Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAndaz%20Apna%20Apna%20(1994)
HomeAndaz%20Apna%20Apna%20(1994)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya fani tu bhi fani leta ja ulfat ki nishani do lafzon ki ek kahani ek mohabbat ek jawani yaad isse tu kar le yaad isse tu kar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya to kaanton ka ek ban hai aur ulfat phoolon ka chaman hai kar le wahi jo dil ki lagan hai soch na manzil dil ki kathin hai ho dil ki kathin hai iss manzil se guzar le iss manzil se guzar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le kehna jo tune mera na mana pichhe padega phir pachhtana dekhle apna karle thikana ye hai mohabbat woh hai zamana woh hai zamana hans le ya aahen bhar le hass le ya ahen bhar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le
dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de ye pyaar ke nazaare hain dekh lo jidhar ab naachti hai duniyaa khushi ka hai asar lo khatam hua hai ye aaj ka safar lo khatam hua hai ye aaj ka safar ab hogi suhaani wo kal ki sehar dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de jo sochte rahoge to kuchh naa milega jo chup ke rahoge to kaam naa banega jo dil mein jaloge to armaan jalega jo dil mein jaloge to armaan jalega jo badhte chaloge to raastaa milega dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de dil use do jo jaan de de jaan use do jo dil de de wo guncha nahin hai jo khilna naa jaane wo baad e sabaa kya jo chalna naa jaane wo bijli nahin jo chamakna naa jaane wo bijli nahin jo chamakna naa jaane wo insaan nahin jo tadapna naa jaane dil use do jo jaan de de
hai na bolo bolo hai na bolo bolo papa bolo bolo mummy bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain ha ha ha ha paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain paapa mummy milate hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo munni bolo bolo deepu bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa se main boloongi mummy ko ghar le aayen mummy se main boloonga saath mujhe bhi le jaayen paapa
hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin yun samjho kisi ke ho baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin har dam jo koi paas aane laga har dam jo koi bhed ulfat ke samjhaane laga bhed ulfat ke nazron se nazar ka takraana nazron se nazar ka takraana tha dil ke liye ik afsaana tha dil ke liye ik afsaana hum haathon ko dil se dho baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin aankhon mein samaaya koi magar kaun aaya kisi ko kya yeh khabar aankhon mein samaaya koi magar kaun aaya kisi ko kya yeh khabar poochho to yahi hai uska pata ho o o o poochho to yahi hai uska pata chanchal naina aur shokh adaa chanchal naina aur shokh adaa hum dil ki naiyya dubo baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin
jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho gaao khushi ke geet aaj kisi ki haar hui hai aaj kisi ki jeet ho gaao khushi ke geet ho o koi kisi ki aankh ka taara jeevan saathi saajan pyaraa aur koi taqdeer ka maraa dhoond raha hai dil ka sahara kisi ko dil ka dard mila hai kisi ko mann ka meet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o dekho to kitna khush hai zamaanaa dil mein umangein lab pe taranaa dil jo dukhe aansu na bahanaa ye to yahan ka dhang puraanaa iss ko mitaana uss ko banaana iss nagri ki reet ho gaao khushi ke geet ho o jhoom jhoom ke naacho aaj naacho aaj gaao khushi ke geet ho o gaao khushi ke geet ho o
koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee muhabbat ki wo zindagi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaaa muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaa hoooo ooo oooo oooo wo har taar mein raagni ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrrrr samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrr hoooo oooo ooooo oooo oooo wo honthon pe mere hansi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein
kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhaao na sitam pahle pahle kyun pheri nazarr dikhla ke jhalak dil chheen liya dikhla ke jhalak dil chheen liya aur dil ki bajaye dard diya aur dil ki bajaye dard diya milte hi nazar kya khoob kiya milte hi nazar kya khoob kiya tumne ye karam pahle pahle kyun pheri nazarr kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhaao na sitam pahle pahle kyun pheri nazarr dil le ke sataana thik nahin dil le ke sataana thik nahin nazron se giraana thik nahin nazron se giraana thik nahin duniya e mohabbat mein humne duniya e mohabbat mein humne rakkha hai kadam pahle pahle kyun pheri nazarr kyun pheri nazar kyun pheri nazar dekho to idhar dekho to idhar dhaao na sitam pahle pahle kyun pheri nazarr
da dir daara dir daara da dir daara da dir daara dir daara da dir daara meri laadali ri meri laadali ri bani hai taaron ki tu raani taaron ki tu raani neel gagan par baadal dole dole har ik taara chaand ke andar budhiyaa dole chaand ke andar budhiyaa dole thumuk thumuk dir daara kamala gaaye bimala gaaye gaaye kunaba saara ghunghat daal ke gudiya naache ghunghat daal ke gudiya naache jhume re gudda pyaara batalar naache baira naache naache motti aaya kaale sahab ka topa naache kaale sahab ka topa naache gori mem ka saaya meri laadali ri meri laadali ri bani hai taaron ki tu raani taaron ki tu raani
sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re o sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo hum to gaye bazaar mein lene ko aloo aloo valoo kuch na mila peechhe pada bhaloo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo hum to gaye bazaar mein lene ko lattoo lattoo vattoo kuch na mila peechhe pada tattoo re mama re mama re re mama re mama re sun lo sunata hoon tum ko kahani rootho na hum se o gudiyon ki rani re mama re mama re re mama re mama re hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti hum to gaye bazaar mein lene ko roti roti voti kuch na mili peechhe padi moti re
tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya maangun khushi ghum mile kehte hai duniyaa ise haaye main jaaun kahaan ab main pukaarun kise ye to bata de zara maine tera kya kiya tera kya kiyaaaa tod diya dil mera ghum ki ghataen uthi oooooo oooooo ooooooo saari ummeeden mittiiiii hoooo hoooo hooooo iss bhari duniyaa mein aaaa kyaa mera koi nahin kaisa ye tufaan uthaaaa jag mein andhera hua andhera huaaa tod diya dil mera aarzoo naaqam hai zindagi badnaam hai dil mera kehata hai ab kehta hai ab maut hi anjaam hai maut hi anjaam hai ghonth le apna gala aaj wo din aa gaya din aa gayaaaa tod diya dil mera tune are bewafaa mujhko mere pyaar ka khoob ye badla diya
nigahen bhi mila karti hain dil bhi dil se milta hai magar ek chahne wala badi mushkil se milta hai ae ae ae ae ae toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na teri tamanna karta hoon main dil ka khajanna bharta hoon main raah akeli raah akeli darta hoon main koi lutera loote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na ghum hai kahin tu saath na chhode dil na dukhaye munh ko na mode aas dilakar aas na tode ban ke nasiba phoote na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na dil ko tere behla sakta hoon chaand sitaare la sakta hoon ro sakta hoon gaa sakta hoon mujhse agar tu roothe na dil toote na toote na dil toote na toote na saath humara chhoote na chhoote na toote na dil toote na toote na
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam yehi hai mohabbat kaa dastoor aye dil dastoor aye dil wo ghum de tujhe tuuuuu duwaayen diye jaa uthaye jaa unke sitam kabhi wo nazar jo samaayi thi dil mein samaayi thi dil mein ussi ik nazar kaaaa sahaara liye jaa uthaye jaa unke sitam sataaye zamaana hoooo sitam dhaaye duniyaa sitam dhaaye duniyaa magar tu kisi ki tamnna kiye jaa uthaye jaa unke sitam aur jeeye jaaaaa yunhin muskuraaye jaa aansoon piye jaa uthaye jaa unke sitam
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana haan zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage are chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage peechhe reh jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u haa haa ud le e ud le e o u hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar muskuraate huye din bitaana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana di di di di deyi ud le e ud le e ou di di di di do u ud le e ud
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal la ha ha ha ha ha chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage chaand taaron se chalna hai aage aasmaanon se badhna hai aage peechhe rah jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uddlayee uuu uddlayee uddlayee uuu lal lal lal la laa lal lal lal laa la lal lal lal la laa lal lal lal lal la hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parwaah na kar muskurate huye din bitana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dar Na Mohabbat Kar Le Andaz (1949) 03:10 37161
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 37161   

Dil Use Do Jo Jaan De Andaz (1971) 07:26 20381
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Hema Malini
Duration : 07:26   Song Number : 20381   

Hai Na Bolo Bolo Andaz (1971) 04:47 12681
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Shammi Kapoor
Duration : 04:47   Song Number : 12681   

Hum Aaj Kahin Dil Andaz (1949) 03:14 20523
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:14   Song Number : 20523   

Jhoom Jhoom Ke Nacho Aaj Andaz (1949) 03:15 20671
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 20671   

Koi Mere Dil Mein Andaz (1949) 02:49 12680
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12680   

Kyun Pheri Nazar Andaz (1949) 02:59 19171
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 02:59   Song Number : 19171   

Meri Laadli Ri Bani Hai Andaz (1949) 03:22 12027
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:22   Song Number : 12027   

Re Mama Re Mama Re Andaz (1971) 04:29 21260
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baby Gauri, Shammi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 21260   

Tod Diya Dil Mera Andaz (1949) 03:35 15110
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:35   Song Number : 15110   

Toote Na Dil Toote Na Andaz (1949) 03:01 12679
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Dileep Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 12679   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Uthaye Ja Unke Sitam Andaz (1949) 02:50 12143
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:50   Song Number : 12143   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Andaz (1971) 04:22 21498
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 21498   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana (Female) Andaz (1971) 02:32 36587
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Hema Malini
Duration : 02:32   Song Number : 36587