 37749
 
Poster of Ganwaar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Pran
Duration : 04:54   Song Number : 37749   

Saj Rahi Gali Meri Maa Kunwara Baap (1974) 06:44 12368
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Mumtaj Ali
Raag- 
Bhairav
Duration : 06:44   Song Number : 12368