Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGaai%20Aur%20Gori%20(1973)
HomeGaai%20Aur%20Gori%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein ek dard meetha ban ke tu sama gaya hai dil mein dil kehta hai chhup jaun main tere haseen aanchal mein rangeen fiza ye thandi hawa aa jhoom ke lag ja gale le ke haathon mein haath chalen saath saath manzil ki khoj mein hum rang lai hai preet gaayen pyaar ke geet ye hi keh raha hai mausam aaja mil ke chalen wahaan phool pyaar ke khile jahaan ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke ek raah ke hum do raahi bichhdenge kabhi na mil ke kismat mein hai jinke khilna wo phool rahenge khil ke hum gaate
de tulsi maiyaa vardaan itna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna de tulsi maiyaa vardaan itna hara bhara rahe mera ghar angna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna saasu ji hain devi jaisi sasur ji to hain devta laxmi ke jaisi pyaari nanand hai laxman sa devar milaa sewa mein inki jeevan guzaarun kabhi bhi na bhulun dharam apna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa swarg jaisa ghar ye mera mandir hai ye pyaar ka pooja se apni isko sanwaroon sapna yahi hai meraa hey raam mujhko de shakti itni sada sukhi rahe mera ghar angna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna de tulsi maiyaa vardaan itna hara bhara rahe mera ghar angna maine jise chaaha wahi mila sajna bhaag jage sach hua mera sapna aaaaaa aaaaaaaa hmmm mmm mm mm mmmm
falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna ke thes lagti hai haay ke thes lagti hai kaliyon ke muskuraane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne ke jee rahe the haay ke jee rahe the abhi tak isi bahaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke dhuaan utha hai ye haay dhuaan utha hai ye mere hi aashiyaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya
gori o gori prem kar le aisa premi phir na milegaaa gori o gori prem kar le aisa premi phir na milega aa tere baalon mein yeh phool laga doon ke aisa phool phir na khilega gori o gori prem kar le aisa premi phir na milega gori o gori jab tere dil se haan jab tere dil se ho ab tere dil se haan jab tere dil se mera dil takarayega jab tere dil se mera dil takarayega teri kasam bas maja aa jayega dolegi dharati eee eeee dolegi dharati aur ambar hilega aisa premi phir na milega gori o gori phir na kehna aawaz na di prem kar le aisa premi phir na milega gori o gori baatein karenge mulaqatein karenge haa baatein karenge haan baatein karenge hum chupke chupke baatein karenge hum chupke chupke chori chori milenge duniya se chhup ke kisi ko bhi eeee eeee eeee kisi ko bhi kuchh pata naa chalega aisa premi phir na milega gori o gori phir na kehna aawaz na di prem kar le aisa premi phir na milega aa tere baalon mein yeh phool laga doon ke aisa phool phir na khilega gori o gori
jai nandlala jai jai gopala jai nandlala jai jai gopala madhav mohan mukand muraari devki nandan krishan kanhaayi yugal kishore shyam girdhari jai nandlala jai jai gopala mor mukut dhaari sanwariya tum ho makhan chor maat yashoda kahe na dekha kaisa natkhat chor solah kala sampuran ho tum solah kala sampuran ho tum tumhri leela niyaari niyaari jai nandlala jai jai gopala koti koti naam tihaare tum ho aparam paar apni mahima tum hi jaano kya jaane sansaar teen lok ke swaami tumko teen lok ke swaami tumko sumrin karte sab sansaari jai nandlala jai jai gopala
main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee phir tujhko khabar ho na mujhko khabar ho na meri haya ho na tera dar ho aa donon sharabi ho jayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee hey main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee main girun to mujhe thaam le tu tu gire to tujhe thaam loon main main girun to mujhe thaam le tu tu gire to tujhe thaam loon main saare nazaare gulaabi ho jaayen aa donon sharabi ho jaayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee la la lalala lalalal lalalalal lalalaaaa main badal loon tujhse apna naam tu badal le mujhse apna jaam main badal loon tujhse apna naam tu badal le mujhse apna jaam dhunde zamaana deewana ho jaaye aa donon sharabi ho jayen main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee le main teri nigahon se pee lun tu meri nigahon se pee
sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana keh rahi hai nazar nazar se afsaane keh rahi hai nazar nazar se afsaane ho raha hai asar ke jisko dil jaane dekho ye dil ki ajab dastaan hai nazar bolti hai dil bezubaan hai sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana ho gaya hai milan dilon ka mastaana ho gaya hai milan dilon ka mastaana ho gaya hai koi kisi ka deewana jahaan dilruba hai dil bhi wahaan hai jise pyaar kahiye wahi darmiyaan hai sama hai suhaana suhaana nashe mein jahaan hai kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai har dil mein dekho mohabbat jawaan hai sama hai suhaana suhaana
ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji saamne ho tum to ankhein hain nashe mein choor de ke banhon ka sahara le chalo kahin door aaj har ek cheez mein hai aaj har ek cheez mein hai rang aur dilkashi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji aaaa keh rahi hain hamse lehren thaam lo patwaar saath ho jo tum hamare ja lagenge paar pyaar mein jo tum mile ho pyaar mein jo tum mile mujhe mil gayi zindgi bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji chhed di moujon ne meri zindagi ki dhun hans ke tum bolo balam to jhoomta hai mann teri muskaanon se mere teri muskaanon se mere geet ki dhun saji chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Milke Chalen Wahaan Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:50 39449
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz, Suresh
Duration : 04:50   Song Number : 39449   

De Tulsi Maiyaa Vardaan Itna Ghar Ghar Ki Kahani (1988) 05:27 12191
 
Poster of Ghar Ghar Ki Kahani (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jaya Prada
Duration : 05:27   Song Number : 12191   

Falak Milega Tujhe Ghar Ghar Mein Diwali (1955) 03:17 17600
 
Poster of Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:17   Song Number : 17600   

Gori O Gori Prem Gaai Aur Gori (1973) 05:37 36911
 
Poster of Gaai Aur Gori (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 05:37   Song Number : 36911   

Jai Nandlala Jai Jai Gopala Ghar Ghar Ki Kahani (1970) 03:28 37063
 
Poster of Ghar Ghar Ki Kahani (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Raag- 
Bhatiyar
Duration : 03:28   Song Number : 37063   

Main Teri Nighahon Se Pee Lun Gaai Aur Gori (1973) 04:10 37918
 
Poster of Gaai Aur Gori (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu, Shatrughan Sinha
Duration : 04:10   Song Number : 37918   

Sama Hai Suhaana Suhaana Ghar Ghar Ki Kahani (1970) 03:29 21213
 
Poster of Ghar Ghar Ki Kahani (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharti, Nirupa Roy
Duration : 03:29   Song Number : 21213   

Ye Sama Ye Khushi Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:20 37496
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Azra, suresh
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 37496