Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20Tera%20Diwana%20(1996)
HomeDil%20Tera%20Diwana%20(1996)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dhadakne lagta hai mera dil tere naam se dhadakne lagta hai mera dil tere naam se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se dhadakne lagta hai mera dil tere naam se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se mere dil mein jab se toota tere nain ka teer dil mein rehkar ban gaya wo to teri hi tasveer neend nahin aati hai mujhko aaram se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se dhadakne lagta hai mera dil tere naam se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se teri baatein tere kisse rahte hain hardam mehfil ho ya veerana ho ya koi mausam darte nahin hain hum ishq ke anjaam se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se dhadakne lagta hai mera dil tere naam se aisa lagta hai ke ab hum gaye kaam se dha dha dha dha dha dhadakne lagta hai mera dil tere naam se
bijali gira ke aap khud bijali se darr gaye hum saadagi pe aap ki lillaah marr gaye haaye haaye haaye dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam ho dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam hoyee muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam pyaar ke albale ye humsafar chal denge le jaayega dil jidhar raah mein kho jaayenge aaj to raah mein kho jaayenge aaj to haaye manzil kahaan hai humen kya khabar kuchh chaahat ka asar kuchh mausam ka asar ho dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum ho jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam teri aankhon mein jo suroor hai saara issi ka to kusoor hai saiyaan
din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar kal kar lena jaanam tum baaki ka pyaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar thehro zara do ghadi jaane jaan abhi theek se tumko dekha kahaan thehro zara do ghadi jaane jaan abhi theek se tumko dekha kahaan din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar dhadkan se bhi tez ab to ghadiyaan ye chalne lagi hain dhadkan se bhi tez ab to ghadiyaan ye chalne lagi hain rukne ki ab baat yaara mujhko to khalne lagi hai hum waqt ko rok lenge sanam tum bhi zara roko apne kadam hum waqt ko rok lenge sanam tum bhi zara roko apne kadam din dhal gaya hai ab to jaane do yaar din dhal gaya hai ab to jaane do yaar apne deewaane pe itna kyun tum sitam kar rahi ho apne deewaane pe itna kyun tum sitam kar rahi ho hum saath hain jab tumhaare phir kisliye dar rahi ho is pal jo main ja na paayi agar phir na kabhi ja sakungi main ghar is pal jo main
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo
nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta milti aankh to wo bhi dekhte mere pyaar ka jadoo apne rang mein hum bhi kam na the kar dete bekaboo milti aankh to wo bhi dekhte mere pyaar ka jadoo apne rang mein hum bhi kam na the kar dete bekaboo nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta gar wo thehrte mere saamne dil pe teer chal jate wo haseen hain main jawan hoon sare bhed khul jate gar wo thehrte mere saamne dil pe teer chal jate wo haseen hain main jawan hoon sare bhed khul jate nazar bacha kar chale gaye wo warna ghayal kar deta dil se dil takra jata to dil mein agni bhar deta warna ghayal kar deta hum se kab talak yun chupenge wo apni shaan dikhla ke ek roz to aa hi jayenge mere paas
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dhadakne Lagta Hai Dil Tera Deewana (1962) 03:08 12169
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 12169   

Dil Tera Deewana Hai Dil Tera Deewana (1962) 05:18 13115
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 13115   

Din Dhal Gaya Hai Ab To Jaane Do Yaar Dil Tera Diwana (1996) 06:41 39131
 
Poster of Dil Tera Diwana (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Shyam Raj
Music Director- 
Aadesh Shrivastava
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:41   Song Number : 39131   

Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 07:22 32540
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 07:22   Song Number : 32540   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Nazar Bacha Kar Chale Dil Tera Deewana (1962) 05:15 13118
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:15   Song Number : 13118