Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnmol%20Ratan%20(1950)
HomeAnmol%20Ratan%20(1950)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke barat aaja aaja raja leke barat aaja haar singar mera pehla pehla pyaar mera tere liye hai dil ki ye nagari akhiyon ka dwar raja tere liye hai raahon mein naina lagaye huye hain palkon ke taar bichhaye huye hain aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hain dil ki bhi duniya sajaye huyi hain aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja sapne kuware mere tera intezaar kare mere sajan tu kya jane kitna tujhse ye pyaar kare mere sajan adh khili kaliyon ki mala piroye huye kab se khadi hoon teri chaah mein khoye huye aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja motiyon ki sej bichhaye huyi hai dil ki bhi duniya sajaye huyi hai aaja raja leke baraat aaja aaja raja leke baraat aaja raat milan ki der se aayi hai
aawaz de kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aabad mere dil mein ummeed ka jahaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai aise mein tu kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aawaz de kahaan hai kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai bedard aasmaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aawaz de kahaan hai
ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela barbaad hai dil barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela ujdi huyi basti mein hai ujdi huyi basti mein hai har or andhera ab kaun hai mera kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kehte hain har ek raat ka kehte hain har ek raat ka hota hai savera ab kaun hai mera toone mujhe loota teri duniya ne sataaya toone mujhe loota teri duniya ne sataaya teri duniya ne sataaya ab tu hi bata kya yahi ab tu hi bata kya yahi insaaf hai tera ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa fariyaad hai
ae husn e bekhabar tujhe takne ko ik nazar jhukta to hoga roz tere ghar pe maahetaab ae jaan e chaman ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa dar hai kahin ye paani bhi ban jaaye na sharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke hoga bhari bahaar mein phoolon ka jee kharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tujhko banane wala bhi sau koshishen kare tujhko banane wala bhi sau koshishen kare la na sakega dhoond ke tera koi jawaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise
ei prithibite sarati jiban ki pelam balo haay jetuku pabar chhilo sabi taar se shudhu aakhi jharay ei prithibite sarati jiban ki pelam balo haay jetuku pabar chhilo sabi taar se shudhu aakhi jharay sukero basure ghumale sabai byatha niye ajo jage thaki tai sukero basure ghumale sabai byatha niye ajo jage thaki tai amaro byatha chukh jara shudhu nirabe pran piya jaay ei prithibite sarati jiban ki pelam balo haay jetuku pabar chhilo sabi taar se shudhu aakhi jharay kato asha ar sapnero range ranga chhilo ei mun aak dekhi haay muchhe gechhe taar sabtuku anjan bidayeru aage mune holo tai ful bhebe kata niyechhi jetai pathero dhulaay oshru jhurite ami hara bedonay ei prithibite sarati jiban ki pelam balo haay jetuku pabar chhilo sabi taar se shudhu aakhi jharay
haaaa aaaa aaa aaaa aaaa aa aaa aaaa jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin haan hasratein uth uth ke armanon se takrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin mil gayi aankhon se aankhen mil gayi aankhon se aankhen bhool se ya jaan kar bhool se ya jaan kar wo bhi sharmane lage haye wo bhi sharmane lage aur wo bhi sharmane lagi jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin aa ke lehrane lagin dard jo paida hua haiiii dard jo paida hua hai dil mein dil kaise kahen kaise kahen dhadkanen dil ki kahani dhadkanen dil ki kahani dil ko samjhane lage jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin
jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye naa sochen humen kya kahega zamaana kya kahega zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani naa bhulega bachpan kaa rangeen zamaana haan rangeen zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain kisi ne naa dekha kisi ne naa jaana haan kisi ne naa jaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya mila hai
kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke hum soch rahe the kabhi dil dil se milenge jeevan mein mohabbat ke kabhi phool khilenge ye kya thi khabar tum ko naa aayegi daya bhi rakh doge kisi din meri duniya ko mitaa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan aakaash hi dushman nahin dushman hai zameen bhi dukh dard ke maare ko nahin chain kahin bhi chain kahin bhi iss jeene se ab maut hi aa jaaye to achchhaa jab chhut gaya haath un ka mere haathon mein aake armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan maaloom naa tha khaak mein mil jaayenge ik din khud apni hi hum aag mein jal jaayenge ek din tumse to ye ummeed na thi jal ke khewaiyyaa naiya ko dubo doge kinaare hi pe laa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan
kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane ye dukh bhare fasaane rote huye taraane kisko suna rahe hain kyun yaad aa rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane hum bhor ke diye hain hum bhor ke diye hain bhujhate hi ja rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane
mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana phir yaad kisi ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai meri ek naa maane manvaa hooo manvaaa karta hai manmaani meri ek naa maane manvaa karta hai manmaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani rutt piya milan ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai
mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana ghum furqat ke seh naa sakungi seh naa sakungi roungi kuchh keh naa sakungi dushman hai saara jahaan dushman hai saara jahaan jaaun kahaan haaan teri ulfat hai jeene ka bas ik bahaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana raat guzaarun gin gin taare gin gin taare kaise aaun paas tumhaare tum ho kahin main kahin tum ho kahin main kahin chain nahin haaan haaye duniyaa ne dil ka mere ghum naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana koi dil ka dard naa jaane dard naa jaane apne bhi ab hai begaane ro ro ke kehta hai dil ro ro ke kehta hai dil aa saajan mil haan bas itna hi sun le mera hai fasaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana
sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein o sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan haaye tera ye alhadpan touba touba ye chitvan aankhon mein shole naachen zulfon mein khele saawan phir kar aa baras bhi jaa kab tak yun tarsaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein haay kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein ho sehmi sehmi kahaan chali chhod ke dilwaalon ki gali kab tak aankh churaayegi kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein hoye kabhi na kabhi to phansegi mere jaal mein khule khule se ye gesu mehki mehki ye khushboo koi chura lega ek din dekh abhi anjaan hai tu khule khule se ye gesu haaye mehki mehki ye
shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera aye aah mera bhed kahin khol na dena aye aah mera bhed kahin khol na dena humko hai unse pyaar kahin bol na dena hum bhi hain zidd ke pure zidd ke nibhane waale pee jaayenge aansoo bhi sun le rulaane waale shikwa tera shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera mar jaayenge hum aap humen yaad karoge mar jaayenge hum aap humen yaad karoge rooge phoot phoot ke fariyaad karoge dhoondhenge phir sahaara aansoo bahaane waale aayege nahin jaa ke duniya se jaane waale shikwa tera shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera
socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya apna jise samjhe the hum afsoos woh apna naa tha aa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya gairon ki iss mein kya khataa karte hain apno se gila kya ho gayaa kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya aye dil naa ro aye dil naa ro hairan naa ho hona tha jo woh ho gaya rone se abb kya fayada kya ho gayaa kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya jo kuchh bhi dekha khwab tha iss khwab ko ab bhool ja bhool ja kya ho gaya kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya apna jise samjhe the hum afsoos woh apna naa tha aa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya
tera khilona toota baalak tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak hai sansaar hum tum sab hain khel khilone meethe kadve aur salone khelo bachchon le lo bachchon do kaudi mein bikta hai insaan le lo bhola saa bhagwaan le lo bhukha hindustaan le lo ye made in japan ye hain lallu ye hain gyaan ye hain kallu ye hain praan tu kyun rota chandarbhaan maane beta meri jaan naa ho ro ro ke halkaan tu hai bhaarat ki santaan le le tu ye teer kamaan mere pyaare pehlwaan bacha le apne ghar ki shaan pee le bidi khaa le paan mere khilone do do aane khelo bachchon le lo bachchon laaya hoon main kaagaz kaa gulbuta tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak
udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun door door se karun ishaare aur tujhko tarsaaun chanda ki khidki se jhankun jhankun aur chhip jaaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun hooooo oooooo ooo oooo oo aaye aaye aur guzarti jaaye lambi unchi neechi raahen galiyaan aur baazaar haan haan haan haan galiyaan aur baazaar mera pahiyaa mera pahiyaa aise bhaage jaise motor car bhaage sab sansaar bhaage sab sansaar sooraj bhaage chanda bhaage andhiyaara ujiyaara bhaage dharti daude peechhe ko main aage bhadti jaaun tera haath pakad ke tujhko door kahin le jaaun main phir bhi haath naa aaun phir bhi haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun
yaad aane wale phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain mere khayalon ki duniya seee haye ja rahe hain phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain hum bhi chup hain wo bhi chup hain pyaar khada muskata hai hum bhi chup hain wo bhi chup hain pyaar khada muskata hai nain mile sharmaun nain ki aur jeeya ghabrata hai nain mile sharmaun nain ki aur jeeya ghabrata hai maujon ki ratein umango ke din beete ja rahe hain phir yaad aa rahe hain yaad aane wale phir yaad aa rahe hain mast alag nigaahon wale hum par ek ehsaan kiye ja mast alag nigaahon wale hum par ek ehsaan kiye ja meetha meetha dard suhana meetha meetha dard suhana dene wale aur diye ja jhooli meri bhar de tere dar pe sar jhuka rahe hain phir yaad aa rahe hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Aaja Raja Leke Baraat Anmol Moti (1969) 07:08 32820
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:08   Song Number : 32820   

Aawaz De Kahaan Hai Anmol Ghadi (1946) 03:31 20079
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan, Surendra
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 20079   

Ab Kaun Hai Mera Anmol Ghadi (1946) 03:22 14605
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendar
Duration : 03:22   Song Number : 14605   

Ae Jaan E Chaman Anmol Moti (1969) 04:59 12699
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 04:59   Song Number : 12699   

Ei Prithibite Sarati Jiban Amal Mukherjee 03:36 39087
 
Poster of Amal Mukherjee
 
Lyricist
Kalyan Dasgupta
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Amal Mukherjee
Duration : 03:36   Song Number : 39087   

Jab Kisi Ke Rukh Anmol Ratan (1950) 03:26 38530
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
karan dewan, Meena Kumari
Duration : 03:26   Song Number : 38530   

Jawaan Hai Muhabbat Anmol Ghadi (1946) 03:24 20651
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20651   

Kya Mil Gaya Bhagwaan Anmol Ghadi (1946) 03:12 39017
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:12   Song Number : 39017   

Kyun Yaad Aa Rahe Anmol Ghadi (1946) 02:27 32439
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendar
Duration : 02:27   Song Number : 32439   

Mann Leta Hai Angdaai Anmol Ghadi (1946) 02:52 12695
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Noor Jahan
Duration : 02:52   Song Number : 12695   

Mere Bachpan Ke Saathi Anmol Ghadi (1946) 03:05 12696
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:05   Song Number : 12696   

Sehmi Sehmi Kahan Chali Anmol Moti (1969) 05:31 15563
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:31   Song Number : 15563   

Shikwa Tera Main Gaaon Anmol Ratan (1950) 03:11 40520
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
Duration : 03:11   Song Number : 40520   

Socha Tha Kya Kya Anmol Ghadi (1946) 03:08 21247
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:08   Song Number : 21247   

Tera Khilona Toota Anmol Ghadi (1946) 02:24 12697
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 02:24   Song Number : 12697   

Uran Khatole Pe Anmol Ghadi (1946) 03:03 12698
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 03:03   Song Number : 12698   

Yaad Aane Wale Phir Yaad Anmol Ratan (1950) 03:10 19103
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
On Screen Actors- 
Karan Dewan, Meena Kumari
Duration : 03:10   Song Number : 19103