Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDastak%20(1996)
HomeDastak%20(1996)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaar baiyaan na dharo o balma dhalegi chunariyaa tan se dhalegi chunariyaa tan se tan se tan se aa aa aa aa dhalegi chunariyaa tan se hansengi re chudiyan chhan se hansengi re chudiyan chhan se chhan se hansengi re chudiyan machegi jhankaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma mohe chhodo haai sajnaa mohe chhodo haai mohe chhodo mohe chhodo chhodo chhodo sajnaa mohe chodo haai sajnaa diya sees uthaye sajnaa diya sees uthaye uthaye sajnaa diya sees uthaye sajnaa raha mohe nihaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo o balma main to aap behki behki main to aap behki behki behki behki aa aa aa aa aa main to aap behki behki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki mehki chaloon jaise mehki chameliyon ki daaaaar baiyaan na dharo o balma na karo mose raaaaaar baiyaan na dharo na dharo na dharo
hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas dil ke aas paas phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam ehle wafaa kaa naam hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah
mujhko jab aise dekhati ho tum rang bhar jaate hain fizaaon mein kasmasaati hai aarzooo dil mein geet ghul jaate hain hawaaon mein jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho tum shaayad meri ban jaao phir dil ko aisa gumaan ho par aisa naa ho to achchhaa hai inn baaton mein kya rakha hai mujhko aisi umeed naa do jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir chaand mein tumko main dekhoon phoolon mein tumko paaun par aisa naa ho to achchhaa hai iss kaa anjaam jo
hoooooo mai riiii main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na tan man bhigo de aake aisi ghata koi chhaaye na mohe baha le jaaye aisi lehar koi aaye na oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na padi nadiya ke kinare main pyaasi mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara mukhda hai pheeka pheeka nainon mein sohe nahin kaajra koi jo dekhe maiyya preet ka vaase kahoon maazraa pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara latt mein padi kaisi birha ki maati mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare baiyan ki chhaiyan aa ke milte nahin kabhi saanvare dukh ye milan ka leke kaah karoon kahan jaaun re aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare paa kar bhi nahin unko main paati mai ri haan mai
sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani sheeshe se bani ye ladki iss baat se hai anjaani jab reit chamakti hai to lagti hai door se paani ye phool hai sab kaagaz ke lekin wo smajh naa paayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona sheeshe se bani ladki se keh do ke naa baad mein rona kuchh log hai jo peetal ke kehte hai wo khud ko sona ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi ye jhooth ka pull tootega aur gehri hai ghum ki khaayi sheeshe se bani ek ladki pathar ke nagar mein aayi wo dhundh rahi thi moti aur pather se takraayi
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan
tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmmm hmmm hmmm hmm raat meri hai chhanv tumhaare hi aanchal ki hmmm hmmm hmmm hmm tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche hmm hmm hmm hmm main duniyaan se door ghani palkon ke neeche hmm hmm hmm hmm dekhun chalte khwaab lakiron par kaajal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise hmm hmm hmm hmm khulta chhupta chaand sej ke upar jaise hmm hmm hmm hmm chalti phirti khaat hawaaon par baadal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hmm hmm hmm hmm baahar neend bhara panchhi bheegi shaakhon mein hmm hmm hmm hmm aur barkha ki boond badan se dhalki dhalki tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baiyaan Na Dharo Dastak (1970) 04:30 20192
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Carukesi
Duration : 04:30   Song Number : 20192   

Hum Hain Mataa E Koocha O Dastak (1970) 04:27 20534
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 04:27   Song Number : 20534   

Jaadoo Bhari Dastak (1996) 05:03 20602
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:03   Song Number : 20602   

Mai Ri Main Kaase Kahoon (Female) Dastak (1970) 04:53 13025
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:53   Song Number : 13025   

Sheeshe Se Dastak (1996) 05:49 12321
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:49   Song Number : 12321   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Tumse Kahoon Ik Baat Dastak (1970) 05:43 12137
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 12137