MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeCha Cha Cha (1964)
HomeCha Cha Cha (1964)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle maikade se zara door uss mod par maikade se zara door uss mod par do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar unki cheetaaaaa do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar thandi thandi sababro chaman ki hawaa thandi thandi sababro chaman ki hawaa sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi kaali kaali laton se lipat garm rukhsaar
aaaa aaaa aaaaa meethi meethi madhur madhur jaise hi gunji taan kachche dhage se bandh ke lo aaye kisi ke praan ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali tan sanwaar ke kajra daar ke tan sanwaar ke kajra daar ke apne shaam ki kunj gali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo aaaaaa aaaaa aaaaaaaa shyam virah ko seh na saki wo gup chup ghar mein reh na saki wo man mein jo meethe sapne the man mein jo meethe sapne the apne munh se keh na saki wo apne munh se keh na saki wo chali daud ke laaj chhod ke chali daud ke laaj chhod ke jab madhuban mein shaam dhali ek lali ghar se chali ek lali ghar se chali gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi gaalon pe poonam ki chhata thi baalon mein sawan ki ghata thi kaari kajraari do akhiyan kaari kajraari do akhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan jaise neel kamal ki pankhiyan gol ang tha gora rang tha gol ang tha gora rang tha chanda ki
khushi jisne khoji wo dhan le ke lauta hansi jisne khoji chaman le ke lauta magar pyaar ko khojne jo chala wo na tan le ke lauta na mann le ke lauta subah na aayi shaam na aayi subah na aayi shaam na aayi jis din teri yaad na aayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi kaisi lagan lagi ye tujh se kaisi lagan ye lagi hansi kho gayi khushi kho gayi aansoon tak sab rahan ho gaye arthi tak nilaam ho gayi arthi tak nilaam ho gayi duniyaa ne dushmani nibhaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi tum mil jaate to ho jaati poori apani raam kahaani khandhar taajmahal ban jaata gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani gangajal aankhon ka paani saanson ne hathkadi lagaayi yaad na aayi subah na aayi shaam na aayi jaise bhi ho tum aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aa jaao aa jaao jaise bhi ho tum aa jaao aag lagi hai tan mein aur mann mein aag lagi hai tan mein aur mann mein ek taar ki dori hai ek taar ki dori hai bas daaman aur kafan mein huyi maut ke sang
wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Chameli Ke Mandve Cha Cha Cha (1964) 06:37 12952
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:37   Song Number : 12952   

Ek Lali Ghar Se Chali Cha Cha Cha (1964) 06:01 36816
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, helen
Duration : 06:01   Song Number : 36816   

Subah Na Aayi Shaam Na Cha Cha Cha (1964) 05:24 12293
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Helen
Duration : 05:24   Song Number : 12293   

Wo Hum Naa The Cha Cha Cha (1964) 05:08 12953
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 05:08   Song Number : 12953