Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk%20Musafir%20Ek%20Hasina%20(1962)
HomeEk%20Musafir%20Ek%20Hasina%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya kaashi se kuchh garaj thi naa kaabe se waasta hum dhundhane chale the mohabbat ka raastaaaaa dekha tumhaare darr ko to sar ko jhuka diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya dil ki lagi ne kar diya dono ko beqaraar dohraa ke daastaan e mohabbat phir ek baar majnoo humen aur aap ko laila bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya nikale teri talaash mein aur khud hi kho gaye kuchh ban padi naa humse to deewane ho gayeeeee deewangi ne phir tera koochaa dikha diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya jalwon ki bhikh phekne waale ki khair ho pardaa hata ke dekhne waale ki khair hoooooo ban ke bhikhaari ishq ne daaman bichha diyaa jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon
Meri Nazrein Haseen
hmm hmm hmm hmm hmm hmm aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa mujhe tum begaana kehlo ya ke deewana magar ye deewana jaane dil ka fasaana banaawat mein dil ki haqeeqat chhupana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa khayaalon mein khoyi khoyi rehti ho aise musaafir ki chalti phirti tasveer jaise adaa aashiqi ki nazar shayraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana
aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein lootne ko chala aaya hoon dekh kis shaan se aaya hai tera saudaayi shor baajon ka kahin hai to kahin shehnaayi shor baajon ka kahin hai to kahin shehnaayi saari duniyaan ko tamashaayi bana laaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein tu na ghabraa tera ghoonghat na main uthne doonga zindagi chaahe loote pyaar na lootne doonga zindagi chaahe loote pyaar na lootne doonga dil ke sheeshe ko main pathar ka bana laaya hooon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir tere shaher mein baat reh jaati hai insaan rahe ya na rahe yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe yaar ke naam pe mitne ko chala aaya hoon phir wohi ishq tera phir wohi dil laaya hoon phir
tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko kisi hasina ko jab bhi dekha to pyaar karne lage usi ko nayi bhala iss mein baat kya hai ke ye fasana bahut suna hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete bagair koi suboot mange humari chahat ko maan lete tumhari aankhon mein kaash hota humari aankhon mein jo nasha hai humari aankhon mein jo nasha hai yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen ye daur sa bas yunhi chalega to leke saaki ka naam pilen
la la la la ra la ra laa la ra la ra la la laa hey ee eeeeeee hey eeeee cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain agar tum hans ke dekhoge to hum bhi muskura lenge bacha kar aankh nikloge nazar hum bhi phira lenge tum apna rasta loge hum apna rasta lenge na hum ehsan karte hain na hum ehsan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain tumhe humse mohabbat hai zarurat kya jataane ki inhe parade mein rehne do ye baatein hain chhupane ki humein aadat nahin jhooti kasam khane khilane ki na hum imaan dete hain na hum imaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan
teri talaash mujhko laayi kahaan kahaan se sun le mera fasaana ab to meri zubaan se maine wahin wahin par sajjde kiye hain tujhko zulfon ko tu udati guzri jahaan jahaan se iraan humne dekha dekha hai cheen humne lekin kahin na dekha tujhsa haseen humne koi bhi jab na paaya tere muqaable ka aawaz tujhko di hai o naazneen humne o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki o bewafaa haseena haathon mein haath le le kaam aayega ye tere deewana saath le le deewana koi mujhsa tujh ko nahin milega chaahe to ik nazar mein kul kaayenaat le le o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Humko Tumhare Ishq Ne Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:23 13225
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 04:23   Song Number : 13225   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864   

Meri Nazren Haseen Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:41 38024
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 05:41   Song Number : 38024   

Mujhe Dekh Kar Aap Ka Muskuraana Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:09 12138
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:09   Song Number : 12138   

Phir Tere Shaher Mein Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:47 15589
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:47   Song Number : 15589   

Tumhen Mohabbat Hai Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:25 32086
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 05:25   Song Number : 32086   

Udhar Wo Chaal Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:39 13226
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhna
Duration : 04:39   Song Number : 13226   

Zabaan E Yaar Mann Ek Musafir Ek Hasina (1962) 07:31 13227
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 07:31   Song Number : 13227