Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeApna%20Ghar%20(1960)
HomeApna%20Ghar%20(1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmmm aahaaaa hmmmm chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai humsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara ye bhi hai hamsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara iska bhi ghum anjaana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi isko bhi sahil pe jana hai sahil to phir bhi begana hai oooo chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai ooo chaand bhi manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal kuchh bhi ho manzil pe jaana hai ishq ka yehi afsaana hai oooo chaand bhi koi diwana hai saath hai lekin begana hai oooo chaand bhi hmmm hmmm saath hai la ra la la ra ra aaaa chaand bhi
hmm hmm hmm hmm hmmmmmmm la la la aa aa aa jigar mein dard kaisa isko ulfat to nahin kehte mujhe darr hai kahin isko mohabbat to nahin kehte shayad ye pyaar hai kya haan haan ye pyaar hai jigar mein dard kaisa isko ulfat to nahin kehte mujhe darr hai kahin isko mohabbat to nahin kehte shayad ye pyaar hai kya haan haan ye pyaar hai le aayi kis jagah meri deewaangi mujhe kisne jahaan e husn se awaaz di mujhe phoolon mein chhupke aayi hai dulhan bahaar ki yahan aasmaan se aayi hai devi ye pyaar ki jigar mein dard kaisa isko ulfat to nahin kehte mujhe dar hai kahin isko mohabbat to nahin kehte shayad ye pyaar hai kya haan haan ye pyaar hai itni haseen kabhi na meri kayanaat thi pehle bhi raat thi magar aisi na raat thi doobi na thi nazar kabhi aise saroor mein ye baat to nahin thi sitaaron ke noor mein jigar mein dard kaisa isko ulfat to nahin kehte mujhe dar hai kahin isko mohabbat to nahin kehte shayad ye pyaar hai kya haan haan ye pyaar hai jigar mein dard kaisa
tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri zindagi gaati huyi hawaaon mein tera hi geet hai tera hi geet hai saajan meri nigahon mein teri hi preet hai teri hi preet hai chanda ka roop chandani mera singaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi ye muskurata aasaman ye jhoomti zameen ye jhoomti zameen mujh ko zara sambhalna kho jaun naa kahin kho jaun naa kahin aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum aise mein apna keh bhi do bas ek baar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi aati hai aisi pyaar ki ghadiyan naseeb se ghadiyan naseeb se ye dil ki dhadkane zara sun lo kareeb se sun lo kareeb se aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum aaye ho le ke pyaar ke sapne hazaar tum apne hi dil se puchh lo kis ka ho pyaar tum tum se hi meri zindagi meri bahaar tum tum se hi meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Bhi Koi Deewana Hai Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968) 04:15 36848
 
Poster of Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Shekhar, Beena Roy
Duration : 04:15   Song Number : 36848   

Jigar Mein Dard Kaisa Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968) 04:48 36977
 
Poster of Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Beena Roy, Shekhar
Duration : 04:48   Song Number : 36977   

Tum Se Hi Meri Zindagi Apna Ghar (1960) 04:25 16202
 
Poster of Apna Ghar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shayama
Duration : 04:25   Song Number : 16202