Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBees%20Saal%20Baad%20(1962)
HomeBees%20Saal%20Baad%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri tu naa aayi thi to ghum ka bhi kahin naam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se iss se pehle to kisi par koi ilzaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile mere hisse mein muhabbat ka koi jaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di kya ghum e ishq se pehle mujhe aaram naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke
bhoola hua fasana humko na tha sunana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua bhoola hua fasana humko na tha sunana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua deewar e dil pe ubhara beete dinon ka saya deewar e dil pe ubhara beete dinon ka saya bhooli hai baat koi itna to yaad aaya jane wo baat kya hai bechain hai deewana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua yunhi tadap tadap ke humne guzari ratein yunhi tadap tadap ke humne guzari ratein baaten bana bana ke tumne chhupayi baaten lekin nahin sunenge ab hum koi bahana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua
aaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye deep jalaaye deep bujhaye deep jalaaye deep bujhaye kabhi hansaaye kabhi rulaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye aaaa aaaa jiya nahin laage ka karun sajna jiya nahin laage ka karun sajna tujh bin soona laage angna jiya nahin laage ka karun sajna aaye na more nainon mein nindiya saaje na more maathe pe bindiya baaje na mori paaon mein kangna jiya nahin laage kaa karun sajna aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa aa aaaa aa aaaaa aise laage garje badra aise laage garje badra jaise tore nainon ka kajra chhodo sanwariya ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa khil gayin kaliyaan khil gayin
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam gagri bachaye ke tu manwa sambhale gagri bachaye ke tu manwa sambhale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale naina churaaye ke tu ghunghata nikaale tham tham ke chalna tera girna sambhalna tera aaye na kaam na jaiyo radhe chhedenge shyam na jaiyo radhe chhedenge shyam bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare bansi ki dhun pe tohe chhaliya pukaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare paniyan bharan ko aaja jamana kinaare kuchh der to jaayegi baaton mein ho jaayegi subha se shaam na jaiyo radhe chhedenge shyam panghat pe kho jaayegi gokul mein ho jaayegi tu badnaam na jaiyo radhe chhedenge shyam
aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo oooo hoooo oooo hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari jab chhaaye ghata matwaari mere dil pe chalaye aari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari ghabraaye akele manvaa main le ke jawaani haari kaise kate din ye uljhan ke koi laa de zamaane wo bachpan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole jab door papihaa bole dil khaaye mera hichkole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole main laaj se mar mar jaaun jab phool pe bhanwaraa dole chhede pawaniyaa taraane mann ke mujhe bhaaye naa ye rang jeevan ke sapne suhane ladakpan ke mere nainon mein dole bahaar ban ke
ye raat bhi jaa rahi hai ke ghum ki ghata chhaa rahi hai mere humdam tu nahinnnn aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi nahin jiss taraf koi manzil usi raah pe chal rahi hoon teri yaad mein o sitamgarrrrr shamma ki tarah jal rahi hoon jal rahi hoon shamma bhujhi jaa rahi hai mere humdam tu nahin aaya aaaaa aaaaaa hoooo ooooo ooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaajaaa huyi dushmani aasmaan ki muhabbat ki har daastan se kahin ye naa ho ke tu aayeeee chale jaayen hum iss jahaan se iss jahaan se honthon pe jaan aa rahi hai mere humdam tu nahin aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi hai
zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji maza jab hai tumhaari har ada qaatil hi kehlaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji zamaana hai tumhara zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo zamaana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kahaa maano to aise khel na khelo tumhari is sharaarat se na jaane kiski maut aaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki ye bholapan tumhara ye sharaarat aur ye shokhi zarurat kya tumhen talwaar ki teeron ki khanjar ki nazar bhar ke jisse tum dekh lo wo khud hi mar jaaye zara nazron se keh do ji nishaana chook na jaaye zara nazron se keh do ji bahaaron par karo gussa ulajhti hain jo aankhon se hawaaon par
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Muhabbat Meri Duniya Bees Saal Baad (1962) 03:49 12874
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:49   Song Number : 12874   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Bhoola Hua Fasana Sau Saal Baad (1966) 03:20 36775
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Nath
Duration : 03:20   Song Number : 36775   

Ek Ritu Aaye Ek Ritu Jaaye Sau Saal Baad (1966) 07:00 38696
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:00   Song Number : 38696   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Na Jaiyo Radhe Sau Saal Baad (1966) 03:35 40581
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40581   

Sapne Suhane Bees Saal Baad (1962) 03:58 21218
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:58   Song Number : 21218   

Ye Raat Bhi Jaa Rahi Hai Sau Saal Baad (1966) 03:27 14163
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:27   Song Number : 14163   

Zara Nazron Se Keh Do Bees Saal Baad (1962) 04:10 21492
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Duration : 04:10   Song Number : 21492