Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChingari%20(1955)
HomeChingari%20(1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe sakhiyon se chhupti phirun kahin jee na lage raaton ko taare ginun palak bhi na lage mere sang sang meri nindiya bhi saari raat jaage mere sang sang meri nindiya bhi saari raat jaage badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe sapne aaye man lalchaaye jaake phir na aaye jaake phir na aaye dil naadaan ye armaan machlen aur reh jaayen machlen aur reh jaayen badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe aye dil ye tu hi bata unhen dhundun kahaan sapnon mein dekha jinhen milenge wo kahaan o bin kaaran aangan mein kya sochun khadi khadi o bin kaaran aangan mein kya sochun khadi khadi badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe badi mushkil hai ajab mera dil hai na jaane kise dhunde na jaane kise chaahe
har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt mujhe chahiye andaaz e bayaan aur har waqt tere husn ka phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm phoolon sa kabhi narm hai sholon sa kabhi garm mastaana ada mein kabhi shokhi hai kabhi sharm shokhi hai kabhi sharm har subeh ghumaan aur hai har raat ghumaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen bharne nahin paati tere jalwon se nigaahen thakne nahin paati tujhe lipta ke ye baahen lipta ke ye baahen chhu lene se hota hai tera jism jawaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan palta hai tere husn mein tufaan e bahaaraan tu apni misaal aap hai ae jaan e bahaaraan ae jaan e bahaaraan duniya ke haseenon mein koi tujhsa kahaan aur har waqt tere husn ka hota hai sama aur har waqt tere husn ka
jeeyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge jeeyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge kasak ban kar muhabbat ke taraane yaad aayenge mujhe to zindagi bhar ab teri yaadon pe jeena hai mujhe to zindagi bhar ab teri yaadon pe jeena hai teri yaadon pe jeena hai tujhe bhi kya sabhi guzre zamaane yaad aayenge tujhe bhi kya sabhi guzre zamaane yaad aayenge kahin gunjegi shehnaai to lega dard angdaai kahin gunjegi shehnaai to lega dard angdaai to lega dard angdaai hazaaron ghum tere ghum ke bahaane yaad aayenge hazaaron ghum tere ghum ke bahaane yaad aayenge jeeyunga jab talak tere fasaane yaad aayenge
main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye do chaar kadam chal kar rukna hi na pad jaaye kya soch ke tanha hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge tum jaane tamanna ho ab aur kuchh na socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho aaaa aa haa ha ha ha haa ho ho ho ho ho ho oo la la la la la la maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai jaisi bhi hoon jo bhi hoon seene se lagaaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badi Mushkil Hai Ajab Mera Dil Hai Chingari (1955) 03:00 40996
 
Poster of Chingari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Manohar Arora
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:00   Song Number : 40996   

Har Waqt Tere Husn Chingari (1971) 04:58 17991
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:58   Song Number : 17991   

Jeeyunga Jab Talak Chingari (1955) 03:19 16423
 
Poster of Chingari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Manohar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:19   Song Number : 16423   

Main Kaun Hoon Chingari (1971) 05:08 38635
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 38635