Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDoor%20Ki%20Awaz%20(1964)
HomeDoor%20Ki%20Awaz%20(1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin yun nazar pher ke mat jaaiye rukiye to zara yun nazar pher ke mat jaaiye rukiye to zara aap ko meri kasam thehriye suniye to zara aap ko meri kasam thehriye suniye to zara hain jahaan aap mera dil hai wahin hain jahaan aap mera dil hai wahin aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin kiss tarah dil ki main tauheen ganwaara kar loon kiss tarah dil ki main tauheen ganwaara kar loon aap ki bholi nighaahon pe bharosa kar loon aap ki bholi nighaahon pe bharosa kar loon dil churata nahin hai kaun haseen dil churata nahin hai kaun haseen aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil churaya ho to pehlu mein
ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare saath milkar hamein baithna chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare aisi body mein dil bhi bada chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein bhi jagah de de khudaa se zara darr o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein
hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you koi laata gudiya motar koi laata gudiya motor race to koi laata phirki lattu koi chabbi ka tattu aur duniya kehti happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you kitni pyari hoti hai ye bholi si umar na naukri ki chintha na roti ki phikar nanhe munhe hote hum to dete sau hukam peeche peeche daddy mummy banke naukar choclate biscuit toffee khate aur peeta duddu aur duniya kehti happy birthday to you happy birthday to you hum bhi agar bachhe hote hum bhi agar bachhe hote naam humara hota gablu bablu khaane ko milte ladoo aur duniya kehti happy birthday to you kaise kaise nakhre karte ghar walon se hum pal mein hanste pal mein rote karte naak mein dum akkad bakkad lukka chuppi kabhi chuha chu karte din bhar hulla gulla
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai
bana ke mera muqaddar bigaadne waale jawaab de o mera ghar ujaadne waale kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri mujhko tadpaati hai din raat nishaani teri kya mujhe toone rulane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa kya huyi mujhse khata ye to zara batlaaja ya ye keh de ke dikhane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi
aaa aaa aaaaaaaaaa mohe tirchhi nazariya na maaro o o o o o sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage mohe tirchhi nazariya na maaro sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage na tum humaare koi ho na hum tumhaare hain na tum humaare koi ho na hum tumhaare hain to phir ye aankhon hi aankhon mein kyun ishaare hain to phir ye aankhon hi aankhon mein kyun ishaare hain tum to takat ho hum ko aise tum to takat ho hum ko aise janam janam ki preet ho jaise ji preet ho jaise hosh apne zara to sambhaalo sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage mohe tirchhi nazariya nazariya na maaro mohe tirchhi nazariya na maaro sainyaa ji chot karajwa laage o sainyaa ji chot karajwa laage tumhi nahin ho akele humaare deewaane tumhi nahin ho akele humaare deewaane hum aisi shamma hain jiske hazaar parwaane hum aisi shamma hain jiske hazaar parwaane koi nahin humra man basiya koi nahin humra man basiya jaao ji jaao roop ke rasiya
muqaddar aazmana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon mujhe bas pyaar kaa ek jaam de do main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon ghadi bhar ko mere nazdik aao ghadi bhar ko mere nazdik aao zara aankhon se aankhen to milaao zara aankhon se aankhen to milaao main haal e dil sunana chaahtaa hoon main haal e dil sunana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon banaana hai mujhe ek aashiyaana banaana hai mujhe ek aashiyaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana tumhaare dil mein aana chaahta hoon tumhaare dil mein aana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mera Aaj Kho Gaya Door Ki Awaz (1964) 03:20 13172
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee
Duration : 03:20   Song Number : 13172   

Ek Musaafir Ko Door Ki Awaz (1964) 04:20 13173
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:20   Song Number : 13173   

Hum Bhi Agar Bachhe Hote Door Ki Awaz (1964) 05:23 13170
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:23   Song Number : 13170   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Kya Yunhi Ruth Ke Door Ki Awaz (1964) 03:39 13174
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 13174   

Mohe Tirchhi Nazariya Na Maaro Door Ki Awaz (1964) 04:44 12902
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 04:44   Song Number : 12902   

Muqaddar Aazmana Chahta Door Ki Awaz (1964) 03:18 13175
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:18   Song Number : 13175