Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBudtameez%20(1966)
HomeBudtameez%20(1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni baahon se koi kaam to lo apni baahon se koi kaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo apni baahon se koi kaam to lo apni baahon se koi kaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo tumko taskeen mil hi jaayegi mujhko aaraam aa hi jaayega tumko taskeen mil hi jaayegi mujhko aaraam aa hi jaayega mujhko aaraam aa hi jaayega dil mein dheere se mera naam to lo dil mein dheere se mera naam to lo apni baahon se koi kaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo kisne ulfat ko keh diya hai bura pyaar ke bin na zindagi ka mazaa kisne ulfat ko keh diya hai bura pyaar ke bin na zindagi ka mazaa pyaar ke bin na zindagi ka mazaa aise dushman se intkaam to lo aise dushman se intkaam to lo apni baahon se koi kaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo gir na jaaun main huzoor thaam to lo baat karte nahin ho jaane do dil milaate nahin ho jaane do baat
ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa kitne meethe hain lab tere jaane ghazal tu bura bhi kahe to lage hai bhala kitne meethe hain lab tere jaane ghazal tu bura bhi kahe to lage hai bhala inhin andaaz ne ho maar daala humen naa tumhaari khata naa humaari khata ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa meri ulfat se nafrat na kar sang dil dekh iski badaulat ye duniyaa bani meri ulfat se nafrat na kar sang dil dekh iski badaulat ye duniyaa bani ishq ki aag mein jal ke hasti mita
dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao hoye hoye hoye dil ko na mere tadpao yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani chaand se mat takrao dharti pe wapas aao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho dil jo kisi ka churao dard ko bhi apnao abb to humare ho jao haye haye haye dil ko na mere tadpao pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mudke nahin aayenge pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mud ke nahin aayenge phir wo jhalak dikhlaao aankhon se dil mein samaao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko
haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho tumhaara sijdaa nahin karenge magar muhabbat mein hukum doge to hanste hanste ye jaan bhi denge haseen ho tum khuda nahin ho samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana samjhte ho khud ko jaane kya tum ke saari duniyaaa ko khaak jaana guroor ka sar jhukega ek din hansega tum par bhi ye zamaana hamesha ye sin nahin rahega hamesha ye din nahin rahenge haseen ho tum khuda nahin ho humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humari nazron ka shukr kije ke aasmaan par tumhen bithaya humare dil ko duwaayen dije ke dhadkanon mein tumhen basaaya bulandiyon se giroge tum bhi agar nighahon se hum girenge haseen ho tum khuda nahin ho humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain humare jaise agar hain laakhon tumhaare jaise bhi kam nahin hain jo khud hi pathar se phod le
ho pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jaane kya ho gaya hai dil hai bekarar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hooo pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kaate jaise bichhua kuchh aisa mera haal dil mera bole ke khud ko sambhal kaate jaise bichhua kuchh aisa mera haal dil mera bole ke khud ko sambhal aaj mujhe khud par nahin hai ikhtiyaar aaj mujhe khud par nahin hai ikhtiyaar pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hoooo pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar sharm o haya se hua hai mukh laal pyaar ne kisi ke ye kar diya kamal sharm o haya se hua hai mukh laal pyaar ne kisi ke ye kar diya kamal ang mora sulge ke jaise ho bhukhar ang mora sulge ke jaise ho bhukharrrr pahla pahla pyaar hai ye pahla pahla pyaar kya jane kya ho gaya hai dil hai bekarar hoooo pahla phala pyaar hai ye pahla pahla pyaar ghadi ghadi toote ye phool sa badan rom rom phadke hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Baahon Se Budtameez (1966) 05:04 11996
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:04   Song Number : 11996   

Budtameez Kaho Yaa Budtameez (1966) 04:08 12944
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:08   Song Number : 12944   

Dil Ko Na Mere Tadpao Budtameez (1966) 05:04 12945
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 12945   

Haseen Ho Tum Khuda Budtameez (1966) 04:51 12946
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 12946   

Pehla Pehla Pyaar Budtameez (1966) 04:14 12290
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhna
Duration : 04:14   Song Number : 12290