Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBandhe%20Hath%20(1973)
HomeBandhe%20Hath%20(1973)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin hoo pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin sar pe suhaag ki chunari leharti man mein saansein chham chham karti pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna poochh rahi hai maathe ki bindiya kaahe churaayi mori nindiya pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi
dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye kar koi jatan o bairi sajan de dawa koi aisi ke chain aa jaaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye eee eee eeeeee eeee eee eee eeeeee eeee hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm nahin vaid ka ye kaam dil pukaare tera naam aankhen karti hain salaam palken deti hai paiyaam ho ho ho ho tere bina sooni sooni haaye meri armaanon ki mehfil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye sun le pyaar ki fariyaad kar de aaj dil aabaaaaad ye zid chhod de saiyaad warnaa dekh rakhna yaad ho ho ho ho marr jaaungi main tera jeena kar doongi mushkil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye
dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega paas aake na tadpaaiyega paas aake na tadpaaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega hain kitni jawaan ye angdaiyaan aaa aaa aaaaaa ye khamoshiyaan ye behoshiyaan ye tanhaaiyaan aaj to aaaaa aaj to dil mein reh jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega idhar tum hanse udhar chaand ki nazar jhuk gayi aaa aaa aaaaaa zara tum chale jahaan thi hawa wahin ruk gayi soch ke aaaaa soch ke naaz farmaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega jahaan tum raho rahengi wahaan nigaahen meri aaaa aaaa aaaaa chale aao bhi hain kab se khuli ye baanhen meri aayiye aaaaa aayiye ab to aa jaaiyega paas aake na tadpaiyega paas aake na tadpaiyega dekhiye aaaaa dekhiye yun na sharmaaiyega
Laaya Hai Pyaar Kisi Ka Lag Ke Gale Se Phir Bhi, Machal Na Sakun Main Dekho Ye Mere Bandhe Haath Ye Mere Bandhe Haath
zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu are zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuu zuuu hey dil agar jawaan hai to hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe jispe husn meherbaan hai ruuuuuuu ru ruuuuuuuu dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai ha ha ha ha ha ha ha ha ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jeena hai to duniya mein pa pa pa pa jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee are jeena hai to duniyan mein apna rang jama ke jee masti ka ye paimaana sabse takra ke pee pyaar ke nashe mein jhoom isme teri shaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai dil agar jawaan hai to aadmi jawaan hai are zindagi hai uski jispe husn mehrbaan hai husn mehrbaan hai pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa pa bina piye hi
ajaku chu chu chu chu chu cha ajaku chu chu chu chu cha ajaku chu tu pu tu tu pu tuu ajaku chu chu chu chu chu chu cha depang depang kuku papa ku ku papa ku kuku papa kurr papa kurr papa kurr papa pa pa pa pa aaaa papa kurr aaaaaaaaaaa aaaa papa kurr papa kurr haa haa jata papa kulpishey pishekul papa jata jata papa kulpishey pishekul papa jata oo oo oo ooo hey dil to lai gava ab ka hoga hoo dhoka dai gava ab ka hoga re torrobo ha ha korrobo ha ha ha dil to lai gava ab ka hoga hoga heyy dhoka dai gava ab ka hoga re re hooo mar jana re hoooo mora jiyara na gaana re bholi surat ke ik beimaan se moko bhi pyaar hoyo re hey ae ae bholi surat ke ik beimaan se moko bhi pyaar hoyo re haha paapi aisa dhokebaaz sakhi mohe milke maar gayo re hey hey hey dil to dai gava ab ka hoga ha ha ha dhoka dai gava ab ka hoga re darr boo oo darr boo ooo aansu liye aansu liye bade bade giri jaun khade khade pago pe na aise padi raa jaise jaise yaad badhe waise waise dard badhe waise waise
haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya pyaar kiya kaliyon ke mehkte angon se pyaar kiya maine gul ke gulaabi gaalon se aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar kiya nargis si naseeli aankhon se pyaar kiya badali ki rangeeli zulfon se khuli chandani mein aa haa haa khuli chandani mein maine abhisaar kiya haan maine bhi haan maine bhi pyaar kiya pyaar se kab pyaar se kab inkaar kiya bheegi bheegi raaten meethi meethi baaten aur maine dil ko neesaar kiya haan maine bhi pyaar kiya thaam liya seene pe uchhalti lehron ko jhoom utha baahon mein pakad tufaanon ko aa haa haa aa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa choom liya bijali ke machalte hoonthon ko loot liya maine mast ubharti bahaaron ko raat
itna na sata ke koi jaane o deewaane itna na sata ke koi jaane o deewaane aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil pe teer chhod ke yu door se na muskura door se na muskura aa meri tanhaaiyon ka raazdaar ban bhi ja raazdaar ban bhi ja abhi hai din bahaar ke to kyun na hum bhi pyaar ke bana lein aashiyaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane tu paas bhi hai door bhi ye khwaab ya khayaal hai khwaab ya khayaal hai chain hai na bekali ajeeb dil ka haal hai ajeeb dil ka haal hai tu ek pal juda rahe to mera pyaar ye kahe guzar gaye zamaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil to dil zubaan bhi bas ek tera naam le ek tera naam le kadam hain dagmagaa rahe ab aake mujhko thaam le aake mujhko thaam le machal rahi hai aarzu hai dil ko teri justju tu aa kisi bahaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan kahan o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan aaaa nainon mein meri ghata ghanghor saanson mein uthe pavan ka shor aane wala hai re koi toofaan o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan kahan o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan kahan kahan kahan pyaar o maajhi tera jhhuta hai meet banke tune luta hai bhari duniya mein akeli hoon jaan ghaayal dil tuta hai sujhe nahin aar paar laya kahan tera pyaar o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan aaaa nainon mein meri saanson mein uthe ho aane wala hai re koi toofaan o maajhi o o maajhi o maajhi re jaye kahan tu mera hai maine socha tha yahi sapna tha nigahon mein tu khiwaiya hoga re jeevan ka paar utarungi teri baahon mein ek tu hi tha mera aur tu bhi chal diya o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi o maajhi re jaye kahan aaaa nainon mein meri
main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de main apne aap se ghabraa gaya hoon ghabraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de kahaan se ye fareb e aarzoo mujhko kahaan laaya jise main poojta tha aaj tak nikla wo ik saaya khata dil ki hai main sharmaa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de bade hi shauk se ik khwaab mein khoya hua tha main ajab masti bhari ik neend mein soya huya tha main khuli jab aankh to tharraa gaya hoon tharraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de deewana kar de deewana kar de
hoo oo ooo ooo ooo oo ooo ooo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aaine mein zulfein aaj sawaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfon ke saaye me aaj ki raat guzaaroo pukaro mujhe phir pukaro gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin kaliyon mein aisa rang aisa roop nahin jaao mere yaar sa phool koi le ke aao baharoo pukaro mujhe phir pukaro chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin kuchh soche kuchh dekhen humko fursat nahin jaao kahin jaa ke chhup jaao aaj ki raat sitaroo pukaro apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum aasmaano se bhi aage nikal jaayenge hum saath humaare tum chalna ae rangeen nazaaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro
raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua are raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahin teri kya adaayein hain mast nigaahein hain tu hai kitni haseen kal jo bhi mili tere aage sanam teri kasam kuchh nahin teri kya adaayein hain mast nigaahein hain tu hai kitni haseen hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua raste mein kal ek ladki mili door talak mere saath chali aankhon hi aankhon mein baatein huyin puchho na phir kya hua hua hua kuchh hua hua hua hua kuchh hua hua tera jawaab toh milega hi nahin jahaan mein ae jaane jaan pehlu mein aa zara itna bata zara abhi tak tu thi kahaan are tera jawaab toh milega hi nahin jahaan mein ae jaane jaan pehlu mein aa zara itna bata zara abhi tak tu thi kahaan hua hua kuchh hua
la la la la la la laa la la la la la la la laa la la la la la laa la la laaaa la la la la la la laa la la la la la la la laa la la la la la la la laa la la laaaa tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja paas aaja doori se jee ghabraata hai tera milan to aafat mujhpe dhata hai ho kaisa kaisa chehre pe rang aata jaata hai ho ho paas aaja doori se jee ghabraata hai tera milan to aafat mujhpe dhata hai ho kaisa kaisa chehre pe rang aata jaata hai phir aaja mere paas bhanwra sa jhoom le phir chhoo ke mera tan phoolon ko choom le ru ru ru ru ru ru ru ru la lala la la lala laa la lala la lala la laa la la la la la la la laa la la laaaa tune chheen liya dil ka chain piya are mar gayi main to aaja jaanejaan gale lag ja tune chheen liya meri pyaasi pyaasi aankhon mein chhup ja khuli khuli baahon tak aake na ruk ja ho armaanon ki jwaala pe baadal ban ke
ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe mujhe mujhe haai mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mere sanam ki aane ki ada dekhna ki pichhe phire jahaan uske liye chadhta hua usi ka nasha ye aankhon mein hai mera husn hai jawaan uske liye duniya kitni rangeeli hai jaise maine kuchh peeli hai duniya kitni rangeeli hai jaise maine kuchh peeli hai giri main giri thaamna oo zamaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane mujhe haai mujhe mujhe loot kar meri duniyaa basaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane ye kaun aaj aaya mera dil churaane aa mere dil ke mehmaan aa machalta hai mere nas nas mein beqaraar haai tera pyaar saanson mein dekh armaan koi machaata hai ek halchal si baar baar haai tera pyaar tu kya aaya meri mehfil mein ek shola sa bhadka dil mein tu kya aaya meri mehfil mein
hari hari vasundhara neela neela yeh gagan neela neela yeh gagan hari hari vasundhara pe neela neela yeh gagan ke jispe baadlon ki paalki udaa rahaa pawan dishaayen dekho rang bhari dishaayen dekho rang bhari chamak rahi umang bhari yeh kisne phool phool pe yeh kisne phool phool pe kiya singaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai tapasviyon si hain atal yeh parvaton ki chotiyaan yeh sarp si ghumerdaar gherdaar ghaatiyaan dhwajaa se yeh khade huye dhwajaa se yeh khade huye hain virksh devdaar ke galiche yeh gulaab ke bagiche yeh bahaar ke yeh kis kavi ki kalpna yeh kis kavi ki kalpna ka chamatkaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai kudrat ki iss pavitrata ko tum nihaar lo isske guno ko apne mann mein tum utaar lo chamka lo aaj laalima chamka lo aaj laalima apne lalaat ki kan kan se jhankti tumhen chhavi viraat ki apni to aankh ek hai apni to aankh ek hai uski hazaar hai yeh kaun chitrakaar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ankhiyan Tarsan Laagi Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 05:15 14440
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:15   Song Number : 14440   

Dard E Dil Buniyad (1972) 03:29 12948
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 03:29   Song Number : 12948   

Dekhiye Yun Na Sharmaiyega Bindiya (1960) 03:29 10449
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh, Usha Khanna
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Padmini
Duration : 03:29   Song Number : 10449   

Dekho Ye Mere Bandhe Bandhe Hath (1973) 04:29 12820
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:29   Song Number : 12820   

Dil Agar Jawaan Hai Bond 303 (1985) 04:20 40043
 
Poster of Bond 303 (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi
Duration : 04:20   Song Number : 40043   

Dil To Lai Gava Bandhe Hath (1973) 08:57 32474
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mumtaj, Amitabh Bachchan, Others
Duration : 08:57   Song Number : 32474   

Haan Maine Bhi Pyar Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:17 12933
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:17   Song Number : 12933   

Itna Na Sata Ke Koi Jaane O Deewaane Bindiya (1960) 03:18 39628
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 39628   

Maajhi Re Bandhe Hath (1973) 06:00 36326
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Hema Malini
Duration : 06:00   Song Number : 36326   

Main Apne Aap Se Ghabraa Gaya Hoon Bindiya (1960) 03:49 15148
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:49   Song Number : 15148   

Pukaro Mujhe Phir Pukaro Buniyad (1972) 04:27 12291
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Farida Jalal
Duration : 04:27   Song Number : 12291   

Raste Mein Kal Bond 303 (1985) 04:00 40042
 
Poster of Bond 303 (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:00   Song Number : 40042   

Tune Chheen Liya Dil Ka Chain Bandhe Hath (1973) 04:58 11856
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz, Amitabh Bachchan
Duration : 04:58   Song Number : 11856   

Ye Kaun Aaj Aaya Bandhe Hath (1973) 05:03 32959
 
Poster of Bandhe Hath (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:03   Song Number : 32959   

Yeh Kaun Chitrakaar Hai Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:14 12932
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:14   Song Number : 12932