Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBandish%20(1980)
HomeBandish%20(1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen yeh jalte honth aur yeh neend mein dubi huyi aankhen mujhe sone nahin deti tumhari adhkhuli aankhen zara thahro mujhe bhi neend aa jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi meri aaghosh mein aa kar naa lo madhosh angdayi kahin behka naa de mujhko yeh angdayi yeh tanhayi yeh tanhayi mohabbat mein badal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana ghadi bhar ko dil e nadaan sambhal jaaye to so jana abhi to raat baaki hai yeh dhal jaaye to so jana haseen ho tum tumhen kya ghum tumhen to neend pyari hai haseen ho tum tumhen kya ghum
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa main kaun hoon main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron mera naam le ke koi pukaaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon pyaasa mera mann pyaase mere naina pyaasa mera mann pyaase mere naina kya dhundhate hain saari saari raina kuchh to kaho jaago neend ke maaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron haan ye wahi hai phoolon ki galiyaan haan ye wahi hai phoolon ki galiyaan main rakh gayi thi yahaan kuchh kaliyaan unka hua kya bolo bahaaron main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron dekhen hain kisne jhonken hawaa ke dekhen hain kisne jhonken hawaa ke dekho naa mujhko haath laga ke door se meri zulfen sanwaaro main kaun hoon aye chaand taaron mera naam le ke koi pukaaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon main kaun hoon
mere hosh le lo deewana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do nazaaron ko dil ki kahaani suna kar bahaaron ka mausam suhaana bana do mere hosh le lo deewana bana do koi baat chhedo fasaana bana do ye jee chahtaa hai zara jee ke dekhen ye jee chahtaa hai zara jee ke dekhen muhabbat ka meetha zehar pee ke dekhen muhabbat ka meetha zehar pee ke dekhen bahaano ko chhodo bahaana bana do koi baat chhedo fasaana bana do mere hosh le lo deewana bana do na yun sharm se tum nighahen jhuka lo mujhe zindagi do mujhe maar daalo na yun sharm se tum nighahen jhuka lo mujhe zindagi do mujhe maar daalo mujhe iss nazar ka nishaana bana do mere hosh le lo deewana bana do jo tumne kaha hai jo humne kaha hai jo tumne kaha hai jo humne kaha hai zara socho thehro ye sab kuchh naya hai zara socho thehro ye sab kuchh naya hai naye pyaar ko tum puraana bana do koi baat chhedo fasaana bana do
mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo ho oo oo oo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo sambhle na aaj piya jaane kyun mera jiya gir gir main jaaun haay tumne kya jaadu kiya sambhle na aaj piya jaane kyun mera jiya gir gir main jaaun haay tumne kya jaadu kiya ho oo oo oo zara aa ke sambha lo saajan zara aa ke sambha lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo baanhon mein teri piya jhula main jhoolun tu mujhko bhule na main tujhko bhoolun baanhon mein teri piya jhula main jhoolun tu mujhko bhule na main tujhko bhoolun ho oo oo oo ye qasam aaj kha lo saajan ye qasam aaj kha lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo ho oo oo oo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo
rang bhare mausam se rang chura ke hmmmm mmmm mmmm mmmm rang bhare mausam se rang chura ke aa dekhun teri maang mein sindoor sajaa ke sindoor sajaa ke rang bhare mausam se rang chura ke aa dekhun teri maang mein sindoor sajaa ke sindoor sajaa ke rang bhare mausam se rang chura ke aa dekhun piya main teri tasveer bana ke tasveer bana ke rang bhare mausam seeeeee rang chura ke main betaab bada hoon main bechain badi hoon main betaab bada hoon main bechain badi hoon rasta dekh raha hoon main taiyaar khadi hoon jee kahin lagta nahinnnnn kuchh mere bas mein nahin le chal mujhe nainon ki doli mein bitha ke doli mein bitha ke rang bhare mausam se rang chura ke aa dekhun teri maang mein sindoor sajaa ke sindoor sajaa ke rang bhare mausam seeeeee rang chura ke aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa hooooo oooo ooooo ooooo sab kuchh soch liya kya jaan de di to diya ho sab kuchh soch liya kya jaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi To Raat Baaki Hai Bandish (1969) 05:16 37377
 
Poster of Bandish (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Akamal Hydrabadi
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sonia Sahni, Shailendra
Duration : 05:16   Song Number : 37377   

Main Kaun Hoon Bandish (1980) 06:46 18186
 
Poster of Bandish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 06:46   Song Number : 18186   

Mere Hosh Le Lo Bandish (1980) 05:42 18526
 
Poster of Bandish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Duration : 05:42   Song Number : 18526   

Mohe Apna Bana Lo Bandish (1955) 03:21 35891
 
Poster of Bandish (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira Bansal
Duration : 03:21   Song Number : 35891   

Rang Bhare Mausam Se Bandish (1980) 05:34 18527
 
Poster of Bandish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 05:34   Song Number : 18527