Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBachpan%20(1963)
HomeBachpan%20(1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re aao meri aankh ke taaron kahaan gaye o mere pyaaro ho ho ho ho ho ho ho ho aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re shor kyun machaati hai yeh barkhaa deewani shor kyun machaati hai yeh barkhaa deewani barsaa ghataaon se laakhon man paani meri tarah tum kabhi roye ho o saawan ke nazaaron aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re bhari hai kaliyon se har baagh ki daali bhari hai kaliyon se har baagh ki daali meri to jholi mein do phool the khaali chheen liye wo bhi kaahe tumne o bayimaan bahaaron aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re aaya re khilone waala khel khilone leke aaya re aaya re dekho maine gudde ki shaadi hai rachaayi dekho maine gudde ki shaadi hai rachaayi meri pyaari gudiyaa ki baaraat
deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana wohi hai dil wohi hain hum magar nazar mein naya hai fasaana deewane tum deewane hum naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi zara sa chhed bhi do aaj koi baat nayi nayi mehfil nayi halchal hai kahaan hum jaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale phir bhi pyaas ka hai daur zara aur chale jale shamma uthe shole jale kyu parwaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nashe mein jhoome to lo hansti huyi raat kahe koi kitna humen roke rukenge mastaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum
aa aa aaa aa aa aaa aa har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani jo paana hai wo khona hai is pal hasna kal rona hai har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani ek nirdhan ki ek bitiya thi unki chhoti si duniya thi din beet chale beeta bachpan us gudiya pe aaya yovan yovan ki masti ne usko raah bhula di pag fisal gaya wo cheekh padi unchchai se khaayi mein giri murjha gayi wo phoolon ki raani par ye sachchai sabne na jaani ek shahzada aa pahuncha wahan tab jaa ke bachi ladki ki jaan usse baahon mein le pyaar diya singaar diyaa ghar dwaar diya sapnon kiii bagiyaa mein pyaara phool khila tha phir pal bhar mein badli chhayi barkha bijuri aandhi laayi pal pal duwaayi maange deewani par ye sachchai sabne na jaani jag ke maalik meri hai khata mere apne kyun paayen saza mere raam se main kahun kaise bata jootha hoon ber main shabri ka mujhko tuuu ab koi aisi raah dikha de meri
mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta magar mein kya karun bole bina bhi reh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mere khaabon ki sehzaadi jahaan tum muskuraati ho bahaaren kya khizaaon mein hazaron gul khilaati ho tumhen jisne bhi dekha hai zudai seh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta zamaana laakh baadal ban ke chhaa jaaye nighahon par muhabbat kaa ujaala failtaa jaayega raahon par muhabbat chaand aisa hai kabhi jo keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta
ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu raagavu onde bhaavavu onde jeeva ondaayithu baalu haguraayithu ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu ekaangiyaagiralu kai hidide jotheyaade taayanthe bali bande aadarisi preetiside baalali sukha needide nannee badukige shruthiyaade nannee maneya belakaade ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu endu jotheyali baruve ninna neralalina haage iruve koragadiru marugadiru haayaagi neeniru endu jotheyali baruve ninna usirali usiraagiruve novugalu nanagirali ananda ninadaagali naguvina hoogala mele nadeyuva bhagya ninagirala noduva bhagya nanagirali ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu raagavu onde bhaavavu onde jeeva ondaayithu baalu haguraayithu ninna nanna manavu seritu nanna ninna hrudaya haaditu
Ninna Snehake
parda uthne waala hai tamaasha hone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai parda uthne waala hai tamaasha hone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai oo mantar chalne waala hai oo jaadu hone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai parda uthne waala hai tamaasha hone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai kaale baadal jaise udte hain barsaat mein kaale baadal jaise udte hain barsaat mein tu bhi ud ja panchhi pinjra leke saath mein tu bhi ud jaa panchhi pinjra leke saath mein kismat jaagne waali hai kismat jaagne waali hai kismat jaagne waali hai shikaari sone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai parda uthne waala hai tamaasha hone waala hai koi hansne waala hai koi rone waala hai hum laaye hain sandesa tere naam ye hum laaye hain sandesa tere naam ye tere sar pe to hai jhoota ilzaam ye tere sar pe to hai jhoota ilzaam ye tere daaman ke dhabbe tere daaman ke dhabbe tere daaman ke dhabbe nasiba dhoone waala hai
tere hum o sanam tu jahaan main wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam aapki baat ka kaise aaye yakin kaise nazren uthen itni himmat nahin pyaar mein ek hai kya zamin kya gagan hona kya hai yahaan main na janun sajan kya kahega jahaan soch le meharbaan tere hum o sanam tu jahaan main wahaan kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyaar ki raah mein dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chaand bhi mera ban jayega pyaar mein fark kya tu jahaan dil wahaan sooraj tu zarra main tu kahaan main kahaan tere hum o sanam
tere jaisa koi khoobsurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin sooraj chaand taare gagan ke jaise roshni dene chamke yun hi teri bindiya ke dam se meri duniya din raat damke tere hansne se achchha muhurat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin main bhi aaj yeh maanta hoon kal tak jo yeh duniya thi kehti jag mein har safal aadmi ke peechhe ek aurat hai rehti munh chhupane ki koi zaroorat nahin tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin kitna mujhe tujhpe yakeen hai humdam tujhe kehna hai mushkil itna tujhe kehta hoon bas main tujh bin zinda rehna hai mushkil nainon mein bin tere koi moorat nahin ho tere jaisa koi khoobsurat nahin mere jaisa koi khush kismat nahin yeh mera chhota sa jahaan aisa swarg hai kahaan mera chhota
gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno gaon galiyon phoolon kaliyon gaur se suno yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo are mast bahaaro shokh nazaaro gaate panchhiyo yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo haan yeh hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo aa aaaa aaaa aa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa na geet na prem ki raagini hoon phir bhi main tumhaari sajan sangini hoon paaras ho tum devta mere man ke tumne chhua to main kanchan bani hoon o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo o ghar aangan jagmag darpan mere saathiyo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye mere wo hain tum inse milo haan ye hai meri dulhan tum inse milo yeh hai meri dulhan tum inse milo zameen pe mera khaab tumne utaara hua roop lo ek mera tumhaara ise dekh kar aise lagta hai jaise mujhe khoya bachpan mila phir dobaara billi bandar sher bhaalu cheete haathiyo are
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaya Re Khilone waala Bachpan (1970) 04:44 18217
 
Poster of Bachpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 18217   

Deewane Tum Deewane Hum Bezubaan (1962) 03:30 19185
 
Poster of Bezubaan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Helen
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 19185   

Har Ek Jeevan Bezubaan (1982) 06:13 36007
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 06:13   Song Number : 36007   

Mujhe Tumse Muhabbat Bachpan (1963) 03:01 31075
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Salim, Menka Irani
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 31075   

Ninna Nanna Manavu Bhagyavantharu (1977) 04:37 15460
 
Poster of Bhagyavantharu (1977)
 
Category
Kannada
Year- 
1977
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Rajan Nagendra
Singer- 
Dr Rajkumar
On Screen Actors- 
Saroja Devi, Dr Rajkumar
Duration : 04:37   Song Number : 15460   

Ninna Snehake Bhagyavantharu (1977) 05:54 21514
 
Poster of Bhagyavantharu (1977)
 
Category
Kannada
Year- 
1977
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Rajan Nagendra
Singer- 
Rajkumar, P Susheela
On Screen Actors- 
Rajkumar, B Saroja Devi
Duration : 05:54   Song Number : 21514   

Parda Uthnewala Hai Bachpan (1970) 05:35 13989
 
Poster of Bachpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:35   Song Number : 13989   

Tere Hum O Sanam Bachpan (1963) 05:30 38107
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 05:30   Song Number : 38107   

Tere Jaisa Koi Khoobsurat Nahin Bezubaan (1982) 04:51 36729
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Reena Roy
Duration : 04:51   Song Number : 36729   

Yeh Hai Meri Dulhan Tum Inse Milo Bezubaan (1982) 05:14 39856
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy
Duration : 05:14   Song Number : 39856