Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnokha%20Pyar%20(1948)
HomeAnokha%20Pyar%20(1948)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa
ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya taqdeer ka rona kam na huwa aansu bhi baha ke dekh liya ik dil ka lagaana ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik baar bhulaana chaaha tha sau baar wo humko yaad aaya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik bhoolne waale ko humne sau baar bhula ke dekh liya ik dil ka lagaana ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain ab tak to samajh mein aa na saka is dil ki tamannayen kya hain sau baar sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya sau baar hansa ke dekh liya sau baar rula ke dekh liya ik dil ka lagaana baaki tha so dil bhi laga ke dekh liya ik dil ka lagaana
jeevan sapnaaaaa toot gayaaa toot gayaaaaa toot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya ek musaafir aaya aa ke dil ki duniyaa loot gaya dil ki duniyaa loot gaya jeevan sapna toot gaya mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi mann nagari meri sooni padi thi aasha ke daware pe kab se khadi thi haath mein pee ka aanchal sajni haath mein pee ka aanchal sajni aate aate chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya jaane waala jaate jaate dil ki duniya loot gaya dil ki duniya loot gaya jeevan sapna toot gaya prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye prem dagariya badi kathin hai koi saath na aayeee dil bhi aadhe raste aakar aansu ban beh jaaye is raste par haay re kismat is raste par haay re kismat apna saath bhi chhoot gaya jeevan sapna toot gaya toot gaya toot gaya jeevan sapna toot gaya
mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta unhi ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye unhin ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha wo be kahe sune deewana baar chhod gaye wo be kahe sune deewana baar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye
yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko do dilon mein chupke chupke jo huyi sau baat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna aasmaan par aasmaan hai premiyon ka mel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai zindagi ke kone kone mein khushi ka khel hai aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi aarzoo machali huyi ye zindagi hansti huyi yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko yaad rakhna chaand taaro iss suhaani raat ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Ik Dil Ka Lagaana Anokha Pyar (1948) 02:42 12811
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:42   Song Number : 12811   

Jeevan Sapna (Female) Anokha Pyar (1948) 02:56 12706
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:56   Song Number : 12706   

Jeevan Sapna (Male) Anokha Pyar (1948) 02:34 40020
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:34   Song Number : 40020   

Mere Liye Wo Anokha Pyar (1948) 03:05 35978
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:05   Song Number : 35978   

Yaad Rakhna Chaand Anokha Pyar (1948) 02:32 14589
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Dilip Kumar
Duration : 02:32   Song Number : 14589