Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeApril%20Fool%20(1964)
HomeApril%20Fool%20(1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa oooo hooo hooo hooo aaaaaaa gale lag jaaaa aabaad hai tu meri dhadkanon mein meri jaan tujh mein basi hai baadal se jo aas hai mor ko mere dil ko wo tujh se lagi hai ik teri muskaan angdaayi leti huyi meri taqdeer jaage ik teri jhalki chali aaye pal mein meri manzil e mere aage aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa oooo hooo hooo hooo aaaaaaa gale lag jaaaa mat aazmaan tu mere pyaar ko khel mat yun meri zindagi se ulfat ke maaron ko kya maarnaa jaan dete hain jo khushi se ye husn jisko mile jaane jaan bedili usko sajti nahin hai ho khubaru chaand se jo hansin berukhi uski jachti nahin hai aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa aaaaaaa gale lag jaaaa mere sapne mere apne mere paas aa aaaaaaa gale lag jaaaa
april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya dilbar o jaane jaana gusse ke roop mein lagti ho aur haseen dilbar o jaane jaana gusse ke roop mein lagti ho aur haseen teri qaatil adaa ne maar hi daala kar lo tum iska yakeen teri qaatil adaa ne maar hi daala kar lo tum iska yakeen april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne dastoor banaaya april fool banaya dil se dil ki pehchaan huyi jaagi muhabbat gaane lagi zindagi dil se dil ki pehchaan huyi jaagi muhabbat gaane lagi zindagi humne duniyaa mein aa kar wo roop dhaara zinda huyi aashiqui humne duniyaa mein aa kar wo roop dhaara zinda huyi aashiqui april fool banaya to unko gussa aaya ho mera kya kusoor zamaane ka kusoor jisne
keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin tera tasavuarr sataaye suhab shaam pyaar bhare toofaan uthaye subah shaam sapne suhaane dikhaaye subah shaam dil ki zubaan par rataa hai tera naam haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin deep kahin jale patanga wahin jaaye chaand kahin khile chakora wahin jaaye phool kahin mehke to bhanwraa wahin jaaye dil ka papihaa tere hi paas aaye mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do
mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa palkon beech sajaa loon tumko aankhon mein bithlaaun apne dil mein rakh loon tumko duniyaa se chhupaau palkon beech sajaa loon tumko aankhon mein bithlaaun apne dil mein rakh loon tumko duniyaa se chhupaau dil ki baat nazar se keh doon geeton mein samjhaaun mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa aankhen meri neelam jaisi pyaar ke do paimaane aisi madira kahaan milegi pee le o mastaane aankhen meri neelam jaisi pyaar ke do paimaane aisi madira kahaan milegi pee le o mastaane aajaa dil ki aag mein jal jaa o naadaan parwaane mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa kya rakha uss paar naa jaa tu o raahi albele manzil tere paas
meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor purab pashchim uttar dakshin mere pyaar ki seema mera pyaar hai itna uncha jaise ram rahima jaise ram rahima meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor tujhko paakar swarg se sundar manzil maine paa lee tere pyaar mein mar jane ki kasam hai maine khaa lee kasam hai maine khaa lee meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor bach bach ke chalna huzoor haay bach bach ke chalna huzoor
tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tera naam le le ke jeete rahenge tera naam le le ke marte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tujhe bhool jaaoon ye mumkin nahin hai kahin bhi rahoon mera dil to yahin hai tujhe bhool jaaoon ye mumkin nahin hai kahin bhi rahoon mera dil to yahin hai ghate chaand lekin mujhe ghum na hoga tera pyaar dil se kabhi kam na hoga guzarne ko ye din guzarte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tera naam le le ke jeete rahenge tera naam le le ke marte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge hasi phool ki zindgani bhi kya hai abhi has raha tha abhi ro raha hai hasi phool ki zindgani bhi kya hai abhi has raha tha abhi ro raha hai jo guzre khushi mein wahi zindagi hai nahin to ye duniya badi besuri hai teri dhun mein bante
unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi din mein sau baar main aainaa dekh loon jaane kis ke liye roz sajne lagoon din mein sau baar main aainaa dekh loon jaane kis ke liye roz sajne lagoon aisa chhaya kisi ki nazar ka nasha aisa chhaya kisi ki nazar ka nasha do kadam bhi chalun to behkne lagun dil gaya to gaya zindagi har gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane ek bijli giri aur main marr gayi mujhko kya ho gaya hai khuda jaane unki pehli nazar kya asar kar gayi jee ye chaahta hai baahon mein loon aasmaan dil ye kehta hai phoolon mein ho aashiaan jee ye chaahta hai baahon mein loon aasmaan dil ye kehta hai phoolon mein ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Gale Lag Ja April Fool (1964) 03:50 20005
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:50   Song Number : 20005   

April Fool Banaya April Fool (1964) 04:01 20149
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20149   

Keh Do Keh Do Jahaan April Fool (1964) 05:15 20713
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sayra Banu
Duration : 05:15   Song Number : 20713   

Mera Naam Rita April Fool (1964) 03:32 12022
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:32   Song Number : 12022   

Meri Muhabbat Paak April Fool (1964) 03:28 12731
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:28   Song Number : 12731   

Tujhe Pyaar Karte Hain April Fool (1964) 03:45 12732
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Vishwajeet
Duration : 03:45   Song Number : 12732   

Unki Pehli Nazar Kya April Fool (1964) 05:35 12733
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:35   Song Number : 12733