Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil%20Ki%20Rahen%20(1973)
HomeDil%20Ki%20Rahen%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aadhi Aadhi Raat Meri
aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab mat chhed pawan mere gesu ab aur kisi ki hai ye khushboo mat chhed pawan mere gesu ab aur kisi ki hai ye khushboo dekha hai kabhi toone bhi usse jo kar gayaa mujh par jaadoo aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab badla badla hai zamaanaa har saans hai ek taraanaa badla badla hai zamaanaa har saans hai ek taraanaa kyun mujhko yaqeen aataa hi nahin ye sach hai ya khwaab suhaanaa aaj main dekhoon jidhar jidhar na jaane kyun udhar udhar mujhe do do chaand nazar aayein mehtaab dar mehtaab aankhon mein katengi na raaten ab hongi kisi se baaten aankhon mein katengi na raaten ab
aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj hai raat muraadon ki kuchh rangeen iraadon ki kar bhi de tasveer mukammil chand adhure waadon ki aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa sard hai mausam josh mein aa lehraa kar aagosh mein aa chhed ke nagma behoshi ka ye mat kehna hosh mein aa aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se aaj pila de saaki apni aankhon ke maikhaane se honthon ke paimaane se gesun khule khule se hain rangat udi udi si hai aye meri humraaz bata ye shokh sharaarat kis ki hai gesun khule khule se hain rangat udi udi si
aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne teri yaad to humko rulaaye re kahaa bhi na jaaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni ab aawaaz du dil ghabraaye re chain na paaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera aaja re aaja re aaja re
aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori kaali kaali zulfon se mujhe pehle hi tha khatka jab zulf teri lehraayi mere dil ko laga ek jhatka dhadkan to suno mere dil ki dil zulfon mein hai atka zulfon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori zulfon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori aankhon ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori rang jo hai tere honthon ka us rang ka mera dil hai maaloom nahin kya tujhko o tu hi to mera qaatil hai aankhen na chura tu mujhse o tere dil mein hi mera dil hai zara dil ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori zara dil ki talaashi de de mere dil ki ho gayi chori chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori
aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein hosh mein donon nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi aapki baanhon mein aakar khil uthi hai zindagi in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein in bahaaron ko bhala hum kiska nazraana kahein aap ki baatein karein raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye raaz e ulfat zindagi bhar raaz rehna chahiye aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aankhon hi aankhon mein ye khamosh afsaana kahein aap ki baatein karein ya apna afsaana kahein hosh mein dono nahin hain kisko deewaana kahein aap ki baatein karein
ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hoooooooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin oooo oooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin hooooo ye suhaana samaa prem ki khoj mein mauj mein hoooo hoooo paagal premi ban ke phire rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare hmmmm rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein oooo oooooo aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein ho kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein hooooo hosh se kaam lo raam kaa naam lo thaam loooo hoooo ooooo jaane bairan rutt kya kare hmmmm rim jhim tann pe paani gire
ho paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se main yahan tukdon mein jee raha hoon main yahan tukdon mein jee raha hoon tu kahin tukdon mein jee rahi hai ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se roz roz resham si hawa aate jaate kehti hai bataa resham si hawa kehti hai bata wo jo doodh dhuli masoom kali wo hai kahan kahan hai wo roshni kahan hai wo jaansi kahan hai main adhoora tu adhoori jee rahi hain ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se main yahan tukdon mein jee raha hoon main yahan tukdon mein jee raha hoon tu kahin tukdon mein jee rahi hai ae ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi paakhi paakhi pardesi tu to nahin
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum
andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena pyaar ki kitaab hoon main sach hoon phir bhi khaab hoon main dekh par suroor aaye wo ajab sharaab hoon main main hoon jawani ka rangeen tarana rangeen tarana takaleena haaaan ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena tujh ko meri justjoo hai mujhko teri aarzoo hai mere dil ka aaina tu dil ke aaine mein tu hai humse hi roshan hai saara zamana saara zamana takaleena andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai main kidhar hoon tu kahan hai ye zameen yaa aasmaan hai mere tere pyaar ki ye kya ajeeb daastaan hain meetha sa ye dard bhi hai suhana
apne suron mein mere suron ko basa lo apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye bol raseele hoton pe aise saja lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee jaadu jaage jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee do nainon mein sukh sapnon ki har pal sheetal dhoop khile tum sangeet ko jeevan meet bana lo aa aa aa tum sangeet ko jeevan meet bana lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jhoom uthe ye saanjh ki bela jhoom uthe ye saanjh ki bela ras ki boonden barsaao o lehke mehke jeevan bagiya aisi kaliyaan bikhrao saawan ke tum saare rang chura lo hoo oo oo saawan ke tum saare rang chura lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo dheemi dheemi lay par vyakul dhadkan ko
aye naazneen suno naaaa aye naazneen suno na humen tum pe haq to do na chaahe to jaan lo na ke dekha tumhen to hosh udd gaye honth jaise khud hi sil gaye ye honth jaise khud hi sil gaye aye naazneen suno na humen tum pe haq to do na chaahe to jaan lo na ke dekha tumhen to hosh udd gaye honth jaise honth jaise khud hi sil gaye ye honth jaise khud hi sil gaye lagta hai ki tumko rab ne banaya jis dam apni kudraton ko usne tum mein kar diya tha gum iss jahaan ko husn baantana bhi kar diya tha kam teekhe teekhe nain nakhsh tere kaliyon se komal honth tere phoolo se nazuk paaon tere dono jahaan qurbaan tereeee tarasha pyaar se jise rabb ne wo murat ho tum santarsho ki jaise devi tum tarasha pyaar se jise rabb ne wo murat ho tum santarsho ki jaise devi tum tumsa jahaan mein koi naaaa aye naazneen suno na humen tum pe haq to do na chaahe to jaan lo na ke dekha tumhen to hosh udd gaye honth jaise honth jaise khud hi sil gaye parda khayalon ka hai sach much zara saamne aa
bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah jaise bhale ho sab hai khabar sher o sharaarat ki ye nazar aankhon mein aankhein daal ke hum ho gaye ab to jaane jigar yahin to the abhi aap kidhar gaye samjho hamein hum jaan se guzar gaye jeeteji marr gaye waah ji waah marna meri zindagi hai deewaana hoon pyaar ka tum bhi ik din aazmaa ke dekho to zaraa bade hain dil ke kaale haan yahi neeli si aankhon wale soorat buri ho bura nahin dil meraa na ho yakin aazama le meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah meri jaan waah waah waah waah waah rok bhi lo ab apani zubaan warna qayaamat hogi yahaan hum bhi qayaamat se nahin kam jaaoge bach ke door kahaan
bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai iss tarah nighaahen mat phero iss tarah nighaahen mat phero aisa na ho dhadkan ruk jaaye aisa na ho dhadkan ruk jaaye seene mein koi pathar to nahin seene mein koi pathar to nahin ehsaas ka maara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai bedaadgaron ki thokar se bedaadgaron ki thokar se sab khawaab suhaane choor huye sab khawaab suhaane choor huye ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab ghum ka sahaara dil hi to hai dil hi to hai bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai
bolo bolo kuchh to bolo pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar kaahen ko nazar ghabraayi si hai mahfil bhi hai tanhaai bhi hai kaahen ko nazar ghabraayi si hai mahfil bhi hai tanhaai bhi hai chhupe chhupe tum ruke ruke hum sochon zara bolo bolo kuchh to bolo dil na todo gussa chhodo thokar lage na sambhalon sanam pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar kahaan chaleji zara haal suno kisi dil waale ka sawaal suno kahaan chaleji zara haal suno kisi dil waale ka sawaal suno wahaan khade tum yahaan khade hum socho zaraa bolo bolo kuchh to bolo dil na todo gussa chhodo ab to nighahen mila lo sanam pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar aap ki addaon ka hisaab nahin laakhon
c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
chaand aaya hai zameen pe aaj garbe ki raat mein chhupa hai woh yahin kahin pe aaj garbe ki raat mein arey dhundo dhundo re sharma raha hai woh kuchh toh baat hai jo aaya woh arey dhundo dhundo re sharma raha hai woh kuchh toh baat hai jo aaya woh mauka hai yeh kehne sunne ka mauka nikalne na do are mauka hai yeh kehne sunne ka mauka nikalne na do chaand aaya hai zameen pe aaj garbe ki raat mein chhupa hai woh yahin kahin pe aaj garbe ki raat mein chup tumhare un labon pe bhi hai chup humare in labon pe bhi hai bolti hain yeh nigahen mere yaar mere yaar chup tumhare un labon pe bhi hai chup humare in labon pe bhi hai bolti hain yeh nigahen mere yaar mere yaar ho ho ho ho hasin ho sanam tum chaand se bhi zyada hasin ho sanam tum chaand se bhi zyada gehri hain zulfen jaise raat koi hoo tarifen karo naa itni bhi zyada ruke na sharam se yeh saansen meri jo dil mein hai bolun main bas tumko hi dekhun main jeewan yun hi bita doon ho hooo mere yaar mere yaar mere yaar
chandani raat mein chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai neele ambar pe kahin jhoole mein saat rangon ke hunsi jhoole mein nazon andaaz se nazon andaaz se lahraate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa jaagti jheel ke sahil pe kahin leke haathon mein koi saaz e hunsin ek rangeen ghazal ek rangeen ghazal gaate huye phool barsaate huye pyaar chhalkaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khul ke bikhare jo mahakate gesu ghul gayi jaise hawaa mein khushboo meri har saans ko meri har saans ko mahkaate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa tune chehre pe jhukaaya chehra maine haathon se chhupaaya chehra laaj se sharm se laaj se
jinke sar ho ishq ki chhanv ishq ki chhanv paaon ke neeche jannat hogi jinke sar ho ishq ki chhanv chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya saare ishq ki chhanv chal chhainya chhainya saare ishq ki chhanv chal chhainya paaon jannat chale chal chhainya chhainya paaon jannat chale chal chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya wo yaar hai jo khushboo ki tarah jiski zubaan urdu ki tarah meri shaam raat meri kaaynaat wo yaar mera sainya sainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal chhainya chhainya chhainya chhainya chal
ye chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka jaane na do ye mauka bahaar ka maan jaao kehna dildaar ka chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa suno re piya dhadke jiya aanchal mera keh raha aa bhi ja aa bhi jaa dil nashin hai haseen ho ho dil nashin hai haseen aaj sama bhi saajna saajna chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke lala la lala la la la la la laaaa la la la la la la la la la la la tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na tere liye main mere liye tu doori hai phir aaj ki raat kyun bolo na silsila pyaar ka ho ho silsila pyaar ka ab shuru bhi karo baalama baalama chhodo bhi ye nakhra karo pyaar humse aaya hai mausam masti ka jhoom ke chhodo bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadhi Aadhi Raat Meri Dial 100 (1982) 05:24 38847
 
Poster of Dial 100 (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami, Vinod Mehra
Duration : 05:24   Song Number : 38847   

Aaj Main Dekhoon Jidhar Jidhar Doli (1969) 04:11 40653
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:11   Song Number : 40653   

Aaj Pila De Saaki Doli (1969) 04:31 13156
 
Poster of Doli (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Chopra, Nazima
Duration : 04:31   Song Number : 13156   

Aaja Re Pyaar Pukaare Naina To Ro Ro Haare Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13104
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13104   

Aankhon Ki Talashi De De Dil Aur Mohabbat (1968) 03:43 12842
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:43   Song Number : 12842   

Aap Ki Baatein Karein Dil Ki Rahen (1973) 03:50 32308
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 03:50   Song Number : 32308   

Ab Ke Saawan Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:11 20092
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bablu Chakraborty
On Screen Actors- 
Namrata Shirodker, Sanjay Suri
Duration : 05:11   Song Number : 20092   

Ae Ajnabi Dil Se (1998) 05:38 18639
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Manisha Koirala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:38   Song Number : 18639   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Andaaz Mera Mastana Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:46 13089
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:46   Song Number : 13089   

Apne Suron Mein Mere Suron Ko Basa Lo Dil Ki Rahen (1973) 05:56 36073
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:56   Song Number : 36073   

Aye Naazneen Suno Na Dil Hi Dil Mein (2000) 05:36 16829
 
Poster of Dil Hi Dil Mein (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Unknown
On Screen Actors- 
Kunal
Duration : 05:36   Song Number : 16829   

Bade Hain Dil Dil Deke Dekho (1959) 04:19 12194
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:19   Song Number : 12194   

Bhoole Se Muhabbat Dil Hi To Hai (1963) 03:02 13099
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:02   Song Number : 13099   

Bolo Bolo Kuchh To Bolo Dil Deke Dekho (1959) 04:22 11895
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:22   Song Number : 11895   

C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 03:39 20243
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 20243   

Chaand Aaya Hai Dil Hi Dil Mein (2000) 07:47 38523
 
Poster of Dil Hi Dil Mein (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kunal, Sonali Bendre
Duration : 07:47   Song Number : 38523   

Chandani Raat Mein Dil E Nadaan (1982) 05:36 20279
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:36   Song Number : 20279   

Chhainya Chhainya Dil Se (1998) 06:51 18595
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Malaika Arora
Duration : 06:51   Song Number : 18595   

Chhodo Bhi Ye Dil Sey Miley Dil (1978) 04:58 37079
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyamli
Duration : 04:58   Song Number : 37079