Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAzhagiya%20Tamizh%20Magan%20(2007)
HomeAzhagiya%20Tamizh%20Magan%20(2007)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nahin dekha kabhi pehle kabhi pehle nahin dekha ye phool hain kin gulzaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka nahin dekha kabhi pehle kabhi pehle nahin dekha ye phool hain kin gulzaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka mujhe jo pasand ho main chhodta nahin par daro mat phoolon ko main todta nahin mujhe jo pasand ho main chhodta nahin par daro mat phoolon ko main todta nahin mujhko khabar hai ke tumse naazuk kaliyaan chhune se sharmaa jaati hai ye hai aadat meri bina matlab ke ye nazren kisi chehre pe yun hi ruk jaati hain yun hi ruk jaati hain nahin dil mein kuchh mere mujhe shauk hai sirf nazarron ka main aashiq hoooon bahaaron ka main aashiq hoooon bahaaron ka tumse haseenon ki ho khaak kadar hum log rang roop ko naa dekhen agar tumse haseenon ki ho khaak kadar hum log rang roop ko naa dekhen agar jiss ki taraf koi dekhta nahin poochho uss se kitni taklif hoti hai jal
ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe main bahot der tak yunhi chalta raha main bahot der tak yunhi chalta raha tum bahot der tak yaad aate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zindagi bhi humen aazmati rahi zindagi bhi humen aazmati rahi aur hum bhi use aazmate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula hum bhi doya kisi saaz ke taar hain hum bhi doya kisi saaz ke taar hain chot khaate rahe gungunaate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai behtar hoga ghol de saaqi zehar mere paimaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai choom liya tha humne unka haath kabhi anjaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi tum to yaar bahut maahir the aisi naav chalaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab
dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein soye nagmen jaag uthe honthon ki shehnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye kitne saaye dol pade suni si angnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to tann pe ujaala phail gaya pehli hi angdaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon bol jo doobe se hain kahin iss dil ki gehraayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya
ella pugazhum oruvan oruvanuke nee nathi poleh odi kondiru endha vervaikum vetrigal vaer vaikume unnai ullathil oor vaikume ella pugazhum oruvan oruvanuke nee nathi poleh odi kondiru endha vervaikum vetrigal vaer vaikume unnai ullathil oor vaikume oh oh hey thozha munnal vaada unnal mudiyum thala thalapathy thalapathy nee thaan nee thaan anbin thalaivah vetri namakay azhagiya thamizh magan nee thaane ella pugazhum oruvan oruvanuke nee nathi poleh odi kondiru endha vervaikum vetrigal vaer vaikume unnai ullathil oor vaikume naalai naalai naalai endru indrai ilakathey nee indrai ilakathey nee indrai ilakathey indrai vithaithal naalai mulaikum athai nee marakathey nee athai nee marakathey nee athai nee marakathey netru nadantha kaayathai enni nyayathai vidalama nyayam kayam avane arivan avanidam athai nee vittuchell hey thozha munnal vaada unnal mudiyum thala thalapathy thalapathy nee than nee than anbin thalaivah vetri namakay azhagiya thamizh magan nee thaane hey eya
en kalyana vaibogam unnoduthaan en kalyana vaibogam unnoduthaan nalla naalil kannan mani tholil pumalai nan suduven amalai nan paduven en kalyana vaibogam unnoduthaan vaibogam unnodu than mazhaikkala megam thiraiginra neram mazhaikkala megam thiraiginra neram malaichcharale thaalaatta niraatta malarkuttam ethirparkkum ila venir kalam puvaiyum oru puvinam athai nan sollavo en kalyana vaibogam unnoduthaan vaibogam unnodu than uranggamal nenjcham uruvakkum ragam uranggamal nenjcham uruvakkum ragam unakkallavo ketpayo mattaayo sugam konda siru vinai viral kondu mittu malaiyum athikalaiyum nalla sangitham than en kalyana vaibogam unnoduthaan nalla naalil kannan mani tholil pumalai nan suduven amalai nan paduven en kalyana vaibogam unnoduthaan vaibogam unnodu than vaibogam unnodu than vaibogam unnodu than
gola gola gola gola rangola gola gola gola gola gola gola gola rangola gola gola gola hey gola gola rangola gundellona raagala godaredo ponge vela gola gola gola gola rangola gola gola gola hey gola gola rangola gundellona raagala godaredo ponge vela o puvvula baala gola gola rangola mela thala meghala vela yedo vocche vela velave vela virahaala thera dinchala leela nava leela yuva leela jaripinchala dhim thanakta dhimta sariya cherukove cheliya sakhiya dhim thanakta dhimta sariya cherukunte chaliya giliya dhim thanakta dhimta sariya choodamanta vidhiya thadiya dhim thanakta dhimta sariya veyyamanta thalupula gadiya hey gola gola rangola gundellona raagala godaredo ponge vela o puvvula baala gola gola rangola mela thala meghala vela yedo vocche vela rangola rangola rangola rangola ho rangola rangola rangola gola kanabaduthunna o kshanamuna sthira baduthunna nee sarasana choodali sundara vadana bhayapaduthunna o kshanamuna bhala paduthunna nee manasuna cheyyali
hoooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hoo hooo hoo hoo i am in love you are in love he is in love she is in love i am in love you are in love he is in love she is in love koi hai aashique koi mehboob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love koi hai aashique koi mehboob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love kahin pe romeo juliet kahin raanjha kahin heer kahin shirin farhad ye naam sab ko hain yaad kahin pe romeo juliet kahin raanjha kahin heer kahin shirin farhad ye naam sab ko hain yaad ye naam sab ko hain yaad sab ko hain yaad sab ki kahaani dil se mansoob hai ye duniyaa khoob hai ye duniyaa khoob hai i am in love you are in love he is in love she is in love duniyaa se kya lena hai duniyaa ko chhodo yaaro duniyaa se kya lena hai duniyaa ko chhodo yaaro zulfon ki baaten karo honthon ke kisse chhedo zulfon ki baaten karo
ishq ke aage daulat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage pehle hansna baad mein rona pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage naam hamaara tere labon par naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage tumse tumko chheen len ek din tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage
aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan chham chham apni dagar chaloongi chham chham apni dagar chaloongi koi bhi roke main na rukungi main saagar ki chanchal nadiyaa bandh ke rahi naa bandh ke rahoongi jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan apni umangon mein lehraaun apni umangon mein lehraaun geet kisi ke gaati jaaun dharti ko baahon mein bhar loon jhoom ke ambar pe chhaa jaaun jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan raah mein kho kar main apne ko raah mein kho kar main apne ko khoj rahi hoon uss sapne ko taras gaye hain nain humaare jisko palkon mein rakhne ko jhanan jhanjhanaa
kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liyeeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liye hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye hmmm
saans ka bojh rakh ke kaandho par zindagi ne humein ye di saugaat zakhm ke phool khwaab ke jungle ashq ke deep intezaar ki raat aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa koi deewar se lag ke baitha raha koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar aaj ki raat bhi chaand aaya nahin aaj ki raat bhi chaand aaya nahin raah takti rahi khidkiyan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se ghum jalaata kise koi basti na thi ghum jalaata kise koi basti na thi mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere ehsaas ki bijliyaan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se daayre shokh rangon ke bante rahe daayre shokh rangon ke bante rahe yaad aati rahi woh kalaai humein yaad aati rahi woh kalaai humein dil ke sunsaan aangan mein bajti rahi dil ke sunsaan aangan
hooooo hooo hooo hooo hooooo hooo hooo hooo hooooo kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai jaani haaye jaani zindagi bhar tumse dil lagaane ko dil karta hai kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai rab ne mujhe jis roop mein banaaya roop wo dikhaane ko dil karta hai rab ne mujhe jis roop mein banaaya roop wo dikhaane ko dil karta hai khoon ke har katre mein chhupi jo aag wo bhujhaane ko dil karta hai badan ki had se guzar kar dil mein utar jaane ko dil karta hai hooooo kuchh khone ko dil karta hai kuchh paane ko dil karta hai ye pyaar aag hi sahi jal jaane ko dil karta hai jaani haaye jaani jaani pyaar agan hai mom ka tan hai dekh ke tumko pighlen na kaise pyaar agan hai mom ka tan hai dekh ke tumko pighlen na kaise armaan dil mein jaag rahe hai saagar mein koi toofan jaise
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat
maduraikku pogaathadi anga malli poo kanna vekkum thanjaavur pogaathadi thala aataama bhomma nikkum thoothukudi pona sila kappal kara thattum kodaikaanal pona anga megam unna suthum maduraikku pogaathadi anga malli poo kanna vekkum ho oo oo oo oo maruthaani thotathukke ada maruthaani yaaru vecha ho thera thera iva vaara vaara oo ho ho ho kaatu kuyilum kattika thaan thamizh naatu puyalum vanthuruche hoy jora jora varum veera veera naan akaraiyil irunthaalum ikkaraiyil irunthaalum sakaraiyaa irupane aasaiyaale maduraikku pogaathadi anga malli poo kanna vekkum oo oo oo oo ketti melam naathaswaram ada sernthu ketkum neram sugam dum dum dum dum du du du du du dum dum dum dum ho manjal kunguma thaaliyin sirappu pengalukellaam inoru porappu dum dum dum dum dum dum dum dudum dudum dum dum dum dum woh oho oho oho chandiranil oru paathi indiranil oru paathi sundarane en jodi aanathenna maduraikku pogaathadi anga malli poo kanna vekkum maduraikku pogamaaten en malli poo un
main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa sadiyon se jag mein aata rahaa main naye rang jeevan mein laata rahaa main har ek desh mein nis naye bhesh mein main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa kabhi maine hans ke deepak jalaaye kabhi ban ke baadal aansoo bahaaye mera raasta pyaar ka raasta main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa main aashiq hoon bahaaron kaa chalaa gar safar ko koi besahaara to main ho liya sang liye ek taara gaata huaa dukh bhulaata huaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane
Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin
heyyyy mashriq se jo aaye magrib mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye are poorab se jo nikle pashchim mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye hosh mein wo sun sakte to unsen itna kehna tha sharm wafaa har aurat ka ek parda tha ek gehna tha desh inhone chhod diya lekin ghar mein to rehna tha haaan are ghar se jo nikle wo galiyon mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye inn ko kuchh bhi yaad nahin ye har reet bhula baithe apni jaan ke ye dushman apne meet bhula baithe shyam ki bansi raadha ke saare geet bhula baithe are ye ganga ke maajhi madira mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye maana aur watan hai ye apna hindustaan nahin iss mein aise log bhi hain jinki kuchh pehchaan nahin jinki kuchh tehzeeb nahin jinki koi zubaan nahin are
mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi hai yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa kyun ghiri ghata tu hi bata kyun hansi fizaa tu hi bata phool kyun khila tu hi bataaaaaaaaa kiss raah pe chalna hai kiss gaah pe rukna hai kiss kaam ko karna hai batlaab ke main kaun hoon mehtaab tera chehraa zindgi ko tu geet bana dil ke saaz pe jhoom ke gaa iss jahaan ko tu pyaar sikhaaaaaaaaaa mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
sher ke phool kitaabon se nahin zulf ki chhaon se hum chunte hain log honthon se suna karte hain hum nighahon se gazal sunte hain mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho oo oo rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aashiq Hoon Bahaaron Ka Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:42 18145
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:42   Song Number : 18145   

Ajnabee Shehar Mein Ajnabee Raaste Ashok Khosla 04:52 16017
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 04:52   Song Number : 16017   

Band Thi Masjid Ki Sab Ashok Khosla 05:16 17621
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:16   Song Number : 17621   

Dil Ka Diya Jala ke Gaya Aakash Deep (1965) 03:37 12627
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 12627   

Ellaappugazhum Azhagiya Tamizh Magan (2007) 05:27 10042
 
Poster of Azhagiya Tamizh Magan (2007)
 
Category
Tamil
Year- 
2007
Lyricist
Vaali
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vijay
Duration : 05:27   Song Number : 10042   

En Kalyana Azhage Unnai Aarathikkirean (1979) 03:53 11517
 
Poster of Azhage Unnai Aarathikkirean (1979)
 
Category
Tamil
Year- 
1979
Lyricist
Vaali
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Latha, Jaiganesh
Duration : 03:53   Song Number : 11517   

Gola Gola Ashok (2006) 05:08 10289
 
Poster of Ashok (2006)
 
Category
Telugu
Year- 
2006
Lyricist
Chandrabose
Music Director- 
Mani Sharma
Singer- 
Ravi Varma, Sujatha
On Screen Actors- 
Junior Ntr, Sameera Reddy
Duration : 05:08   Song Number : 10289   

I Am In Love Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 07:13 18340
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 07:13   Song Number : 18340   

Ishq Ke Aage Ashok Khosla 05:56 38993
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Sudarshan Faakir
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:56   Song Number : 38993   

Jhanan Jhan Jhana Ke Apni Paayal Aashiq (1962) 04:50 13465
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 04:50   Song Number : 13465   

Kitne Raanjhe Tujhe Dekh Ke Ahsaas (1979) 04:34 18493
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Simple Kapadia
Duration : 04:34   Song Number : 18493   

Koi Deewar Se Ashok Khosla 06:37 18386
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:37   Song Number : 18386   

Kuchh Khone Ko Dil Ahsaas (1979) 05:48 18197
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rakesh Bedi, Kiran Vairale
Duration : 05:48   Song Number : 18197   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Maduraikku Pogathadee Azhagiya Tamizh Magan (2007) 05:24 10043
 
Poster of Azhagiya Tamizh Magan (2007)
 
Category
Tamil
Year- 
2007
Lyricist
P Vijay
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vijay, Shriya
Duration : 05:24   Song Number : 10043   

Main Aashiq Hoon Aashiq (1962) 04:48 20848
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:48   Song Number : 20848   

Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin Ashok Khosla 06:13 17512
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:13   Song Number : 17512   

Mashriq Se Jo Aaye Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:13 18341
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:13   Song Number : 18341   

Mehtaab Tera Chehraa Aashiq (1962) 03:32 11898
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 11898   

Mile Kisi Se Nazar To Ashok Khosla 07:09 38232
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:09   Song Number : 38232