Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsli-Naqli%20(1962)
HomeAsli-Naqli%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pyaar ka saaj bhi hai dil ki aawaaz bhi hai mere geeton mein tumhin tum ho mujhe naaz bhi hai chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka aankhen bani paimane dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane aankhen bani paimane ho dil huye mastane raahen badi matwali aane lage deewane mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka mila mere geet mein fasaana tere pyaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyaar ka gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein gesu bane janzeerein qaid huyi taqdeerein naach rahi hain jawaaniyaan jaise teri tasveerein haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka haaye tera naam bhi shagoofa hai bahaar ka jisne suna kho gaya pura nasha ho gaya chheda mere dil ne
gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara o ziddi chhokari phoolon ki tokri ari jadu bhari pudiya o chhoti si bittiya ghaz bhar ki chuttiya na kar gussa meri gudiya gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara jeevan ke raaste hasne ke waste na rona tu meri neeta ho tujhko ghumaunga duniyan dikhaunga na kar jhagda meri reeta gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans de tu hans de tu hans de zara meri kathputli bijli se ujli badi bholi teri duniyan chalne me teer hai itni sharir hai badi ziddi meri muniya gori zara hans de tu hans de tu hans de zara o chhori zara hans
ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake rang wafa ka main teri murat mein bharunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein dil ka haal kahunga tujh se main na darunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar
kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya
lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain mann darpan mein mukhada dekho utra rang sunhera dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa jiske mann mein chor chhupa ho saamne kab wo thehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra
tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr mere jeewan saathi bata dil kyun dhadke reh reh kar kya kahaa hai chaand ne jisko sun ke chaandani har lahar pe jhoom ke kyun ye naachane lagi chaahat ka hai harsoon asar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr keh raha hai mera dil ab ye raat na dhale khushiyon ka ye silsila aise hi chalaa chale tujhko dekhun dekhun jidhar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr hai shabaab par umang har khushi jawaan hai meri dono baahon mein jaise aasmaan hai chalti hoon main taaron par phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr
tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin tore matwaare nainon ne jaadu kiya tore matwaare nainon ne jaadu kiya teri ulfat sanam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mile phirte hain sabse chhupaaye hue mile phirte hain sabse chhupaaye hue teri tasveer hum sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chheda Mere Dil Ne Asli-Naqli (1962) 05:44 31131
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:44   Song Number : 31131   

Gori Zara Hans De Asli-Naqli (1962) 03:21 12746
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:21   Song Number : 12746   

Ik Buth Banaaunga Tera Aur Pooja Karunga Asli-Naqli (1962) 04:48 31106
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sadhna, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 31106   

Kal Ki Daulat Aaj Ki Asli-Naqli (1962) 03:30 12747
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 12747   

Lakh Chhupao Chhup Asli-Naqli (1962) 03:21 32465
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya Roy
Duration : 03:21   Song Number : 32465   

Tera Mera Pyaar Amar Asli-Naqli (1962) 03:52 21278
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana, Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21278   

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Asli-Naqli (1962) 03:40 21350
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana
Raag- 
Bihag
Duration : 03:40   Song Number : 21350