Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDo%20Kaliyan%20(1968)
HomeDo%20Kaliyan%20(1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa ri aa neendiyaa tu aa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa jhil mil sitaaron se utar aankhon mein aa sapne sajaa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa soyi kali soya chaman peepal tale soyi hawaaa sab rang gaye ik rang mein tune ye kya jaadoo kiyaa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa sansaar ki raani hai tu raaja hai mera laadlaaa duniyaa hai meri god mein poora hua sapna mera aa jaa ri aa neendiyaa tu aa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa
oo o o oo o oo oo ooooo oo oo oo oo ooooooo aayi karke singaar aayi karke singaar rang roop yun nikhar aayi karke singaar rang roop yun nikhar bagiya mein aaye jaise bagiya mein aaye jaise jhoomke bahar jhoomke bahar jhoomke bahar ooo mera chanchal sa tan mera chanchal sa tan aur chanchal yovan mere ang ang navrat chhalke ho mere ang ang navarat chhalke kisi preetm bina kisi sajan bina kahin rah jaye na yuhi jalke ooo kahin rah jaye na yuhi jalke jise kar lu sweekar jise kar lu sweekar de doon prem uphar kaun hai jo kaun hai jo kare mere man pe adhikar aayi karke singaar rang roop yun nikhar bagiya mein aaye jaise jhoomke bahar jhoomke bahar jhoomke bahar ooo kyu ho itne adheer kyun ho itne adheer tum dono shurveer kaho kisko main aaj apnaun kaho kisko main aaj apnaun yahan jiski ho jeet bane man ka wo meet preet apni main us pe lutaun ho preet apni main us pe lutaun mere man ki pukaar o ho mere man ki pukaar kahe yahi baar baar pyaar mera pyaar mera chaho to kar
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aayi pari rang bhari aayi pari rang bhari kis ne pukaara kisne kiya pyaar bhara mast ishaara chham chham chham chham naache jiya mausam to lehra ke gaane laga jhoom utha jahaan aayi pari ga ni sa ga pa ga sa sa ga pa dha ni sa dha dha ni dha ni dha ni dha sa pa dha pa ga pa ga sa ga sa ni dha dha ni sa ga pa ga sa pa ga sa le ke bahaar aayi hoon main dil ka qaraar laayi hoon main tu mera main teri o mere balam tu mera main teri o mere balam dharti ki godi mein aayi hoon main le ke mastiyaan aayi pari dha sa dha sa dha ni dha sa ga sa ni dha sa ni dha dha ni dha ni dha ni dha sa pa dha pa ga pa ga sa ga sa ni dha dha ni sa ga pa ga sa pa ga sa bansi ki dhun ne loota mujhe apne hi dil mein dekha tujhe gaaun re dolun re ho ke magan gaaun re dolun re ho ke magan taaron ke mehlon se utri hoon main le ke bijliyaan aayi pari karna to yaad aaungi main khelan ko chaand laaungi main aa idhar jhoom kar tu hai mera dil aa
ae vatan dildaram tera har koi deewana hai laishyaa ae vatan dildaram tera har koi deewana hai gulbadan gulzaram tera har koi deewana hai walay kurbaaaaan walay kurbaaaan walay kurbaan ae vatan dildaram tera har koi deewana hai ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo ooo rab di hum par daya hui hai hum aangan vich nache oye hindu muslim sikh isai hain sab bhai sache ooo oooo ooooo bharat ke bharat ke hum tum hain sub laaj ae bharat ke matwalo jee bhar ke jhumlo gaalo aaj tum masti mein oo bas phir jhapiyaan pa lo aazadi ke gun ga lo desh mein ab naya kanoon bana hai khushawai indra gandhi ne kaha jo wo sula hai khushawai oye kalabazari na rishwat ka kahin naam chale maikada band karo ab na kabhi jaam chale mulq bhar mein ye khabar faila hai taaza dekho sood khori ka utha aaj janaza dekho hum batate hain tumhein desh mein kya kya hoga jhopde mehlon ko sharmayenge aisa hoga hosh mein aao diya waqt ne aisa jhatka khatm juaa bhi hua khatam pada hai matka haan tum ho hindu tumhen
aji pehli mulaakaat mein nahin pyaar jataaya karte aji pehli mulaakaat mein nahin pyaar jataaya karte jab haath diya ho haathon mein nahin haath chhudaya karte aji pehli mulaakaat mein aur haseen ho jaaogi gar pehno pyaar ke gehne aur haseen ho jaaogi gar pehno pyaar ke gehne hoooo pyaar ke gehne pehnaa kar tum dil mein lagoge rehne pyaar ke gehne pehnaa kar tum dil mein lagoge rehne meri laila aa haaa tera chhaila aaa haaa maange tere dil mein jagah aji pehli mulaakaat mein haaaa aaaaaa aaa aaaaaa ahhaaa kitne haseen aankhon ne dekhe dil na kisi se behla kitne haseen aankhon ne dekhe dil na kisi se behla hoooo ek ladki ka ik ladke se pyaar hai pehla pehla ek ladki ka ik ladke se pyaar hai pehla pehla jaalim harni aaa haaaaa jaadugarni hoooooooo pyaari pyaari aankhen na chhupa aji pehli mulaakaat mein pichhle janam mein shaayad maine pyaar kiya tha tujhse pichhle janam mein shaayad maine pyaar kiya tha tujhse hoooo janam janam ke saathi aakhir aan mile ho mujhse
aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa maikashi jhuth hai bekhudi jhuth hai husn bhi baham hai ishq bhi jhuth hai ab raha kaun sa rasta aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa har haseen zurm hai har khushi zurm hai kya khabar kisliye zindagi zurm hai aadmi se huyi kya khata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa bekasi ke siwa kya raha kuchh nahin mere dil ab mera aasra kuchh nahin kam se kam tu mujhe na sata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa
hoo maalik hoo hoo ho ho ho ho ho ae maalik tere bande hum aise hon humare karam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum ye andhera ghana chhaa raha tera insaan ghabra raha ho raha bekhabar kuch na aata nazar sukh ka suraj chhupa ja raha hai teri roshni mein jo dum tu amavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum jab zulmon ka ho saamna tab tu hi humein thaamna wo burai karein hum bhalai karein nahin badle ki ho kaamna badh uthe pyaar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum
bachche mann ke sachche bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche khud roothe khud maan jaaye phir humjoli ban jaaye jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein inko kisi se bair nahin inke liye koi gair nahin inkaa bholaapan miltaa hai sabko baanh pasaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche insaan jab tak bachchaa hai tab tak samjho sachchaa hai jyun jyun uski umar badhe mann par jhooth ka mael chadhe krodh badhe nafrat ghere laalach ki aadat ghere bachpan in paapon se hatkar apni umar guzaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche tan komal mann sundar hai bachche badon se behtar hain in mein chhoot aur chhaat nahin jhoothi zaat aur
everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song clap your hands and shake on ur waist and move on ur feeet still on everybody now join me in the song aao yaaron jashn mana lo lets just carry on ishq karne ka maazaa hain ishq ke izhaar mein dekhta hoon mein khuda bhi na khuda pyaar mein baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon karo salam pehna hai pehna hai mene pyaar tumhara teri hi to khwaishon mein khud ko yaar sawara rehne de rehne de bahon ke ghere mein mein bhi haari ashiqui mein dil bhi mera hara hooo ashiqui mein haar kaisi paas jab dil daar aisi tu na jeeti mein na haaara pyaar ki takraar kaisi baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo yeh husn wale ishq walon juke tammam baamulaiza baamulaiza baa adab ho baamulaiza aa gaye lo
bada badmaash hai ye dil bada badmaash hai ye dil ye dil kaboo nahin aata bada badmaash hai ye dil kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil kisi bhi khubsoorat ko kahin bhi dekh leta hai kisi bhi khubsoorat ko kahin bhi dekh leta hai ussi ke peechhe peechhe ye mujhe bhi khench leta hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil ajab dhunki mein rehta hai anokhe kaam karta hai ajab dhunki mein rehta hai anokhe kaam karta hai ussi ke dam se jeeta hai ye dil jab jiss pe marta hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil kisi noorani chehre par nazar jhapki ke dil gaayab kisi noorani chehre par nazar jhapki ke dil gaayab kabhi aankhon mein jaa dooba kabhi ik til pe dil gaayab kahin pitwaayega musibat laayega bada badmaash hai ye dil ye dil kaboo nahin aata bada badmaash hai ye dil
Badi Pyaari Kahani Hai
behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe tomar surer haat ti dhore chalo chole jai jekhane te anondo raag baje go sadai tomar surer haat ti dhore chalo chole jai jekhane te anondo raag baje go sadai kathar fule surer bhramor jethay milan sukhe hase sei asore imon tumi thako bondhu amar pashe chokher dekha jaak furiye khoti kichhu nai sapno dekhar nai simana dekhe jabo tai chokher dekha jaak furiye khoti kichhu nai sapno dekhar nai simana dekhe jabo tai bhalobasai shikhechhe mon tai to shudhui bhalobase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe behag jodi na hoy raji basant jodi na aaj ase ei asore imon tumi thako bondhu amar pashe
bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya lagen hain shamma par pehre zamaane ki nigahon ke lagen hain shamma par pehre zamaane ki nigahon ke zamaane ki nigahon ke jinhen jalne ki hasrat hai jinhen jalne ki hasrat hai wo parwane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya sunaana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil sunaana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil chhupana bhi jinhen mushkil zara tu hi bataa aye dil zara tu hi bataa aye dil wo afsane kahan jaayen mohabbat ho gayi jinko wo deewane kahan jaayen bhari duniya mein aakhir dil ko samjhane kahan jaayen bhari duniya nazar mein uljhanen dil mein hai aalam beqaraari ka nazar mein uljhanen dil mein hai aalam beqaraari ka hai aalam
hooo preetam ye mat janiyo tohe bichhdat mohe chain gilepan ki laakdiii sulgat hon din rain bheegi palken utha meri jaan ghum na kar din judaai ke ye bhi guzar jaayenge jab talak teri baahen milengi mujhe tab talak to ye gesu bikhar jaayenge bheegi palken utha mere tan ki kali ghum se jal jaayegi mere tan ki kali ghum se jal jaayegi rang utar jaayega dhoop dhal jaayegi rang utar jaayega dhoop dhal jaayegi aa padi hai kuchh aisi hi uljhan magar phir bhi tere deewane kidhar jaayenge bheegi palken utha zindagi hai to mil hi rahenge gale zindagi hai to mil hi rahenge gale jaa rahi hain bahaaren to jaane bhi de jaa rahi hain bahaaren to jaane bhi de do hi din to mile zindagani ke din kya ye do din bhi yun hi guzar jaayenge bheegi palken utha meri jaan ghum na kar din judaai ke ye bhi guzar jaayenge jab talak teri baahen milengi mujhe tab talak ye gesu bikhar jaayenge bheegi palken utha
bindiyaa chamkegi choodi khankegi bindiyaa chamkegi choodi khankegi teri neend ude te ud jaaye kajraa behkegaa gajraa mehkegaa kajraa behkegaa gajraa mehkegaa maahi rusda ae te rus jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi bole kangna kisi ka o sajna o bole kangna kisi ka o sajna jawani pe zor nahin re bole kangna laakh mana kar le duniya kehte hain mere ghoongro paayal baajegi gori naachegi paayal baajegi gori naachegi chhat tuttdi ae te tutt jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi maine tujhse muhabbat ki hai ghulami nahin ki balma maine tujhse re maine tujhse muhabbat ki hai ghulami nahin ki balma dil kisi ka toote chahe koi mujhse roothe main to kheloongi main to chhedoongi main to kheloongi main to chhedoongi yaari tuttdi ae te tutt jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi humm humm humm mere aangan baaraat leke saajan tu jis raat aayega mere aangan main na baithungi doli mein keh dungi baabul se main na jaaungi main na jaaungi main na jaaungi main na jaaungi
chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat ek dor se bandhogi sanam kisi din humare saath chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door chaahe raho paas mere peechchhe peechchhe chale to ho baabu par zara tirchhi hai chaal aashique bannaa jaao kahin seekho tum abhi do chaar saal chaahat ke qaabil ban jaao phir main karungi phir main karungi baat chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door chaahe raho paas o meri chanchal pawan basanti karo nahin yun beqaraar inn baahon mein aana hai tumko aakhir jaane bahaar dil thaame aaogi phir main poochhunga tumse poochhunga tumse baat chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat ek dor se bandhogi sanam kisi din humare saath chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door
ooooo chaand kyun zard hai raat bedard hai kaanpta hai badan kuchh hawa sard hai chaand kyun zard hai raat bedard hai kaanpta hai badan kuchh hawa sard hai aaja ke teri hain meri bechain baahein aaja ke teri hain meri bechain baahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki raahein ooooo pyaar ki baat hai gungunayenge hum jaagti raat hai yun na aayenge hum pyaar ki baat hai gungunayenge hum jaagti raat hai yun na aayenge hum keh do ye chanda se jhuka le wo nigahein keh do ye chanda se jhuka le wo nigahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki raahein ooooo raat abhi tu na dhal aye hawa yun na chal neend ki jheel mein khil raha hai kamal raat abhi tu na dhal aye hawa yun na chal neend ki jheel mein khil raha hai kamal dil to ye kehta hai tujhe jee bhar ke chaahein dil to ye kehta hai tujhe jee bhar ke chaahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki
chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi aaaaa haathon pe likh de mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi haathon pe likh de mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu teri maang mein hum iraade bharen poore sabhi aaj waade karen dil ko yakeen mere aata nahin bharm mere dil se ye jaata nahin bharm mere dil se ye jaata nahin chalo bhool jaayen jahaan ko yahaan do ghadi beete huye pal nahin lautte phir kabhi aaaaa haathon pe likhde mera naam honton se tu wahi meri manzil jahaan le chale aaj tu laaaa lala laaaaa lala laaaa la lala laaaa oooooo ooooo ooooo ooooo ooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo koi bhool ho maaf karna sanam kabhi waqt dhaaye jo humpe sitam wafaa ki dagar par humesha chalen khushi ho yaa ghum saath har dam rahen khushi ho yaa ghum saath har dam rahen chalo bhool jaayen jahaan ko
ae ae ae ae ae chhatri na khol kyun ud jaayegi aann hawa tej hai kholne de naaa bheeg jaayenge are baarish tej hai heyyy chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai are kholne de ae bheeg jaayenge baarish tej hai na na chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai ae kholne de ae bheeg jaayenge are baarish tej hai heyy heyyyy chhatri na khol ud jaayegi bheege bheege aanchal mein bheegega tan tan mein hai man aur man me agan bheege bheege aanchal mein bheegega tan tan mein hai man aur man me agan aise jo bujhani ho man ki agan ambar ke baadlon ka paani hai kam aahhaaaaa ohhooooo ohhoooo aahhaaaaa chhatri na khol ud jaayegi hawa tej hai ae kholne de ae bheeg jaayenge are baarish tej hai oooo ayeee heyy chhatri na khol ud jaayegi ek baar dekho meri aankhon mein sanam pyaar aayega to ud jaayegi sharam ho ek baar dekho meri aankhon mein sanam pyaar aayega to ud jaayegi sharam ho jhuki jhuki aankhon ki tumko kasam mujhko sambhalo behke jaate hain kadam aao zara paas to aao aao na
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Ri Aa Neendiyaa Do Bigha Zamin (1953) 02:55 13142
 
Poster of Do Bigha Zamin (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Duration : 02:55   Song Number : 13142   

Aayi Karke Singaar Do Anjaane (1976) 06:58 32753
 
Poster of Do Anjaane (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 06:58   Song Number : 32753   

Aayi Pari Rang Bhari Do Phool (1958) 05:42 37705
 
Poster of Do Phool (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Baby Naaz
Duration : 05:42   Song Number : 37705   

Ae Vatan Dildaram Do Dilwale (1977) 03:21 36026
 
Poster of Do Dilwale (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
B N Bali
Singer- 
Johny Babu, Omi
On Screen Actors- 
Som Dutt, Sunita Sen
Duration : 03:21   Song Number : 36026   

Aji Pehli Mulaqaat Mein Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:32 40730
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:32   Song Number : 40730   

Aye Dil Ye Bata Do Bhai (1961) 04:50 36632
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Prakash, Durga Khote
Duration : 04:50   Song Number : 36632   

Aye Malik Tere Bande Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:06 20108
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
V Shanta Ram, Sandhya
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:06   Song Number : 20108   

Baache Mann Ke Sachhe Do Kaliyan (1968) 03:43 20182
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 20182   

Baamulaiza De Dana Dan (2009) 04:50 18839
 
Poster of De Dana Dan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Duration : 04:50   Song Number : 18839   

Bada Badmaash Hai Ye Dil Do Dooni Chaar (1968) 03:44 16431
 
Poster of Do Dooni Chaar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:44   Song Number : 16431   

Badi Pyaari Kahani Hai Do Roti (1957) 02:47 36570
 
Poster of Do Roti (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Johny Walker
Duration : 02:47   Song Number : 36570   

Behag Jodi Na Hoi Raji Dui Purush (1975) 03:26 14796
 
Poster of Dui Purush (1975)
 
Year- 
1975
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Manna Deyy
Duration : 03:26   Song Number : 14796   

Bhari Duniya Mein Do Badan (1966) 05:27 13135
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:27   Song Number : 13135   

Bheegi Palken Utha Do Gunde (1959) 04:11 32399
 
Poster of Do Gunde (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Ajeet, Kumkum
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:11   Song Number : 32399   

Bindiyaa Chamkegi Do Raaste (1969) 04:53 11810
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:53   Song Number : 11810   

Chaahe Raho Door Do Chor (1972) 03:33 20250
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:33   Song Number : 20250   

Chaand Kyun Zard Hai Do Shikaari (1979) 04:52 40356
 
Poster of Do Shikaari (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:52   Song Number : 40356   

Chalo Bhool Jaayen Do Jhoot (1975) 05:12 16228
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Patel
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:12   Song Number : 16228   

Chhatri Na Khol Do Jhoot (1975) 04:50 39084
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:50   Song Number : 39084   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291