Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAzaad%20(1955)
HomeAzaad%20(1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re ho duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re bada majboor kiya haaye tere pyaar ne maar diya maar diya haaye tere pyaar ne bada majboor kiya haaye tere pyaar ne maar diya maar diya haaye tere pyaar ne ab pachhtaaye dil haaye kit jaaye dil ab pachhtaaye dil haaye kit jaaye dil kaahe ko ye aag lagayi re lagaayi re lagaayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re ho duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanti bhool ke bhi baat kabhi dil ki naa maanti tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanti bhool ke bhi baat kabhi dil ki naa maanti dil beimaan hua dekho ji paraaya hua dil beimaan hua dekho ji paraaya hua roye roye jaan ganwaayi re ganwaayi re ganwaayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi
tujhse mann nahin hai bharta tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de tujhse mann nahin hai bharta ab tu hi hai karta dharta tujhse mann nahin hai bharta ab tu hi hai karta dharta aur tu paani tak peene na de peene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tripy hain aankhein teri ghunghraale baal hain chalta jaise sab uske baapu ka maal hai chalta jaise sab uske baapu ka maal hai aur jab kamar pakad ke kheenche haaye daiya pairon ke neeche aur jab kamar pakad ke kheenche haaye daiya pairon ke neeche mere rehne tu zameen na de zameen na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe jeene na de jeene na de tera buzz mujhe okay okay okay hai maana tu hai sick jahaan se hona chaahiye wahin
chaand raaton ko nikle na nikle chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la la la laa lala la laa ek hansi iski hai saari duniya meri ek muskaan sau saal ki zindagi mujhko duniya mein ab aur kya chahiye mil gayi hai zamaane ki saari khushi maine barson jo dekha tha sapna aaj kismat se poora hua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la la lala lala laa lala la la har ghadi har samay muskuraata hua phool sa bachpana meri baahon mein ho laal mera bada hoke jaaye jahaan kaamyaabi sada iski raahon mein ho door har dam rahe ghum ke saaye ye hamesha hi meri dua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la
dekho ji bahaar aayi dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao duniyaa se jo darte ho khaabon mein chale aao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao do bol mohabbat ke tanhaai mein keh jaao aa jaao mana lenge sapnon mein rangraliyan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte hum dil se tumhare hain ye keh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte aur tumse juda ho kar hum reh bhi nahin sakte tum bin aashaaon ki kaise khilen kaliyaan aana hai to aa jaao sooni hai meri galiyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan dekho ji bahaar aayi baagon mein khili kaliyaan
dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale mera gaana tu chala de thodi volume unchi kar de thoda bass tu badha de ee dj waale mera gaana tu chala de thodi volume unchi kar de thoda bass tu badha de ee dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do club mein teri sarkaar bana doon table ko teri bar bana doon waise to hoon baadshah main aaj raat tujhe star bana doon aisa baby kaam kara doon dance floor tere naam kara doon ghoor ke dekhe jo koi tujh ko kaan pe uske chaar lagga doon ji bhar ke naach le baby champagne
jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain saanwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa kaahe ghir ghir shor machaaye ri kaahe ghir ghir shor machaaye ri mera naram karjawaa jalaaye ri mera naram karjawaa jalaaye ri mera manvaa jale koi bas naa chale mera manvaa jale koi bas naa chale haaye kab tak ke sooni dagariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain saanwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaiyo jaiyo ri desh piya ke jaiyo jaiyo ri desh piya ke kahiyo dukhde tu mere jeeya ke kahiyo dukhde tu mere jeeya ke kahiyo chham chham roye ankhiyaan naa soye kahiyo chham chham roye ankhiyaan naa soye huyi yaad mein pee ki banwariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa jaa ri jaa ri o kaari badariyaa mat barso ri meri nagariyaa pardes gaye hain
jaako raakhe saaiyaan maar sake naa koye baal na beeka kar sake jo jag baireeee hoye jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan khode kuwaan auron ke liye khud usmein gir jaaye bhala kare ya bura kare tere saamne aaye jaisi karni waisi bharni hoooo oooo jaisi karni waisi bharni daata ka farmaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan teri amaanat hum leke tere dwaare aaye dukh chinta mein ek tu hi kaam humaare aaye naam hai tera bhole shankar oooo oooo naam hai tera bhole shankar teri shakti mahaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan
jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha are jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha thoda tum chalna thoda main chalungi manzil paas aa jaayegi ho o thoda tum hasna thoda main hasungi jab bhi udaasi chha jaayegi ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum bahut ho ya kam baant lenge hum aadha aadha kuchh tum jalna kuchh main jaloonga dil mein aag jab lagegi ho dono mein koi pyaasa raha to dono ki pyaas na bujhegi ye waada haan waada ye waada rahaa jaan ki kasam sach kehte hain hum jo bhi ho sitam baant lenge hum aadha aadha ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho la la la la la la la la la la la la hmm hmm o ho kiya hai jo waada sab kuchh adha kahin pyaar na aadha reh jaaye ho o o aisa nahin hoga aisa ho na ho to toot ke ye waada reh jaaye ye waada
raat ki raahen lambi faili baahen chapa chapa chupi har jagah jaagi jaagi soyi naa nighaahen kahin naa kahin to kahin pe raat ki raahen lambi faili baahen chapa chapa chupi har jagah jaagi jaagi soyi naa nighaahen kahin naa kahin to kahin pe koi nikla kahin se falak poochhe zameen se koi nikla kahin se jab andheraaa hota haiiii aadhi raaaat ke baaaad ek chooor nikalta hai kaali siiiii sadak pe ye aawaaaaaaz aati haiiiiiii chor chor chor chor chor chor chor chor shehron ki galiyon mein jab andheraaa hota haiiii jab andheraaa hotaa haiiiiiiiiii chandi si raaten ho chaahe kaali hone ko hai kuchh hone dooo jeevan yahi zindagi jo sahi woooo uuuuu wooo uuuu hoooo uuuuu wooo uuuuu wooo uuuu chandi si raaten ho chaahe kaali hone ko hai kuchh hone dooo jeevan yahi zindagi jo sahi woooo uuuuu wooo uuuu hoooo uuuuu wooo uuuuu wooo uuuu koi nikla kahin se falak poochhe zameen se koi nikla kahin se jab andheraaa hota haiiii aadhi raaaat ke baaaad ek chooor nikalta hai kaali
hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan gagan door ho jaaye zameen chaahe saagar mein dhans jaaye gagan door ho jaaye zameen chaahe saagar mein dhans jaaye toofaano ki oz mein chaahe saara jag kho jaaye paaon na rookne paaye hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan jiske sheesh pe haath hazaaron chhu na koi paayega jiske sheesh pe haath hazaaron chhu na koi paayega hari naam se ye parbat bhi tinka ban jaayega dhool mein mil jaayega hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan bhakt aur hari ka bandhan to jyun deepak aur baati bhakt aur hari ka bandhan to jyun deepak aur baati usi jyot se ye jalti hai uss mein hi mil jaati deh amar ho jaati hoooo jiska saathi hai bhagwaan usko kya rokegaaa aandhi aur toofaan jiska saathi hai bhagwaan jiska
kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa
Kitni Jawan Hain Raat
labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko hooooo oooooo main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin tumhaare jism se ho kar nikal rahi thi kahin bade haseen theee bade haseen the jo raah mein gunaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhari aankhon kee ooooooo ooooooo tumhari aankhon ke saahil se door door kahin tumhari aankhon ke saahil se door door kahin main dhoondhati thi mile khushbuon ka noor kahin wahin ruki hoon wahin ruki hoon jahaan se tumhaari raah mile tumhin se janmun to
maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin kaise kahen ke tere kaise kahen ke tere talabgaar hum nahin maana teri nazar mein tann ko jalaa ke raakh banaaya bichhaa diyaaa tann ko jalaa ke raakh banaaya bichhaa diyaaa lo ab tumhaari raah mein deewaar hum nahin lo ab tumhaari raah mein deewaar hum nahin maana teri nazar mein jiss ko nikhaara humne tammana ke khoon se jiss ko nikhaara humne tammana ke khoon se gulshan mein uss bahaar ke haqdaar hum nahin gulshan mein uss bahaar ke haqdaar hum nahin maana teri nazar mein dhokha diya hai khud ko muhabbat ke naam par dhokha diya hai khud ko muhabbat ke naam par ye kiss tarah kahen ke gunahgaar hum nahin maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin kaise kahen ke tere kaise kahen ke tere talabgaar hum nahin maana teri nazar mein
hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani tune kaisa jaadoo kiya reeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani tune mujhe bas mein kiya tadpaaya jab chaaha chheda jeeya dhadkaaya tu hai bada paapi piyaa reeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani soyi nahin main to kayi raaton seeee meethi meethi pyaar bhari baaton seee loot liya tune jiyaa reeeeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani main hoon teri prem deewani tune bada dhoka kiya gori seeeee kore kore mann pe mere chori seee naam apna likh diya reeeee kachche dhaage se baandh liya re hooo hoooo main hoon teri prem deewani mere saiyaan mere raaja dil jaani tune kaisa
oo ho ho ho ho ho main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana are pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana tum jaise dekhe hain maine bade saiyaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi are mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi bhool na paaogi tum main aaunga yaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga are inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga ab karti ho
marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan kehte hain jise ishq qayamat ki balaa hai sholaa hai kabhi aur kabhi baad e saba hai haaaaaan ashkon ka samandar hai to aahon kaa khazaana sunte chale aaye hain azal se ye fasaanaa is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya ae kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan marne ka mohabbat mein mazaa aur hi kuchh hai is zahar ke peene kaa mazaa aur hi kuchh hai haaaaaan marte hain to marane ki shikaayat nahin karte dilwaale dikhaane ki mohabbat nahin karte ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya oo kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan hota na agar
naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekho mohan ka manvaa dole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa iss kaaran naa tum sang bole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ruthi huyi yun naa maanegi
nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aplam Chaplam Azaad (1955) 04:17 20143
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Sai, Subbu Laxmi
Duration : 04:17   Song Number : 20143   

Buzz Aastha Gill & Badshah 03:15 40286
 
Poster of Aastha Gill & Badshah
 
Category
Indipop
Lyricist
Badshah
Music Director- 
Badshah
Singer- 
Aastha Gill, Badshah
Duration : 03:15   Song Number : 40286   

Chaand Raaton Ko Nikle Na Nikle Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:25 40670
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:25   Song Number : 40670   

Dekho Ji Bahaar Aayi Azaad (1955) 03:11 12763
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12763   

Dj Waley Babu Aastha Gill & Badshah 02:51 38917
 
Poster of Aastha Gill & Badshah
 
Category
Indipop
Lyricist
Badshah
Music Director- 
Badshah
Singer- 
Aastha Gill, Badshah
On Screen Actors- 
Badshah, Natasa Stankovic
Duration : 02:51   Song Number : 38917   

Jaa Ri Jaa Ri O Kaari Badariyaa Azaad (1955) 03:22 12765
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:22   Song Number : 12765   

Jaako Raakhe (Jis Ka Rakhwala Bhagwan) Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:41 40526
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 40526   

Jaan Ki Kasam Azaad (1978) 04:30 18434
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 04:30   Song Number : 18434   

Jab Andhera Hota Hai Acid Factory (2009) 06:46 11605
 
Poster of Acid Factory (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Shellee
Music Director- 
Gourav Dasgupta
On Screen Actors- 
Fardeen Khan
Duration : 06:46   Song Number : 11605   

Jiska Saathi Hai Bhagwaan Usko Kya Aastik (1956) 04:06 16191
 
Poster of Aastik (1956)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
S P Kalla
Music Director- 
Narayan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sahu Modak
Duration : 04:06   Song Number : 16191   

Kabhi Kisi Ko Muqammal Jahaan Ahista Ahista (1981) 05:21 18408
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Yaman
Duration : 05:21   Song Number : 18408   

Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 03:41 20786
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20786   

Kitni Jawaan Hai Raat Azaad (1955) 03:15 40578
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:15   Song Number : 40578   

Labon Se Choom Lo Aastha (1996) 05:50 20817
 
Poster of Aastha (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sarang Dev
On Screen Actors- 
Rekha, Om Puri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20817   

Maana Teri Nazar Mein Ahista Ahista (1981) 04:56 18409
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kunal Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 18409   

Main Hoon Teri Prem Deewani Azaad (1978) 05:15 18231
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 18231   

Main Laila Ka Majnu Azaad (1978) 06:11 18436
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 06:11   Song Number : 18436   

Marna Bhi Mohabbat Azaad (1955) 03:49 40537
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Raghunath Jadav
Duration : 03:49   Song Number : 40537   

Naa Bole Naa Bole Re Azaad (1955) 03:08 12764
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:08   Song Number : 12764   

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410