Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChand%20Aur%20Suraj%20(1965)
HomeChand%20Aur%20Suraj%20(1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya baithe hain hum tum armaan jagaaye seene mein lakhoon toofan chhupaye mat poochho mann ko kaise manaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya sapne jo aaye tadpa ke jaaye dil ki lagi ko lehka ke jaaye mushkil se humne har din bitaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya ik meethi agni mein jalta hai tan mann baat aur bigde barsa jo sawan bachpan gawa ke maine sab kuchh gawaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara
jhanan jhanan baaje baaje he ee ee ee ee ee jhanana jhanana baaje bichhuva baaje nanadi jaage kaise aaun mitva more jhanan jhanan baaje bichhuva baaje nanadi jaage kaise aaun mitva moooore jhanan jhanan aayi dvaar pe jab se ye rain kajaraari dekhun pyaar ke sapne main birha ki maari aayi dvaar pe jab se ye rain kajaraari dekhun pyaar ke sapne main birha ki maari mohe koi na dekhega chaaye rahegi andhiyaaaaari jhanan jhanan baaje bichhuva baaje nanadi jaage kaise aaun mitva moooore jhanan jhanan jhanan jhanan jhanan jhanan baaje baaaaje jhanan jhanan main to laaj ke maare kuchh bolun na kisi se mera haal kabhi koi puchhe mere jee se main to laaj ke maare kuchh bolun na kisi se mera haal kabhi koi puchhe mere jee se jaane kaahe ko roothi hai neend humari nandi se jhanan jhanan pa ga ga pa dha ga ga pa dha ni dha ni sa dha dha ni sa dha ni dha dha ga pa ga sa ni sa kaise aaj manaaun mera man nahin maane kahe laaj sharam ke tu chhod de bahaane kaise aaj manaaun mera
kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain kar ke ghayal wo mujhe bekhabar hain meri aahen bhi wahaan beasar hain khoob hai ye adaa main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kyaa raat mushkil se kate din hain bhaari raat mushkil se kate din hain bhaari sadaa aankhon mein rahe chhab wo pyaari raat mushkil se kate din hain bhaari jeena ab unke bina hua mushkil jaan hai unn mein basi unhin ka dil mujhe kya ho chala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun pyaar chhupta nahin main kya chhupaun kahen to cheer ke dil main dikhaun huqm de ke bhala main karun kya kisi ne jaadoo kiya main karun kya mera mann moh liya main
teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne rooth gaye tum sapne bhi ruthe unko bhi main na mana saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain nis din roke bhi main apne man ki aag na haye bujha saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki
tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat kahin mujhko iski saza to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj bharam hi sahi par mita to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge ghir ke jab aayegi jeewan ki shaam ho jayega jab fasana tamaam ghir ke jab aayegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baag Mein Kali Khili Chand Aur Suraj (1965) 03:54 11837
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:54   Song Number : 11837   

Jhanan Jhanan Baaje Chand Aur Suraj (1965) 03:35 39615
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Tanuja
Duration : 03:35   Song Number : 39615   

Kisi Ne Jadoo Kiya Chand Aur Suraj (1965) 03:40 16215
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Madhumati, Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 16215   

Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki Chand Aur Suraj (1965) 03:26 38380
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:26   Song Number : 38380   

Tumhen Dil Se Chaha Chand Aur Suraj (1965) 05:08 38379
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:08   Song Number : 38379