Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk%20Saal%20(1958)
HomeEk%20Saal%20(1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kisi ne aaj mohabbat ko aazmaya hai wafa ko aaj nibhane ka waqt aaya hai pukaar sun ke chale aao do ghadi ke liye badi tamanna se humne tumhen bulaya hai chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao tumhen kasam hai chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao tumhen kasam hai chale bhi aao chale bhi aao ussi se kehte hain baat dil ki ki jisko samjhe kuchh apna apna ussi se kehte hain baat dil ki ki jisko samjhe kuchh apna apna mita na dena bharam ye mera na tod dena ye pyara sapna chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao tumhen kasam hai chale bhi aao chale bhi aao na aaye tum to kahegi duniya ye naaz jhootha ye pyaar jhootha ye pyaar jhootha na aaye tum to kahegi duniya ye naaz jhootha ye pyaar jhootha ye pyaar jhootha ye dil ki dhadkan hai ek dhokha nigahon ka intezaar jhootha chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao chale bhi aao
gaafil tujhe ghadiyaal ye deta hai manaadi gardoon ne ghadi umar ki ik aur ghata di kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai kiske liye rukegaa karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai paani ka bulbula hai insaan ki zindgaani dam bhar ka ye fasaanaa pal bhar ki ye kahaani har saans saath apne paighaam laa rahaa hai har saans saath apne paighaam laa rahaa hai karna hai jo bhi kar le ye waqt jaa rahaa hai ye waqt jaa rahaa hai kiske liye rukaa hai
nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kareeb aao kareeb aao to kambakt dil dhadakta hai kadam kadam pe koi jaise mujhko takta hai ye raaz tere mere darmiya rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe nazar utha ke yeh rangeen sama rahe na rahe aaaaa aaa aaaaaa dilon mein rang nigahon mein roshni bharle dilon mein rang nigahon mein roshni bharle zara se der to bahon mein zindagi bhar le zara se der to bahon mein zindagi bhar le kise khabar hai ke hum kal yahan rahen na rahen zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe kareeb aake ye mausam jawaan rahe na rahe khile hain phool dilon ke khule hawaon mein khile hain phool khile hain phool dilon ke khule hawaon mein basi rahegi ye khushboo sada fizaon mein zameen rahe na rahe aasma rahe na rahe zamana aaj hai kal mahrbaan rahe na rahe
na puchho pyaar ki humne jo haqeeqat dekhi wafaa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne loot liya aur humen khabar na huyi khuli jo aankh to barbaad muhabbat dekhi sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki wo dil hoon jisko pyaar ki manzil na mil saki manzil na mil saki patthar pe humne phool chadhaaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile ek bewafa se pyaar ka anzaam to mile aye maut jaldi aa aye maut jaldi aa jara aaram to mile
karte rahe fizaa se hum saudaa bahaar kaa badlaa diya to kya ye diyaa unke pyaar kaa sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya hum badnaseeb pyaar ki rusvaayi ban gaye khud hi laga ke aag tamaashaayi ban gaye tamaashaayi ban gaye daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya le le ke haar phoolon ke aayi to thi bahaar nazren utha ke humne hi dekha na ek baar dekha na ek baar aankhon se ab ye parde hathaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preet ki dori mein bandh kar donon mann hi mann muskaaye dekho ulajh gaye do naina jab tak ghar na aaye sanwariya tadpe hai gori jaise jal bin machhariyaa baat takat apne sajan ki raah mein nain bichhaye dekho ulajh gaye do naina raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan laaj bhare nainon se man ki baat kahi naa jaaye dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chale Bhi Aao Ek Saal (1958) 04:17 36257
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:17   Song Number : 36257   

Kiske liye Ruka Hai Ek Saal (1958) 02:26 32321
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 32321   

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Ek Saal Pehle (1965) 03:38 32678
 
Poster of Ek Saal Pehle (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Asit Sen, Saida Khan
Duration : 03:38   Song Number : 32678   

Sab Kuchh Luta Ke (Female) Ek Saal (1958) 03:56 12348
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:56   Song Number : 12348   

Sab Kuchh Luta Ke (Male) Ek Saal (1958) 03:46 12346
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 12346   

Ulajh Gaye Do Naina Dekho Ek Saal (1958) 03:27 16236
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Des
Duration : 03:27   Song Number : 16236