Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmne%20Samne%20(1982)
HomeAmne%20Samne%20(1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam pyaar mein ho rahe hain sitam pe sitam honge jiss roz hum aamne saamne honge jiss roz hum aamne saamne saare shikwe gile door ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam unke har naaz ki humne taarif ki unke har naaz ki humne taarif ki shukriyaa bhi naa kehne ki taklif ki humne dekha to parde mein wo chhup gaye humne dekha to parde mein wo chhup gaye kya pata tha wo magroor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam khubsoorat hai wo aur maasoom hai khubsoorat hai wo aur maasoom hai ab ye baaten kahaan unko maloom hai jo fasaane faqat apne honthon pe hain jo fasaane faqat apne honthon pe hain har gali mein ye mashhoor ho jaayenge aaj kal humse ruthe huye hain sanam aaj kal humse ruthe huye hain sanam humko apni nighaahon pe hai aitbaar humko apni nighaahon pe hai aitbaar ek din unko kar denge hum beqaraar jiss tarah hum muhabbat mein majboor hain
heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari geeton bhari ye shaam hai chhalka ye dil ka jaam hai aree geeton bhari ye shaam hai chhalka ye dil ka jaam hai johny hai mera naam yaaron sabko mera salaam hai mehfil ka ye rang na toote jab tak subha na ho heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari kitna main khushnaseeb hoon jo aapke kareeb hoon aree kitna main khushnaseeb hoon jo aapke kareeb hoon sharma raha hoon apnon se main aadmi ajeeb hoon bas do chaar mulaqaatein hone do phir dekhooo heyyyyyy meri aawaaz ke doston hey ye dosti na toote humari ye dosti na toote humari ban jaaye dushman ye duniyaa saari jab tak rahe jawaaniyan tab tak rahe nishaniyan are jab tak rahe jawaaniyan tab tak rahe
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei
hey mujhko hawaon ne roka are kaali ghataon ne roka de ke dhoka magar raasta kaat kar de ke dhoka magar raasta kaat kar apne chahne walon ke main dil mein samaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy karte huye meri baaten are guzren hazaaron ki raaten aye haseenon suno dil zara thaam lo aye haseenon suno dil zara thaam lo phir na kehna zaalim sabki neenden udaa gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyyyy saara shaher jaanta hai are surat ye pehchaanta hai iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin iss jahaan mein kahin koi mujhsa nahin main sab ke dil mein apni tasveer laga gaya maine kaha tha main aaunga hey hey hey wada kiya tha main aa gaya doston ke dushmanon ke dilon pe chhaa gaya heyy maine
ho mere bechain dil ko chain tune diya mere bechain dil ko chain tune diya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa ho tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa kabhi khaabon mein maine aa aa ke teri neend churaayi raaton mein kabhi uljhaya kabhi suljhaya teri zulfon ko mulaaqaton mein teri zulfon ko mulaaqaton mein ho meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa har waqt samaayi rehti thi maayusi meri nighahon mein main bhatak jaata main behak jaata gir jaata main inn raahon mein gir jaata main inn raahon mein ho mere saathi mujhe tune tham liya mere saathi mujhe tune tham liya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa maujon ne teri hi baatein ki taarron ne tera hi naam liya jab gulshan se hua tera guzar phoolon ne bhi daaman tham liya phoolon ne bhi daaman tham liya ho tune jaane jahaan dil mujhko diya tune jaane jahaan dil
nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam are hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam woh aaya to kho gayi ye saari mehfil woh aaya to kho gayi ye saari mehfil dekha iss andaz se sab kho baithe dil thoda sa woh meherbaan thoda sa qaatil thoda sa woh meherbaan thoda sa qaatil woh jiski har ek ada par laakhon hai ilzaam woh jiski har ek ada par laakhon hai ilzaam hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam nain mila kar chain churana kiska hai ye kaam are hum se poochho hum ko pata hai uss zalim ka naam kis ka gussa hai bhala jis pe aaye pyaar kis ka gussa hai bhala jis pe aaye pyaar aisa dushman haaye re jisko samjhe yaar socho to woh kaun hai sharmila dildaar socho to woh kaun hai sharmila dildaar jiski mast nashilee nazren aisi jaise jaam jiski mast nashilee
hey tu main ban gaya main tu ban gaya tu main ban gaya are main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum are bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane tu main ban gaya main tu ban gaya badal gaye hum bum chik bum bum badal gaye hum bum chik bum bum yeh main jaanu ya tu jaane kaun kaun hai yeh kaun jaane are tu main ban gaya main tu ban gaya aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise aamne saamne aaye hum aise dekhata hai koi aaina jaise tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon tu bhi hairaan hai main bhi hairaan hoon koi aaye aake hamko pehchane kaun kaun hai ye kaun jaane are tu main ban gaya yeh main tu ban gaya do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho yeh do badan do haseen naujawaan dekho dono mein jaise hai ek jaan dekho jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya jaadu sa chhaa gaya dhoka main kha gaya kya karenge log bhala anjaane kaun kaun hai ye kaun jaane ye tu main ban
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kal Humse Ruthe Huye Aamne Saamne (1967) 04:14 12563
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Gara
Duration : 04:14   Song Number : 12563   

Hey Meri Aawaaz Ke Doston Amne Samne (1982) 06:53 32298
 
Poster of Amne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Others
Duration : 06:53   Song Number : 32298   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Maine Kaha Tha Amne Samne (1982) 04:09 18232
 
Poster of Amne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:09   Song Number : 18232   

Mere Bechain Dil Ko Aamne Saamne (1967) 06:09 12565
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 06:09   Song Number : 12565   

Nain Mila Kar Chain Aamne Saamne (1967) 04:13 21023
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:13   Song Number : 21023   

Tu Main Ban Gaya Aamne Samne (1982) 05:05 37406
 
Poster of Aamne Samne (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Aarti Gupta
Duration : 05:05   Song Number : 37406