Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlbeli%20(1955)
HomeAlbeli%20(1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil haa haa albele azaad parinde masti mein tu gaata chal pee le kha le pyaar ka dana jhoom jhoom lehraata chal are pee le kha le pyaar ka dana jhoom jhoom lehraata chal ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil ha ha nirdhan ki koi baat na puchhe daulat ke sab bande hain manmaani karte hain zaalim aankhen rakh kar andhe hain are manmaani karte hain zaalim aankhen rakh kar andhe hain ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil ha ha
balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan re balma bada nadaan baiyaan pakduuun baiyaan pakdun haath dabaaun baiyaan pakdun haath dabaaun samjhat naahi kaise samjhaaun samjhat naahi kaise samjhaaun laakh jatan kiye haar gayi main rogi ho gayi jaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan bedardi sang naata laagaaaaa bedardi sang naata laaga meri preet ka bhaag na jaga meri preet ka bhaag na jaga binti karun main paiyaan padun main ab to meri maan re balma bada nadaan re balma bada nadaan re balma bada nadaan preet ki naa jaane pehchaan reeee balma bada nadaan
bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote o o o o o o naye zamaane ki ye chhaila ujle kapde dil hai maila rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi kadki chaayi kadki chaayi kadki chaayi rang rangi inki taayi ghar mein lekin kadki chhaayi fashion mein dil ote pote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote naye zamaane ki ye naari oonchi sandal banki saadi nainon mein kajra honthon pe laali haath mein kangan kaan mein baali kaan mein baali nainon mein kajra honthon pe laali nakhre bade mote mote naam bade aur darshan chhote darshan chhote bholi surat dil ke khote naam bade aur darshan chhote darshan chhote husn aur ishq ki ye ladayi suru se jug mein hoti aayi na koi jeete na koi haare ajee kyun na phir miljaayein pyaare na tum bade na hum chhote naam bade aur darshan chhote darshan chhote
ghazab ki neend haiiiiii zaalim shabaab soya hai chaman ki god mein jaise gulaab soya hai mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo aana hai mere paas to khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo khanjar ko dekh lo dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo aji yun kaho ke aankh ke nashtar ko dekh lo dekha tumhen too husn pe marr jaana aa gaya ho marr jaana aa gaya mehfil mein meri kaun ye deewana aa gaya ye deewana aa gaya jab shamma ne pukaara to parwaana aa gaya ho parwaana aa gaya deewane deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen hoooo oooo ooo oooooooo aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa deewane apni maut ka bhi darr nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen deewane aise hote hain khabar nahin tumhen aye husn
devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tum naa mil paaye haye kya karu taqdeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tere charnon tak na pahuchi aur pyaasi rah gayi tere charnon tak na pahuchi aur pyaasi rah gayi chup huyi sehnayian mann me udaasi rah gayi mit gayi saari khushi mit gayi saari khushi rona pada tadbeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko gar meri doli gayi to tere ghar par jaayegi gar meri doli gayi to tere ghar par jaayegi keh uthi zindagani wo ghadi bhi aayegi kaun lutega bhala kaun lutega bhala iss pyaar ki jaagir ko devta maana aur pooja teri tasveer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko tum naa mil paaye haye kya karu taqdeer ko devta maana aur pooja teri tasveer ko
dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja ho o o o o o lekar suhaane sapnon ki kaliyaan sapnon ki kaliyaan lekar suhaane sapnon ki kaliyaan aa ke basaa de palkon ki galiyaan palkon ki chhoti si galiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja ho o o o o o taaron se chhup kar taaron se chori taaron se chori taaron se chhup kar taaron se chori deti hai rajani chanda ko lori hansta hai chanda bhi nindiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja dheere se aa ja ri akhiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja chupke se nainan ki bagiyan mein nindiyaa aa ja ri aa ja dheere se aa ja
dil dhadke nazar sharmaaye dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya raaton ko neend naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya ooooo oooo oooooo oooooo ankhiyaan din ko sapne dekhen paagal manva dole ooooo oooo oooooo oooooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne nazar mein shokhiyaan aur bachpana sharaarat mein adaayen dekh ke hum phans gaye muhabbat mein hum apni jaan se jaayenge jinki ulfat mein yakeen hai ke naa aayenge wohi maiyyat mein khuda sawaal karega agar qayamat mein to hum bhi keh denge hum loot gaye sharaafat mein humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wahin wahin pe qayaamat ho wo jidhar jaayen jhuki jhuki huyi nazron se kaam kar jaayen tadpata chhod de raste mein aur guzar jaayen sitam to ye hai ke dil le le aur mukar jaayen samjh mein kuchh nahin aata ke hum kidhar jaayen yahi iraada hai ye keh ke hum to marr jaayen humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wafaa ke naam pe maara hai bewafaaon ne ke dum bhi hum ko naa lene diyaa jafaaon ne khuda bhula diya inn husn ke khudaaon ne mitaa ke chhod diya ishq ki khataaon ne udaaya hosh kabhi zulf
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan keh rahe hain nazare pukaar ke beet jaaye na din ye bahaar ke sansanati hawaon ke beech mein taar chhede hain dil ke sitaar ke ye suhana sama hain umange jawan phir khule kyun na dil ki juban muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan aaj kaisi suhaani ye raat hai zindagi mein nayi ek baat hai in sitaaron ki rangeen chhaonv mein do dilon ka anokha ye saath hai hum tumhare huye tum humare huye pyaar ka muskuraya jahan muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum seeti bajaana chhod do ghadi ghadi khidki mein khadi tum teer chalaana chhod do tum teer chalaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do roz roz tum meri gali mein chakkar kyun ho kaatte ajee chakkar kyun ho kaatte sachchi sachchi baat kahoon main sachchi sachchi baat kahoon main aji tumhaare vaaste tumhaare vaaste jaao jaao hosh mein aao yun aana jaana chhod do yun aana jaana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do mujhse tumhein kya matlab hai ye baat zara batlaao baat fakat itni si hai ke tum meri ho jaao aao aao tum meri ho jaao aisi baatein apne dil mein saahib tum laana chhod do shaam dhale khidki talle tum seeti bajaana chhod do tum teer chalaana chhod do chaar maheene mehnat ki hai aji rang kabhi to laayegi jaao jaao ji yahaan tumhaari daal kabhi galne na paayegi aji daal kabhi galne na paayegi dilwaalon
shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke shola jo bhadke dil mera dhadke shola jo bhadke dil mera dhadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere mehki hawaayein behke kadam mere aise mein thaam lo aa ke balam mere patta bhi fadke to bijli si kadke patta bhi fadke to bijli si kadke dard jawaani ka sataaye badh badh ke pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara pyaar ko mere kisne pukaara dil mein utar gaya kis ka ishaara yaad ye kis ki laayi pakad ke yaad ye kis ki laayi pakad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke aa aa aa aa aa aa dekha jo tumko dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum dekha jo tumko dard gaya tham ab to na honge tum se juda hum jee na sakenge tum se bichhad ke jee na sakenge tum se bichhad ke dard jawaani ka sataaye badh badh ke
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Mere Dil Albela (1971) 03:33 19176
 
Poster of Albela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:33   Song Number : 19176   

Balma Bada Nadaan Re Albela (1951) 03:06 19114
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:06   Song Number : 19114   

Bholi Surat Dil Ke Khote Albela (1951) 03:40 20227
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 03:40   Song Number : 20227   

Deewana Aa Gaya Albela (1951) 03:40 12635
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:40   Song Number : 12635   

Devta Maana Aur Pooja Albela (1971) 03:45 16071
 
Poster of Albela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Namrata
Duration : 03:45   Song Number : 16071   

Dheere Se Aa Ja Ri Albela (1951) 03:25 20336
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 20336   

Dil Dhadke Nazar Albela (1951) 03:08 20351
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:08   Song Number : 20351   

Humen To Loot Liya Al-Hilal (1958) 05:49 12180
 
Poster of Al-Hilal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Ismail Azad
On Screen Actors- 
Heera Lal, Indira, Mahipal, Ram Kumar
Duration : 05:49   Song Number : 12180   

Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 04:39 20785
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Chitalkar
On Screen Actors- 
Bhagwan
Duration : 04:39   Song Number : 20785   

Muskurati Huyi Chandani Albeli (1955) 03:17 32256
 
Poster of Albeli (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 32256   

Shaam Dhale Khidki Talle Albela (1951) 03:40 21229
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 21229   

Shola Jo Bhadke Albela (1951) 04:28 21240
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Bhagwan
Duration : 04:28   Song Number : 21240   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634