Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBadaltey%20Rishtey%20(1978)
HomeBadaltey%20Rishtey%20(1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gumsum si khoyi khoyi jaise ho rut koi arre gumsum si khoyi khoyi jaise ho rut koi bolo kya soch rahi ho are kya soch rahi ho gumsum si khoyi khoyi jaise ho rut koi samjh gaya samajh gaya main soch rahi ho bina pankh ude baadal kaise nahin to phir hmmm samajh gaya main soch rahi ho baraf kahaan se barse aise nahin nahin to phir jaan ke mat anjaan bano tum meri uljhan kya samjho har pal darta hai mera man socha karta hai mera man meri kismat mein hai ya nahin banna kabhi tumhari dulhan socha bhi to ye kya socha mujh par nahin hai bharosa kya socha bhi to ye kya socha mujh par nahin hai bharosa kya us aasman se puchho ye dharti degi gawaahi jeevan ke safar mein hum tum hain ek manzil ke raahi daro to karo mat pyaar karo to daro mat yaar socho mat muskurao mere sath aao gao ek baar are gao na daro to karo mat pyaar karo to daro mat yaar daro to karo mat pyaar karo to daro mat yaar are ab kya soch rahi ho gumsum si khoyi khoyi jaise ho rut koi bolo kya soch rahi ho are
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na
naa jaane kaise pal mein badal jaate hain naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey kyaa jaane kaise rangon mein dhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil mein kaante chubhaate hain ye jaane kahaan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin magar haar kar kyon dukhon se koi zehar ghol de zindagi mein kahin sab khel hai taqdeer kaa taqdeer se hi badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey rishtey kabhi toote kahaan jo
wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe hona tha jo hua jo hua kya bura hua hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe ik phool tootne se to ujda nahin chaman ik phool tootne se to ujda nahin chaman ujda nahin chaman gulshan mein aur bhi hain haseen phool beshumaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe nakamyab ishq se hi zindagi nahin nakamyab ishq se hi zindagi nahin zindagi nahin hai zindagi to aur milenge hazaar yaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gumsum Si Khoyi Khoyi Badalte Rishtey (1978) 06:28 37941
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 06:28   Song Number : 37941   

Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 06:09 12793
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 12793   

Naa Jaane Kaise Pal Mein Badal Jaate Hain Badalte Rishtey (1978) 05:31 21001
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 21001   

Wo Wo Na Rahe Badalte Rishtey (1978) 04:33 32721
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 32721