Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBarsaat%20Ki%20Ek%20Raat%20(1981)
HomeBarsaat%20Ki%20Ek%20Raat%20(1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne pyaar ke sapne sach huye aaaaaa haaaaaaa oooooo hooooooo apne pyaar ke sapne sach huye honton pe geeton ke phool khil gaye saari duniyaa chhod ke mann meet mil gaye apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan padh loon tore nainon ki patiyaan pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan bina dekhe tum dekho meri aankhon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan jhoomon naachon manao rangraliyaan kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan chalo sajna kahin chal ke saare logon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa teri doli ruke mere angnaa hoooo ooooo jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa mera ghungtaa tum kholo apne haathon se apne pyaar ke sapne sach huye
haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi chaaron dishaon mein ae ji lage laaj ke pehre the ho parvat se bhi unche unche the saagar se bhi gehre the hooo chaaron dishaon mein ae ji lage laaj ke pehre the ho parvat se bhi unche unche the saagar se bhi gehre the haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi main toot ke phool si gir padun naa kisi jholi mein ho wo le naa jaye bitha ke mujhe nainon ki doli mein hoo main toot ke phool si gir padun naa kisi jholi mein ho wo le naa jaye bitha ke mujhe nainon ki doli mein haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya haye wo pardesi hay wo pardesi sochun khadi rok paayi nahin main jise aane se ho jayega wo to use kaise rokungi main jane se hoo sochun khadi rok paayi nahin main jise aane se ho jayega wo to use kaise rokungi main jane se haye haye wo pardesi mann mein ho kaun disha se aa gaya
heyyyy kawua hans ki chaal chala langdaa kar thoda thoda kawua hans ki chaal chala langdaa kar thoda thoda ek gadhe ne koshish ki wo bhi ban jaaye ghoda dekho taal na toote humari chaal na toote o dekho taal na toote humari chaal na toote arre kaaliram ka khul gaya pol beech bajariyaa phat gaya dhol ho gaya uska dabba gol bol hari bol hari bol hari bol jiska kaam ussi ko saajhe aur kare to thenga baaje kaaliram ka khul gaya pol beech bajariyaa phat gaya dhol ho gaya uska dabba gol bol hari bol hari bol hari bol bandh thi mutthi khuli jo mutthi are ho gayi chhutti bina tickat ke muft mein humne dekha khel ye saara bina tickat ke muft mein humne dekha khel ye saara pee kar bhaang kisi chuhe ne haan bhaiya pee kar bhang kisi chuhe ne sher ko jaa lalkaara ye to wohi baat hui ji ye to wohi baat hui ji chhota munh aur bade bol kaaliram ka khul gaya pol beech bajariyaa phat gaya dhol ho gaya uska dabba gol bol hari bol hari bol hari bol jai jai gao shankh bajao sheesh
are o meri chulbuli are o meri manchali ye manchali ho manchali kaun si hai ye gali ye hey manchali ho manchali kaun si hai ye gali hoo ye wo gali hai yaha ek baar jo aaya laut na paaya tu yahan se bach ke nikal jaaye to kismat teri aa haai manchali ho manchali kaun si hai ye gali manchali ho manchali kaun si hai ye hoo ye wo gali hai yahan ek baar jo aaya laut na paaya tu yahan se bach ke nikal jaaye to kismat teri aa haai manchali ho manchali kaun si hai ye gali hoo raaz hai ye raaz bataane ka nahin hai aane ka hai rasta jaane ka nahin hai raaz hai ye raaz bataane ka nahin hai aane ka hai rasta jaane ka nahin hai are aisa lage ye hai koi bhool bhulaiya thaam le baiyaan main jo kahin kho gaya to tu bhi to kho jaayegi haan manchali ho manchali kaun si hai ye gali aa haan manchali ho manchali aa haan kaun si hai ye gali are aa gaya to aa gaya ab jaaun kahan main sar pe kafan baandh ke aaya hoon yahaan main aa gaya to aa gaya ab jaaun kahan main sar pe kafan baandh
nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani shiv ji ke mandir mein jage bhagwaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun bas mein na aaye re mann beimaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye khel hai jaadu ka saara jahaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Pyaar Ke Sapne Barsaat Ki Ek Raat (1981) 05:25 11578
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan
Duration : 05:25   Song Number : 11578   

Haye Wo Pardesi Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:37 38507
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:37   Song Number : 38507   

Kaaliram Ka Khul Gaya Pol Barsaat Ki Ek Raat (1981) 09:04 11579
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 09:04   Song Number : 11579   

Manchali Ho Manchali Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:33 11552
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:33   Song Number : 11552   

Nadiya Kinare Pe Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:55 11554
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:55   Song Number : 11554