Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBarsaat%20Ki%20Raat%20(1960)
HomeBarsaat%20Ki%20Raat%20(1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re saawan aayo saawan aayo re garjat barsat saawan rim jhim rim jhim megha barse rim jhim rim jhim megha barse barse haan rim jhim rim jhim megha barse sar pe giyarvaa neel samaan par gayi pee ki laal chunariyaa piyaa nahin aaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore laage tann par teer samaan teer samaan aaaaaaaaaaaaa sakhi laage tann par teer samaan nainan jale to bheegi sajariyaa agan lagaaye garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye re haaye
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
maayoos to hoon waade se tere kuchh aas nahin kuchh aas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya humne to khushi maangi thi magar jo tune diya achchha hi diya jis ghum kaa taaalluq ho tujhse vo raas nahin aur raas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri tasveer jhalakti hai teri palkon se larajte ashqon mein tasveer jhalakti hai teri deedaar ki pyaasi aankhon ko ab pyaas nahin aur pyaas bhi hai main apne khayaalon ke sadke tu paas nahin aur paas bhi hai maayoos to hoon waade se tere
mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka zulf machal ke khul khul jaaye ho zulf machal ke khul khul jaaye chaal mein masti ghul ghul jaaye ghul ghul jaaye aisi khushi aaj mili aaj mili aisi khushi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka jaagti aankhen bunti hain sapne tujhko bitha ke pehlu mein apne pehlu mein apne dil ki lagi aisi badhi aisi badhi dil ki lagi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka aate hi tere chatki hain kaliyaan aaaa haaa haaa haaa haaa aate hi tere chatki hain kaliyaan dil ban ban ke dhadki hain galiyaan dhadki hain galiyaan aisi sajji raat meri raat meri aisi sajji aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
aa aa aa aa aa aa aa adaa bijli badan shola adaa bijli badan shola bhanve khanjar nazar qaatil galat kya hai hamein kahti hai ye duniya agar qaatil to phir nigaah e naaz ke oye nigaah e naaz ke haan haan nigaah e naaz ke ho ho nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga nigaah e naaz ho oo nigaah e naaz ke maaron ka haal kya hoga na bach sake to haan haan na bach sake na bach sake to na bach sake haaye na bach sake to na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga na bach sake to bechaaron ka haal kya hoga kya hoga kya hoga nigaah e naaz ke aa aa aa aa aa aa hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin ne ishq ke are zara dekho hamin ne ishq haan ji zara dekho hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen oo hamin ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhen hamin na hon to haan haan hamin na hon to ho ho hamin na hon to hamin na hon to nazaaron kaa haal kya hoga hamin na hon to nazaaron
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Garjat Barsat Saawan Barsaat Ki Raat (1960) 03:08 12847
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Gowda-Malhar
Duration : 03:08   Song Number : 12847   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Mayoos To Hoon Waade Se Tere Barsaat Ki Raat (1960) 03:13 39296
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Duration : 03:13   Song Number : 39296   

Mujhe Mil Gaya Bahana Barsaat Ki Raat (1960) 03:23 12849
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:23   Song Number : 12849   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Nigaah E Naaz Ke Maaron Ka Haal Barsaat Ki Raat (1960) 09:02 36122
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Shyama, Madhu Bala
Duration : 09:02   Song Number : 36122   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073