Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChori%20Chori%20(1956)
HomeChori%20Chori%20(1956)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neendein mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tumko kasam aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam hey hey hey hey hey hey hey chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo hoo chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo naa ji naa naa ji naa haan ji haan maang lo aaj tum humse saara jahaan maang lo aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam paas itne hain aata nahin kuchh nazar paas itne hain aata nahin kuchh nazar humko apni khabar naa kisi ki khabar dhoondh lenaa humen kho gaye hum agar aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neendein mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tumko kasam
all line clear all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear kabhi khaali gaya na nishaana mujhse takaraayega kya zamaana kabhi khaali gaya na nishaana mujhse takaraayega kya zamaana haaye re duniyaa aur duniyadaari aakhir pada sar jhukaana all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki arre saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear geet gaate huye hum chale hain yeh na puchho bade dil jale hain geet gaate huye hum chale hain yeh na puchho bade dil jale hain dil mein bithaa lo aye duniya vaalo hum bhi bade manchale hain all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki arre saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear
rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga o dil mera le gaya loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke haannn chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke rag rag mein iss tarah tu samaane lagi rag rag mein iss tarah tu samaane lagi jaise mujhi ko mujhse churane lagi dil mera le gayi loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam haaan tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam saari rasmon ko kasmon ko main tod doon tu kahe to ye duniyaa bhi main chhod doon hooooo ab na jaana kabhi ruth ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke maine sab kuchh tere pyaar ko de diya
Ezhu Swarangalum
jahan main jaati hoon wahin chale aate ho chori chori mere dil mein samaate ho ye to bataao ke tum mere kaun ho jahan main jaati hoon wahin chale aate ho chori chori mere dil mein samaate ho ye to bataao ke tum mere kaun ho dil ki dil se lagan ki ye baat hai pyaar ki raah rasam ki ye baat hai mujh se na poochho ke tum mere kaun ho hooooo main to shor machaoongee shor machaoongee hooooo main to shor machaoongee karni tumhari sab ko bataoongee karni tumhari sab ko bataoongee khair jo chaaho chale jaao mere dar se chhodo ye aana jana dil ki dagar se ye to bataao ke tum mere kaun ho hoooo maine kya burra kiya hai kya burra kiya hai hoooo maine kya burra kiya hai dil de kar hee dil le liya hai dil de kar hee dil le liya hai kisi bade gyaani dhyani ko bulaao abhi abhi yahan faisala karao mujh se na poochho ke tum mere kaun ho hoooo dil hee jab hue diwaane jab hue diwaane hoooo dil hee jab hue diwaane kehna humara ab kaun maane kehna humara ab kaun maane jahan main jaati
jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayee to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum rupiya jo paas mein ho duniya khareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum apna hi aasmaan ho uss mein sada ude hum humsafar ban ke mere hardam hi saath mein rehna tum phoolon ke yeh zameen ho uss par sada chalen hum mastiyon ka yeh aalam ho gaate rahe geet hum aur tum gulsitan khilta rahe yeh kaarwan chalta rahe swarg mein ab yeh zameen badlenge hum pyaar ke rang mein tumhen rang denge hum rupiya jo paas mein ho duniya kareed len hum daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum jhoom jhoom naache hum kismat huyi hai roshan daulat jo mil gayi to jeewan sanwar len hum yuddh na ho kahin pe sukh shanti ho iss zameen pe pyaar ki baat se saathi duniya ko badlenge hum aur tum bhukh na ho
ishq ishq mein pyaar pyaar mein number one punjabi dil lene mein dil dene mein number one punjabi baisakhi mein bhangra paake mast rahe punjabi heer sohni ki dhun gaa ke mast rahe punjabi hey ladki jo dekhe gulaabi kar de dhamal punjabi aankhen jo dekhen sharabi haaye kar de dhamaal punjabi ladki jo dekhe gulabi kar de dhamaal punjabi aankhen jo dekhen sharabi kar de dhamaal punjabi ishq ishq mein pyaar pyaar mein number one punjabi dil lene mein dil dene mein number one punjabi teri ek jhalak jo dekhe lut jaaye patiala mere bhole bhaale dil pe tune daaka daala saari duniya dekhe mera roop ye sona sona mai to jispe chahun uspe kardun jadoo tona are aisi waisi baaton se to ooo ooo ooo ooo aisi waisi baaton se to darte nahin punjabi jhootha mootha vaada kisi se karte nahin punjabi chaahat ki raahon mein aage badhte hain punjabi aankhon se aankhon ki bhasha padhte hain punjabi chehra jo dekhe kitaabi kar de dhamal punjabi aankhen jo dekhe sharabi kar de dhamal punjabi
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin hoo rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahin pyaar karte humko jeena pyaar karte humko marna ghum judaai ka sehna nahin hoooo hoooo kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin duniya se darna nahin yaa pyaar karna nahin nazaren chura ke sanam humko gujarna nahin doobnaa hai sahilon par jhoomnaa hai manzilon par yunhi dariya mein behna nahin hooo oo ho ho kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin mousam ki angdaaiyan dil ki ye tanhaaiyan aa paas aa hone de duniya mein ruswaaiyan zindagi ne phool baaten chun liye hain humne kaaten haar phoolon ka pehna nahin hooo oo ho ho kehna hai aaj tujhse phir kisi se ye kehna nahin haaan rehna hai saath tere warna duniya mein rehna nahin pyaar karte humko jeena pyaar karte humko marna ghum judaai ka sehna nahin
mann bhaavan ke ghar jaye gori ghunghat mein sharmaye gori bandhi rahe ye pyaar ki dori humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa mann bhaavan ke ghar jaye gori ghunghat mein sharmaaye gori bandhi rahe ye pyaar ki dori humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa bachapan ke din khel gawaye aayi jawaani to baalam aaye bachapan ke din khel gawaye aayi jawaani to baalam aaye aayi jawaani to baalam aaye tere aagan baje badhayi gori kyun naina chhalkaaye gori bandhi rahe ye pyaar ki dori humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa iss duniyaa ki reet yahi hai reet yahi hai haath jo thaame meet wahi hai meet wahi hai haath jo thaame meet wahi hai ab hum to huye paraye gori phir tere sang jaye gori bandhi rahe ye pyaar ki dori humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa humen naa bhulaanaa masti bhare saavan ke jhoole tujha ko kasam hai jo tu
panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii billo riiiiiiiiiiii hoooo oooooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo oooooo hooooo ooooo oooo oooo hooooo mere jeevan mein chamka savera hoo mita dil se wo ghum ka andhera hooooo hare kheton mein gaye koi lehra hoo yahaan dil par kisi ka naa pehra rang bahaaron ne bhara mere jeevan mein rang bahaaron ne bhara mere jeevan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein panchhi banun udti phirun mast gagan mein aaj main aazaad hoon duniyaa ke chaman mein aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa hoooo dil ye chaahe bahaaron se khelun hoo gori nadiyaa ke dhaaron se khelun hoooo chaand sooraj sitaaron se khelun hoo apni baahon mein aakaash le lun bhadti chalun gaati chalun apni lagan mein bhadti chalun gaati chalun apni lagan mein aaj main
rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rog lagaya rasik balmaa hoooo jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari neha lagaa ke haari aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa neha lagaa ke haari tadpun main ghum ki maari rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dasti hai ujali raina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hai ujali raina kaa se kahoon main baina rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo
Sawa Lakh Ki Lottery
uss paar saajan iss paar dhaare le chal o maajhi kinaare kinaare le chal o maajhi kinaare uss paar saajan iss paar dhaare le chal o maajhi kinaare kinaare le chal o maajhi kinaare door yahan se gaon piya ka door yahan se gaon piya ka haal na puche koi jiya ka haal na puche koi jiya ka gehra sagar aur main akeli sujhe na koi sahare sahare le chal o maajhi kinaare o tim ka timba genji genji genji genjeda lehre dekhu dil lehraye lehre dekhu dil lehraye jal darpan mein pii muskaaye jal darpan mein pii muskaaye pyasi ankhiyan dono ye sakhiyan har dum kare hain ishaare ishaare le chal o maajhi kinaare uss paar saajan iss paar dhaare le chal o maajhi kinaare kinaare le chal o maajhi kinaare ho tim ka timba timba kaahe kare achambha ho tim ka timba timbaaa ho tim ka timba timba kaahe kare achambha ho tim ka timba timbaaa ho tim ka timba timba kaahe kare achambha ho tim ka timba timbaaa ho hooo hoo hooooo
vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse tum kisi gair ki amanat ho kaisa shikwa gila bhala tumse vaasta hi na jab raha dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse dard de ke paraye ho baithe kaise maangun main ab dawa tumse kam se kam jhoothi tasalli dete haaye ye bhi naa ho saka tumse vaasta hi na jab raha chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse chand roti huyi yaadon ke sivaa dekh lo kuchh nahin liya tumse yaaron hanste ho mujh pe khoob hanson aur ho bhi sakega kya tumse vaasta hi na jab raha uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse uss ki kismat pe rashq aata hai jiske dil ka jahaan basa tumse achchhi kismat hi nahin thi apni kaise keh doon bura hua tumse vaasta hi na jab raha tumse phir jafaaon ka kya gila tumse vaasta hi na jab raha
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 04:52 20045
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:52   Song Number : 20045   

Aate Aate Chori Chori (2003) 03:53 17884
 
Poster of Chori Chori (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Rani Mukherjee
Duration : 03:53   Song Number : 17884   

All Line Clear Chori Chori (1956) 03:26 32070
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:26   Song Number : 32070   

Chori Chori Chupke Chupke Chori Chori Chupke Chupke (2000) 07:51 17887
 
Poster of Chori Chori Chupke Chupke (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Salman Khan, Preity Zinta
Duration : 07:51   Song Number : 17887   

Ezhu Swarangalum Chiriyo Chiri (1982) 05:12 39920
 
Poster of Chiriyo Chiri (1982)
 
Category
Malayalam
Year- 
1982
Lyricist
Bichu Thirumala
Music Director- 
Raveendran
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Balachandra Menon
Duration : 05:12   Song Number : 39920   

Jahan Main Jaati Hoon Chori Chori (1956) 04:08 20638
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:08   Song Number : 20638   

Jhoom Jhoom Naachen Hum Chor Chor (1995) 04:43 13005
 
Poster of Chor Chor (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Anu Aggarwal, Prashant, Anand, Heera
Duration : 04:43   Song Number : 13005   

Kar De Dhamaal Punjabi Chori Chori Chupke Chupke (2000) 07:13 36126
 
Poster of Chori Chori Chupke Chupke (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Salman Khan, Rani Mukherjee
Duration : 07:13   Song Number : 36126   

Kehna Hai Chori Chori (2003) 05:31 18189
 
Poster of Chori Chori (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Rani Mukherjee
Duration : 05:31   Song Number : 18189   

Mann Bhaavan Ke Ghar Chori Chori (1956) 04:49 13006
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Sai Subbulaxmi
Duration : 04:49   Song Number : 13006   

Panchhi Banun Udti Chori Chori (1956) 04:39 21084
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhupali
Duration : 04:39   Song Number : 21084   

Rasik Balmaa Haai Dil Kyun Lagaya Chori Chori (1956) 04:25 12247
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 12247   

Sawa Lakh Ki Lottery Chori Chori (1956) 04:33 40677
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Rajasulochana
Duration : 04:33   Song Number : 40677   

Us Paar Sajan Chori Chori (1956) 03:51 13007
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raja Sulochana
Duration : 03:51   Song Number : 13007   

Vaasta Hi Na Jab Raha Chori Chori (1972) 04:44 13008
 
Poster of Chori Chori (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Tuntun (Uma Devi)
Duration : 04:44   Song Number : 13008   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809