Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk%20Dil%20Sau%20Afsane%20(1963)
HomeEk%20Dil%20Sau%20Afsane%20(1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa ghar ghar saawan barse hai pyaasi mamta tarse hai ghar ghar saawan barse hai bin tere mera aangan soona soona door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura bholi bhali aankhon mein inn matvaali aankhon mein bholi bhali aankhon mein dil mein hai jeevan ka manhar sapna door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura door ke o chanda aa meri baanhon mein aa dil mein roshni kar aankhon mein tu muskura
ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa apna ye daaman kaun bhigota kaun kisi ke yun pyaar mein khota ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa baaten sunaye apna paraya ye to janam janam se hota hi aaya ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil o meri hamdam laakh hai mushkil kar ke rahenge
kuchh sher sunaata hoon main kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain seekhi hai tumse phool ne hasne ki har ada seekhi hawaa ne tum se hi chalne ki har ada aina tum ko dekh ke hairaan ho gaya ek bezubaan tum se pashemaan ho gaya kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain haathon ka loch ras bhari shaakhon ki daastaan naazuk hatheliyon pe wo mehndi ka gulsitaan pad jaaye tum pe dhoop to sawlaye gora tan makhmal pe tum chalo to chhile paaun gul badan kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain aankhein agar jhooke to muhabbat
mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale teri ek nazar pe zaalim kismat kaa faislaa hai jeene ki aarzoo hai marne kaa haunsala hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale
ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya pyaar hua jab se chehra khila tab se pyaar hua jab se yaa yaa marhabaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya saanson mein hai hulchul hum to huye paagal saanson mein hai hulchul kya kya kar diya ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya tu hai mera jeevan kehti hai ye dhadkan tu hai mera jeevan naaaa naa naa sataaa ooooo jaadugar pyaar ke ye bata dil mera kyun tera ho gaya hooooo oooo ooooo jaadugar pyaar ke ye bataaa dil mera kyun teraaa ho gaya
suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno taraana humara zamaane se niyaara har ek sur mein dil hai dhadakta hua har ek bol pyaara ke jaise sitaara akela gagan mein chamakta hua suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno ishaaron mein bolun zubaan tak naa kholun nighaahon se keh doon samajh lo agar naa ye bekhudi hai naa deewangi hai mujhe to lagi hai tumhaari nazar suno ji suno humari bhi suno aji meharbaan humari bhi suno naa tappa naa thumari ghazal hai naa kajari ye raagini hai pyaar ki suno ji suno humari bhi suno suno mere jee ki meri aarzoo thi tamanna yahi thi ke tum ho kareeb ye
tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum mile mujhe nayaa jahaan mil gaya jhoomti zamin ko aasmaan mil gaya tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tumse dil ka chain hai tumhin se hai qaraar tum na roothna ki rooth jaayegi bahaar ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum ho mere kaun zindagi hai kyun haseen sun lo meri dhadkanein to aayega yakeen ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Door Ke O Chanda Ek Dil Sau Afsane (1963) 02:57 12963
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 02:57   Song Number : 12963   

Ek Dil Aur Sau Afsane Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:30 13210
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:30   Song Number : 13210   

Kuchh Sher Sunaata Ek Dil Sau Afsane (1963) 06:06 13211
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 06:06   Song Number : 13211   

Mast Nazar Dekh Idhar Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:05 13212
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 13212   

O Jaadugar Pyaar Ke Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:17 11821
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:17   Song Number : 11821   

Suno Ji Suno Hamari Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:46 12343
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:46   Song Number : 12343   

Tum Hi Tum Ho Ek Dil Sau Afsane (1963) 03:58 11888
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 03:58   Song Number : 11888