Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDes%20Pardes%20(1978)
HomeDes%20Pardes%20(1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo chaahne waalon ki aaj duniyaa mein chaahne waale aa gaye ulfat ki mai aakhon se lo aaj pilane aa gaye aap piyen aur aap naa jhumen aap ke baski baat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin kasa hua hai teer husn ka zara sambhal ke rahiye ga nazar nazar ko maaregi to qaatil humen naa kahiyega chaal chali hai soch ke humne iss khel mein apni maat nahin ooooooo paas aa ke ye aap ke humen hone laga ehsaas hai dam hai to bas aap ke dam se aap hi se saans hai bayaan karen jo haal e dil ko aise koi jazbaat nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin
jaisa des waisa bhes phir kya darnaa ooooo haaye jaisa des waisa bhes phir kya darnaa are chhodo raani chhodo yunhi aahen bharnaa are kaahe ki sharam hai kudiye jaldi karnaa main nahin karna yun nahin banna main nahin karna yun nahin banna aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa kaisi ye nagariyaa kaise hain ye log kaise hain ye log haaye sab ko laaga prabhu besharmi ka rog ab tu hi bata bhagwan main bhi kya karoon main bhi kya karoon main to kuchh bhi karne se naa jaane kyun daroon ghunghataa kholoon na kholoon na kholoon kholoon re are chhod de nakhraa ab to goriye are aaya hai mauka le ab tu ban sawarnaa are kaahe ki sharam hai kudiye jaldi karnaa main nahin karna yun nahin banna main nahin karna yun nahin banna mann ko dhak le gori tann ka dhakna hai bekaar dhakna hai bekaar phool naa mehke jab tak uss ka khilnaa hai bekaar are aksar aisa hota hai pehli pehli baar pehli pehli baar aa mujhse tu le le himmat thodi si udhaar jhooth boloon na boloon na boloon boloon re are
are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababa are nazar lage naa saathiyon are hoooo hooo hooo hooo hooo hoooo aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa wahaan mile the theke mein are hum tum kuchh din pehle yahaan mile inn vish maikhaane mein phir desi chhaile are hukka bidi peete the wahaan baandh ke reshmi pagdi are kas ke boot pehan ke suit aa baat kare koi tagdi yaaden waaden sapne iraade bhooli baaten yaad kara den hoye hatke bhatke are yunhi atke rehten hain aji latke latke are ulta chor kotwaal ko daante ye dastoor puraana humne maana aaj bhari mehfil mere kahin dol naa jaaye dil inn gori gori memon kaaa aaaa bababababababababababababababa soch samjh ke aage badhna aag ka ye ek dariya dil waalon se milna ho to banda hi ik zariya hooo wahaan wo jeevan saathi hai yahaan roz naya
nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka hai deewana jo bas tere deedar ka ho nazrana rahenge jo roothe roothe rahenge jo roothe roothe jhoothe muthe karke nakhre to hum bolenge nahin yun aapse arre dekho ab na roko toko na hasin ko jo aane wali hai hothon pe chup chaap se muskurana aayaa hai tohfa dildar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi doori bhi zaroori hai premiyon mein pyar badhaane ke waaste arre hote hi hain oonche neeche tedhe medhe jaane anjaane dekho pyar ke raaste na ghabrana tal gaya sama intezaar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka ho hai deewana
tu pee aur jee tu jee aur pee sardi mein jab piyoge yaaro sardi mein jab piyoge yaaro garam kot ban jayega ye aayi garmi to madira jal thandak tumko pahunchayega are rang bharega sapnon mein aankho mein jab ye bus jayega man to tere meet tera bus yahin kahin pe mil jayega kahe ko tu phire akela are kahe ko tu phire akela dekh zara maujon ka mela aa tu bhi aaj lahra are aao na akele kabhi raho na akele kabhi sabhi se ye kahe ye kavi ke upar niche aage pichhe chhayi kaisi masti zara pee aur jee ye gujrati wo bangali ye gujrati wo bangali ye dilwala wo dilwali main desi hoon tu pardesi phir bhi dhadkan hai ik jaisi ye madrasi wo punjabi har taale ki hai ik chabi pyaar ke mare sab bechare gore kale ye matwale worker ho ya malik mil ka are worker ho ya malik mil ka raat ka pyasa bhukha din ka aa tu aa na ghabra are udhar na chadhao kabhi paise saath laao abhi abhi ye dukan hai khuli ke pahli pahli bikri meri bechoo main to sasti zara pee aur jee ghar walon ki yaad
heyyyyyyyy khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes wohi puraane hai saare fasaane are naya hai lekin jahaan rasten naye hain ye manzil nayi hai lekin wohi aasmaan sapna hai sapna apna hai apna ye des pardes hooo uuuuuuuu uuuuu hooo uuuuuuuu uuuuu akela nahin hoon main akela nahin hoon main tere bina sang mere teri yaad hai are mil kar khilen phool har rang ke bas yahi meri fariyaad hai tera na mera apna hai apna ye des pardes khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes ye des pardes
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Kahen Aur Hum Naa Des Pardes (1978) 05:36 13050
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tina Munim, Others
Raag- 
Bhupali
Duration : 05:36   Song Number : 13050   

Jaisa Des Waisa Bhes Des Pardes (1978) 04:40 13048
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:40   Song Number : 13048   

Nazar Lage Naa Saathiyon Des Pardes (1978) 04:23 13051
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Amjad Khan, Mahmood, Pran
Duration : 04:23   Song Number : 13051   

Nazrana Bheja Kisi Ne Des Pardes (1978) 03:57 21036
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:57   Song Number : 21036   

Tu Pee Aur Jee Des Pardes (1978) 06:09 21341
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 06:09   Song Number : 21341   

Ye Des Pardes Des Pardes (1978) 04:02 13049
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Sankara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 13049