Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnkahee%20(1985)
HomeAnkahee%20(1985)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon aankhon mein aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do aankhon aankhon mein baat hone do haan mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do haan haan haan haan mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule kab tak intezaari umr padi hai saari dil ko zara dil mein samone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat haan haan haan pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi
hey hey hey hey hey hey aaa haaa aahaa haa hmmm hmmm hmmm rehte hain hum khoye khoye gumsum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum pehle yeh neend gayi phir yeh qaraar naa jaane kya jaayega ab ki baar mukh pe saja liya maine bhi pyaar bas ho gaye mere solah singaar kajra na gajra na kumkum kyun ki aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum khamosh hain hum donon magar karne lagi baaten yeh nazar tumne kuchh aise dekha idhar phir kya hua nahin mujhko khabar bas hosh mere ho gaye gum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ki aankhon mein tum ho
aapka shukriyaa aapki meherbaani aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain aap jis raah chal phir rahe hain phool uss raah pe gir rahe hain kya suhaana sama hai ye mausam jawaan hai aaj har cheez pe hai jawaani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aap bin chaar pal bhi humaara ab nahin hai jahaan mein guzaara aapki yaad aaye to dil behel jaaye dijiye aisi koi nishaani aapka shukriyaa aapki meherbaani pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai pyaar humne humesha kiya hai har janam mein tumhe dil diya hai yaad rakhna ye baatein nayi hain mulakaatein ye mohabbat magar hai puraani aapka shukriyaa aapki meherbaani aap aaye na aate to dil toot jaate rooth jaati ye shaam suhaani aapka shukriyaa aapki mehrbaani
ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
haaye haaye haye haye haay haaye haaye haye haye oye chal ghode oye chal ghode oye chal ghode chal chal chal oye heyyyyy aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam phir bhi humara yaar chalta to hai phir nahin dum se hilta to hai o kaisa dole re kaisa lehraye aisa rangeen sama haaye re ha ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re haan bhagwan balihari main wari iski mundi to thikane par aa gayi are hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe hawa ke nikle seena taan hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe
hey aye angna mein baba duvare pe maa are angna mein baba duvare pe maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa are angna mein baba duvare pe maa angna mein baba duvare pe maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa khet gayil baba baazar gayil maa khet gayil baba baazar gayil maa akeli hoon ghar maa tu aa ja baalma akeli hoon ghar maa tu aa ja baalma ghar ma jo aibe to hamen kya khilayibe ghar ma jo aibe to hame kya khilayibe ghar ma jo aibe to hame kya khilayibe garam garam halwa aur poori pakaayibe naram naram hathon se kha ja baalma naram naram hathon se kha ja baalma hey angna mein baba duvare pe maa angna mein baba duvare pe maa kaise aaye gori hum tohre ghar maa kaise aaye gori hum tohre ghar maa hmmmmm halwa puri khaive to nindiya satayibe halwa puri khaive to nindiya sataybe halwa puri khaive to nindiya satayibe sejiya pe tohre liye anchal bichhayibe sejiya ki kismat jaga ja baalma sejiya ki kismat jaga ja baalma khet gayil baba
ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare tum door nazar aaye badi door nazar aaye band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne mann mein tumhi muskaye mann mein tumhi muskaye ankhiyon ke jharokhon se ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke yuhin umr guzar jaaye tere saath guzar jaaye ankhiyon ke jharokhon se jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe din raat dua maange mera mann tere vaaste din raat dua maange mera mann tere vaaste kabhi apni umidon ka koi phool na murjhaye ankhiyon ke jharokhon se main
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad)
Bade Kaam Ka Bander
bas meri jaan bas maan le meri baat bas meri jaan bas maan le meri baat aaj teri dor hai hamare haath bas meri jaan bas maan le meri baat aaj teri dor hai hamare haath hoo matwale dar to yahi hai tujhse kahin doori chhoot na jaaye matwale dar to yahi hai tujhse kahin doori chhoot na jaaye are aisa bhi kya tera mera hai zindagi ka saath bas meri jaan bas maan le meri baat dekh aise na chal hamare saath bas meri jaan bas maan le meri baat dekh aise na chal hamare saath deewaana main bhi hoon aisa sang tera na chhodun chaahe jeeya jaaye deewaana main bhi hoon aisa sang tera na chhodun chaahe jeeya jaaye ab laut ja o re piya jodun main tere haath bas meri jaan bas kaahe jode haath dar tujhe kis ka are main hoon tere saath bas meri jaan bas aaaa kaahe jode haath dar tujhe kis ka aaaa are main hoon tere saath hoo maan bhi ja o more saiyyan dhadke jiya koi aa hi na jaaye maan bhi ja o more saiyyan dhadke jiya koi aa hi na jaaye are aaye koi main to yun hi chahun tujhe din
bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara ho oo bhool gaye kyun de ke sahaara lootne waale chain hamaara aao ke dil majboor hai ghum se rooth gayi taqdeer bhi humase doob gaya qismat ka sitaara bhool gaye kyun de ke sahaara toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara ho oo toot gaya dil dard ka maara haye ye kisne mujh ko pukaara aaj hua kya dil ko na jaane baithe bithaye kis ki sada ne thes lagaa kar ghum ko ubhaara haye ye kisne mujh ko pukaara chaaron taraf toofaan hai bhari dil ko lagi hai aas tumhaari naav bhanvar mein door kinara bhool gaye kyun de ke sahaara aa ke sataya dard e jigar ne koi bataaye kis ki nazar ne chheen liya dil kar ke ishaara haye ye kisne mujh ko pukaara
bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dekh humen majboor naa kar tujhko kasam dukh door naa kar hum to jeeye bas tere liye tune kuchh aise ranj diye thes lagi dil toot gaya thes lagi dil toot gaya bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa haaye wafaa naakam huyi subah ke badle shaam huyi phool khushi ke khil na sake aankh mili dil mil na sake dekh liya anjaam e wafaa dekh liya anjaam e wafaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa dil se mitaa ulfat kaa nishaan tujh se humara pyaar kahaan pyaar ka naata tod yahin geet adhuraa chhod yahin main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa main bhi naa gaaun tu bhi naa gaa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa bhoolne waale yaad naa aa
bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panghat jage gaanv ki har gali jaagi hooooo panghat jage gaanv ki har gali jaagi gori kahin aur kahin saanwali jaagi aanchal ki chhaiyaan apne saiyaan ko bulaaye aanchal ki chhaiyaan apne saiyaan ko bulaaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye main bhi wahin hai jahaan mohnaa mera hoooo main bhi wahin hai jahaan mohnaa mera madhuban mera to yahi aangnaa mera ye dar naa chhute chaahe duniyaa chhut jaaye ye dar naa chhute chaahe duniyaa chhut jaaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye panchhi dhun ye sunaaye jaago re gayi rittu phir nahin aaye bhor bhaye
ghabarae jab mann anmol hriday ho uthe daanvadol ghabarae jab mann anmol aur hriday ho daanvadol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami jab ashanti kaa raag uthe laal lahoo kaa phaag uthe hinsa ki woh aag uthe maanav mein pashu jaag uthe eeee eeee upar se muskate ghan bhitar zeher rahe tu ghol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami jab duniya se pyaar utheeeeee jab duniya se pyar uthe nafrat ki deewar uthe maa ki mamata par jis din bete ki talawar utheeeeeeee dharati ki kaaya kaanpe ambar jagmag uthe dol tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami tab manav tu mukh se bol buddham saranam gachchhami door kiya jis ne jan jan ke vyakul mann kaa andhiyaraaaa jis ki ek kiran ko chhoo kar chamak utha ye jag sara deep satya kaa sada jale daya ahinsa sada phale sukh shanti ki chhaya mein jan gan man kaa prem paleeee bharat ke bhagwaan
chhalka chhalka jaam hoon main chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle har nasha kar le sharaabi behekne se pehle bhale chahe sabse chhupa kar tu pee magar ishq mein may mila kar tu pee ye ishq nasha hai ye husn nasha hai ye jaam sharaabi kehne ko nasha hai hoooo hooo ooo hoo oo hoo ooo soch le har baat tu bhi utarne se pehle thodi si tu bhi pila de re utarne se pehle jawaani ki khilti baharon se mil mere husn ke tu sitaaron se mil uljha de zulfein bikhra de kaajal is deewani ko tu kar de paagal hoo o hooo hooo hooo aur behka de tu mujhko sambhalne se pehle aur behka de tu mujhko sambhalne se pehle chhalka chhalka jaam hoon main honthon pe rakh le chhalakne se pehle chhalka
dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda aaj ki ye raat mand phir na aaye kal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda swapn bachpan ke adhure ho rahe hain aaj poore swapn bachpan ke adhure ho rahe hain aaj poore phir na jaane kab aayenge ye sunehre pal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda preet ki dulhan saji hai mann mein shehnaayi baji hai preet ki dulhan saji hai mann mein shehnaayi baji hai aaj ghulne de nayan mein raat ka kaajal o chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda dheere dheere dhal dheere dheere dhal re chanda
dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen haan haan ghum ka fasaana kya sunaayen keh na paayen ye bhi na socha haaye bhool ke ye bhi na socha haaye bhool ke jis bewafa ko apna banaaya hai wo paraaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya aankhon se dil khaye dhoke chup roke aankhon se dil khaye dhoke chup roke ho oo duniya basi na haye pyaar ki hoo duniya basi na haye pyaar ki baithe bithaaye rog lagaaya ji ko jalaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya deke sahaara mujhko jhutha tumne loota haan haan deke sahaara mujhko jhutha tumne loota bhooli kahaani haaye chhed di bhooli kahaani haaye chhed di mera fasaana yaad na aaya hans ke rulaaya dil ko laga ke humne kuchh bhi na paaya chain ganwaaya
aye do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein haan aaj tujhe haan bhar loon bhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai achchhaa are chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai latt tere gaalon par jhoom jhoom ke aati hai haa haa haaa haaa haa naagan ko haaye zara idhar kar loon haan kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji purab ka sandesa jab purwaayi laati hai achchhaa ji haa haa purab ka sandesa jab purwaayi laati hai tham jaaye dhadkan bhi neend pyaar ko aati hai kaandhe pe sar apna dhar loon dhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai aankhon ko naa jaane kyun ab teri zarurat hai sach iss dil mein haan dil apna dhar loon haan dhar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm kar loon kar lo ji aankhon mein
bade badaayi naa karen bade naa bolen bol bade badaayi naa karen bade naa bolen bol rahiman heera kab kahe laakh takka mero mol raheema laakh takka mero mol jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye girdhar murli dhar kahe kachhu dukh maanat naaye raheema kachhu dukh maanat naaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye andhe aage naachte kala akaarat jaaye kabeera kala akaarat jaaye aisi baani boliye mann ka aapa khoye aisi baani boliye mann ka aapa khoye auran ko sheetal kare aaphu sheetal hoye kabeera aaphu sheetal hoye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaaye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaye heera janam amol ka kaudi badle jaaye kabeera kaudi badle jaaye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye anhoni honi nahin honi ho so hoye re tulsi honi ho so hoye meri bhav baadha haro raadha naagar soooye meri
doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare rooth gayin baagon se bahaaren rooth gayin baagon se bahaaren phail gaye patjhad ke saye lekin tum ko apne vaade lekin tum ko apne vaade bhule se bhi yaad na aaye doob gaye doob gaye aakash ke taare behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi behte behte chaand ki kashti door gagan mein khone lagi aas ki ek nanhi si kiran thi aas ki ek nanhi si kiran thi woh bhi ojhal hone lagi doob gaye doob gaye aakash ke taare jaake na tum aaye takte takte naina haare jaake na tum aaye doob gaye aakash ke taare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Aankhon Mein Aankhon Aankhon Mein (1972) 04:05 12575
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakhi, Rajesh Roshan
Duration : 04:05   Song Number : 12575   

Aankhon Mein Tum Ho Ankhon Mein Tum Ho (1997) 04:58 38026
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Suman Rangnathan
Duration : 04:58   Song Number : 38026   

Aapka Shukriya Aapki Meherbaani Anokhi Pehchan (1972) 04:30 36965
 
Poster of Anokhi Pehchan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Rakhi
Duration : 04:30   Song Number : 36965   

Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 03:44 12705
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shams Azeemabadi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh, Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:44   Song Number : 12705   

Aisa Rangeen Sama Aanchal (1980) 05:11 37019
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:11   Song Number : 37019   

Angna Mein Baba Aankhen (1993) 05:50 36855
 
Poster of Aankhen (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:50   Song Number : 36855   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 07:52 20139
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:52   Song Number : 20139   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad) Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 03:36 38161
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Sachin
Duration : 03:36   Song Number : 38161   

Bade Kaam Ka Bander Aankhen (1993) 05:25 38531
 
Poster of Aankhen (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda, Kadar Khan, Chanki Pandey
Duration : 05:25   Song Number : 38531   

Bas Meri Jaan Bas Aanchal (1980) 04:23 36338
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 04:23   Song Number : 36338   

Bhool Gaye Kyun De Ke Anokhi Ada (1948) 03:31 12708
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Naseem Bano, Surendra
Duration : 03:31   Song Number : 12708   

Bhoolne Waale Yaad Naa Anokhi Ada (1948) 03:37 12707
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:37   Song Number : 12707   

Bhor Bhaye Panchhi Aanchal (1980) 05:10 12573
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Lalit
Duration : 05:10   Song Number : 12573   

Buddham Saranam Gachchhami Angulimaal (1960) 06:51 16199
 
Poster of Angulimaal (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Aneeta Guha, Others
Duration : 06:51   Song Number : 16199   

Chhalka Chhalka Jaam Hoon Aankhen (2002) 04:19 38338
 
Poster of Aankhen (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Paresh Rawal, Kashmira Shah
Duration : 04:19   Song Number : 38338   

Dheere Dheere Dhal Re Chanda Angulimaal (1960) 03:50 40941
 
Poster of Angulimaal (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Aarti Mukherjee
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi
Duration : 03:50   Song Number : 40941   

Dil Ko Laga Ke Humne Anokhi Ada (1948) 04:03 38969
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Uma Devi
On Screen Actors- 
Naseem Bano
Duration : 04:03   Song Number : 38969   

Do Baaten Pyaar Bhari Aankhon Aankhon Mein (1972) 03:42 20393
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 03:42   Song Number : 20393   

Dohavali Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 08:37 12694
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta, Others
Duration : 08:37   Song Number : 12694   

Doob Gaye Aakash Ke Taare Angarey (1954) 03:07 37891
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:07   Song Number : 37891