Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharti%20Kahe%20Pukar%20Ke%20(1969)
HomeDharti%20Kahe%20Pukar%20Ke%20(1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooo hoooooooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke o mujhko chahne waale kisliye baitha haar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke hai ajab si baat jispe mujhko hasna aaye hai ajab si baat jispe mujhko hasna aaye jo mujhi se hai wo meri maati se sharmaye aa paas mere matwale bharam ye kyun bekaar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke aabroo jag mein ussi ki jo bas itna jaane aabroo jag mein ussi ki jo bas itna jaane hal chale ek haath mein ik haath kalam ko thame phir tujhpe seesh jhukenge saare hi sansaar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke o mujhko chahne waale kisliye baitha haar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee
diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein ghul gaya ek saal phir tann mann ke rang mein mehki bahaar banke rutt phir beeti huyi ban ban ke chandani chehre pe aayi chhan ke bhatak chalen isi hanseen yaad ki gali mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein jag mag naina huye hans diye palkon tale sapne kayi suhaane pal bhar ke waaste phirne lage saamne guzre huye zamaane pukaar le gaye huye dinon ko bekhudi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein
jaa re kaare badra balam ke dwaar jaa re kaare badra balam ke dwaar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar jaa re kaare badra balam ke dwaar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar wahin jaa ke rooooo jaa re kaare badra balam ke dwaar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar kin ki palak se palak mori uljhi kin ki palak se palak mori uljhi lipat anaadi se latt mori uljhi ke latt uljha ke main to gayi haar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar wahin jaa ke rooooo jaa re kaare badra balam ke dwaar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar ang unhin ki laahiriyaa samaayi ang unhin ki laahiriyaa samaayi kabahun na poochhe loon kaahe angdaayi ke sau sau bal khaa ke main to gayi haar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar thaam lo baiyaan chunar samjhave thaam lo baiyaan chunar samjhave garwaa lagaa lo kajar samjhaave ke sab samjha ke main to gayi haar wo hain aise buddhu naa samjhe re pyaar wahin jaa ke rooooo jaa re kaare badra balam ke dwaar wo hain aise buddhu naa
je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor arre e bandhan hai pyaar kaa je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor kajraa waali phir tu aaise kaahe nihaare kajraa waali phir tu aaise kaahe nihaare e chitvan ke gori maane to samjhaa jaa re matlab waa ek hai ek hai nainan pukaar kaa je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hujoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor dekho baadar aaye pawan ke pukaare dekho baadar aaye pawan ke pukaare ulfat meri jeeti anaadi piya haare aayega re majaa re majaa ab jeet haar ka je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor je hum tum chori se bandhe ik dori se jaiyo kahaan ae hajoor
oo ooo oooo o o khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom gaao re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom kahin koi kaanta lage je pag mein to lagne do naachoo re jhoom jhoom aaj hansun main itna ke meri aankh lage rone aaj hansun main itna ke meri aankh lage rone aaj main itna gaaun ke mann mein dard lage hone oo majje mein sabere talak yahi gat ko bajne do naachoo re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom dhool hoon main wo pawan basanti kyun mera sang dhare dhool hoon main wo pawan basanti kyun mera sang dhare meri nahin to aur kisi ki bayaan mein rang bhare oo du nainon mein aansoon liye dulhaniyaan ko sajne do naachoo re jhoom jhoom khushi ki wo raat aa gayi koi geet jagne do gaao re jhoom jhoom kahin koi kaanta lage je pag mein to lagne do naachoo re jhoom jhoom gaao re jhoom jhoom naachoo re jhoom jhoom
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dharti Kahe Pukaar Ke Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 04:38 12187
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:38   Song Number : 12187   

Diye Jalayen Pyaar Ke Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 03:34 20390
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niveditha
Duration : 03:34   Song Number : 20390   

Jaa Re Kaare Badra Balam Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 04:36 20601
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:36   Song Number : 20601   

Je Hum Tum Chori Se Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 03:40 20656
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Nanda
Duration : 03:40   Song Number : 20656   

Khushi Ki Wo Raat Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 05:39 20775
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nanda
Duration : 05:39   Song Number : 20775