Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAjay%20(1996)
HomeAjay%20(1996)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne aag laga di paani mein dekho bhari jawaani ne loot liya hai dil sab ka haye jannat ki raani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haay dhoodh se bhi hain ahaa gori baahen raat se bhi hain are kaali nigahen bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne bol pindaliya kya kehne pehne bundon ke gehne apna dilbar samajh liya hai tumko is begaani ne haye jannat ki raani ne hey aag laga di paani mein haye laal honth hani badami chehra kamar to dekho are chaand ka ghera husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye husn dekh na lalchaiye mango tumko jo chahiye aaj tumhe to dil ka tohfa bheja hai maharaani ne haye jannat ki raani ne hay aag laga di paani mein haye aag aur paani ke ye mele shola to leharon se khele machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka machla ji nazaaron ka dhadka dil kinaaron ka pyaar ki daawat sab ko di hai masti
aaj ki aawaaz aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz zindagi kitni behifaazat hai kal bhi aayega kya zamaanat hai din pareshan hai raat hai hairaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz dar ke saaye mein gar jawaan hongi ye nayi naslen kal kahaan hongi hosh mein aa jaa ab to ae naadaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz kya nagar hai ye kaisi basti hai yaa to mitti se jaan sasti hai zindagi mushkil maut hai aasaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz dekh ghar aangan lut nahin jaayen pyaar ke rishte chhut nahin jaayen kal bachaane ka aaj hi kar dhyaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz jaag e insaan waqt kehta hai waqt ko pehchaan aaj ki aawaaz
ami phul ke jedin dhore bedhe amar saji bhorechhi ami sedin thekei jeta baji herechhi ami jhar ke jedin kede sedhe amar majhi korechhi ami sedin thekei jeta baji herechhi mukto chhilo jhunuke ami hate tule niyechhi bujhini sedin baro sadhe buke tuliye diyechhi ekhon shunno jhinuk chhinno hriday shunno jhinuk chhinno hriday eki alo dhorechhi ami sedin thekei jeta baji herechhi mithye fagun sajiye ami kokil badhuke kachhe daki tai nijer chokher jalene sei amarei diyechhi faki nageri mathay je moni manay take chhire enechhi moni je sabar sajena moni ke mlan dekhe jenechhi ekhon andho nager bishe bishe andho nager bishe bishe deho mon pran bhorechhi ami sedin thekei jeta baji herechhi ami jhar ke jedin kede sedhe amar majhi korechhi ami sedin thekei jeta baji herechhi
sure sure ogo tomai chuye jai aami sure sure ogo tomai chuye jai nai ba pelam dorsho tomar nai ba pelam dorsho tomar gane gane jodi tomai pai tomai chuye jaaai aami sure sure ogo tomai chuye jaaai tomai cheye sara bela katlo niye surer khela tomai cheye sara bela katlo niye surer khela ebar aamar ganer vela tomar choron kule bhidai tomai chuye jaaai aami sure sure ogo tomai chuye jaaai juge juge plabon aane je sur chora chore jani se je tomari prem upor hote jhore juge juge plabon aane je sur chora chore jani se je tomari prem upor hote jhore je montre aaj tomai puji chhonde gaane tumai khuji je montre aaj tomai puji chhonde gaane tumai khuji tumar dewa se gaan bujhi sei borosai tomai chai tomai chuye jaaai aami sure sure ogo tomai chuye jaaai nai ba pelam dorsho tomar nai ba pelam dorsho tomar gane gane jodi tomai pai tomai chuye jaaai aami sure sure ogo tomai chuye jaa aa aaai
ro ro kar kehta hai himaalay aur ganga ka paani aazaadi paa kar bhi humne kadar na iski jaani bharat to hai aazaad hum aazaad kab kehlaayenge bharat to hai aazaad hum aazaad kab kehlaayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge dushman se bach kar aa gaye apnon mein aa kar lut gaye dushman se bach kar aa gaye apnon mein aa kar lut gaye tufaan se kashti ko hum saahil pe laa kar lut gaye saahil pe laa kar lut gaye kya thi khabar kya thi khabar ghar mein bhi hum sukh se na jeene paayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge aisi hawa aisi faza aisa kahin paani nahin aisi hawa aisi faza aisa kahin paani nahin duniyaa mein koi desh bhi is desh ka saani nahin is desh ka saani nahin sansaar kya sansaar kya hai swarg mein mitti na aisi paayenge kabhi raam raaj ke din yahaan ab aayenge ke na aayenge dil mein yahi armaan hai ye gulsitaan zinda rahe dil mein yahi armaan hai ye gulsitaan
bheegi bheegi raaton mein meethi meethi baaton mein aisi barsaaton mein kaisa lagtaa hai aisa lagtaa hai tum banke baadal mere badan ko bhigo ke mujhe chhed rahe ho ho chhed rahe ho aisa lagtaa hai tum banke baadal mere badan ko bhigo ke mujhe chhed rahe ho ho chhed rahe ho ambar khele holi uei maa bheege mori choli humjoli humjoli ambar khele holi uei maa bheege mori choli humjoli humjoli paani ke is rele mein saawan ke is mele mein chhat pe akele mein kaisa lagtaa hai aisa lagtaa hai tum banke ghata apne sajan ko bhigo ke khel khel rahi ho ho khel rahi ho aisa lagtaa hai tum banke baadal mere badan ko bhigo ke mujhe chhed rahe ho ho chhed rahe ho barkha se bachha lun tujhe seene se lagaa loon aa chhupaa lun aa chhupaa lun barkha se bachha lun tujhe seene se lagaa loon aa chhupaa lun aa chhupaa lun dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho uff ye nazara dekho kaisa lagtaa hai aisa lagtaa hai tum banke baadal mere badan ko bhigo ke mujhe chhed rahe ho ho chhed rahe
chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon aap ka hasnaa aap ka chalna rang badalnaa dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon aap ka hasnaa aap ka chalna rang badalnaa dekh raha hoon tum jo khiza mein aanchal udaao aaye bahaaron ke din hoooo bal kha ke tum jo guzro fiza mein aaye nazaaron ke din haan mausam kahoon ya khushboo kahoon masti kahoon ya jaadoo kahoon aap ka aana aap ka jaana dil churana dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha hoon tum ho nazar ki pehli tamanna tum ko nahin hai pata hooo chaahon jise tum aashique bana do aisi tumhari adaa hooo paagal hua main jaan e wafa ghayal hua main pehli dafaa aap ki paayal aap ka kaajal uff ye aanchal dekh raha hoon aasmaan mein iss jahaan mein aap jaisa koi nahin hai chand sa chehra jheel si aankhen reshmi zulfen dekh raha
chandani chand se hoti hai sitaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin phir to bulbul se milo aaj baharon se nahin ye nazar tumse hai aabaaj nazaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin maine tumko nahin samjha tha khatakaar hoon main maine tumko nahin samjha tha khatakaar hoon main jo saza chaaho mujhe de do gunahgaar hoon main ab to zanjiron se bandho mujhe haaron se nahin badla lete hain magar apne hi pyaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin paas bhi tum ho aur aankhon mein nasha chamke bhi paas bhi tum ho aur aankhon mein nasha chamke bhi ho to sakti hai galat baat koi humse bhi shokhiyaan keeje magar pyaar ke maaron se nahin lab na khul paayen to keh dungi isharon se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai
hmm hmm hmmm aaaa aa aaa aaa aaaa dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se jhukti aankhon ne suna di jhukti aankhon ne suna di wo kahaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki aur is duniya mein kya hai deed ke qaabil bhala ek mera deewaanapan hai ek mera deewaanapan hai ek jawaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko ab to mera dil bhi hai ab to mera dil bhi hai jaise nishaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki
umm hmm hmm hmm haseena se yun mulaakaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi phir kyaa hua ye na poochho kuchh aisi baat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand chehre pe zulfein bikhri huyin thi din mein raat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par main ne ye kahaa to mujhse khafaa wo jaan e hayaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad main akela tha magar ban gayi wo humsafar wo mere saath ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi
ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye ik mauj thi ke jiss ko kinaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye bhoole se apne dil ko tumhara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya
ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha wo shaqs jiske kaandhe pe sir rakh ke main soya seene se lag ke jiske kayi baar main roya jiski zulfon ki khushboo mein raaton mein khoya jis jism ki barsaat mein ye jism bheegoya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek shaqs raasten mein kahin chhoot gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha humm hmm hmm hmm hmm hmm rehta hoon qaid ab bhi jiski yaadon ke pehre mein hai lafz jiska zinda meri baahon ke ghere mein jiske khawaabon ko maine neend mein sanjoya jiske ashkon ko maine apni aankhon mein piroya ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ik din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha uss haadse ke baad ye dil toot gaya tha ek
gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na na aye aye na na paani aa ha paani aa haa o paani ho paani ho paani paani paani paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani bachpan pyaasa youwan pyaasa pyaasi hai zindgaani saari ki saari pyaas humaari aaj to ban gayi paani gora gora gora gora main chakori tu chakora tan chhu gaya jo moraa laakhon armaan jage dhinak dhin ta dhinak dhin ta ho dhinak dhin ta dhinak dhin taaa hey gori gori gori gori tan tera roop ki nadiyaa jab dekhun tujhe pyaas lage aye na aa aye aye na na paani aa ha o paani aa haa o paani ho paani ho paani
gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan hoo oo oo gori ho kalai chaahe kaali ho kalai jo bhi chudi pehnaye phans jaaye hari hari chudiyon ki dekhi hariyaali tujhe bheema ki kheti na sookh jaaye gori hain kalaiyaan tu laa de mujhe hari hari chudiyaan apna bana le mujhe baalma gori hain kalaiyaan ho o o o aa aa aa aa aaya re chhail bhanwar jee aaya aaya re chhail bhanwar jee aaya mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega mera banke tu jo piya saath chalega jo bhi dekhega wo haath malega pyaar ye apna jab had se badhega pyaar ye apna jab had se badhega hongi to hongi ruswaayiyan gori hain kalaiyaan hoo oo oo bhola bhaala bheema bum bhole ka poojari kisi naari se nazar na milaaye naari badi pyaari par dil ki bimaari kaahe rog koi dil ko lagaaye
hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale ho baabul ki aaye mohe yaad jaane kyaa ho ab iske baad hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor gaadi se keh do chale tez manzil hai door thoda safar ka mazza lijiye ae huzoor dekho na chhedo is tarah rasta kate phir kis tarah hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam jaanaa kahaan hai bataa us shahar kaa naam le chal jahaan terii marzi ye teraa hai kaam mujhpe hai itna aitbaar maine kiya hai tumse pyaar hum donon do premi duniyaa chhod chale jeevan ki hum saari rasmein tod chale aisa naa ho tu kabhi chhod de mera saath phir na kabhi kehana dil todne waali baat aisa na ho tu
hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain channa mere channa banna meri hi banna hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain hanson jaisa tera chalan ye bolta tera badan hanson jaisa tera chalan ye bolta tera badan chehre pe hai chumbak nayi khinch ke tere paas aa gayi paas aa gayi paas aa gayi hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain channa mere channa banna meri hi banna hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain oo oo oo oo oo oo oo oooo ooooo hooo ho ho ho ho jeene ki tu soorat meri tu ban gayi zarurat meri jeene ki tu soorat meri tu ban gayi zarurat meri tu sher dil jawaan mard hai auron ka bhi tujhe dard hai tujhe dard hai tujhe dard hai hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain channa mere channa banna meri hi banna hum tujh par hi shaida huye hain tere liye hi paida huye hain hum tujh par hi shaida
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare
jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum charon taraf viraaniyan hain charon taraf charon taraf viraaniyan hain khamoshiyan hain tanhaayiyan hain aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas tum bin udas mausam ki baahen tum bin udas jeevan ki rahen aaaaaaaa jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum tumko pukare toota hua dil tumko pukare tumko pukare toota hua dil ashkon mein aahon mein duba hua dil aaaaaaaa jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum bechain hain rangeen nazaare bechain hain rangeen nazaare jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum jaane kahan gaye tum
da na da na da naa de na na da na de yeh mere dil mein kaisa junoon mann ko kyun na mile ab sukoon haa aa aa aa aa aa yeh mere dil mein kaisa junoon mann ko kyun na mile ab sukoon dillagi ka junoon zindagi ka junoon junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai chad raha hai chad raha hai khoya sab kuch toh kya hua paane ka ab mujhe hai junoon aansu agar bhi mile hasne ka hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai junoon junoon junoon junoon junoon junoon chad raha hai chad raha hai chad raha hai chad raha hai chad raha hai hai aankhon mein junoon hai aankhon mein junoon hai khwabon mein junoon hai khwabon mein junoon sapno ko phir sajaye umeedon ko jagaye yeh junoon hai baaton mein junoon hai baaton mein junoon har waadon mein junoon har waadon mein junoon armaanon ke diye mein jaise lau phir jalayen yeh junoon haan yeh junoon haan yeh junoon zindagi intehaa hai toh kya
kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai ho dhadkan dhadkan jaane hai mein hun tera saidaai kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon hey hey hey lala lalaaaaaaa hey hey hey lala lalaaaaaaa dooba dooba main rehta hoon ajnabi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aag Laga Di Paani Mein Agent 009 (1980) 04:40 36416
 
Poster of Agent 009 (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijendra Mittal, Rehana Sultan
Duration : 04:40   Song Number : 36416   

Aaj Ki Aawaaz Aaj Ki Awaz (1984) 04:41 35906
 
Poster of Aaj Ki Awaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 04:41   Song Number : 35906   

Ami Phool Ke Jedin Ajoy Chakraborty 03:22 14821
 
Poster of Ajoy Chakraborty
 
Lyricist
Sailen Roy
Duration : 03:22   Song Number : 14821   

Ami Sure Sure Ogo Ajoy Chakraborty 04:55 40679
 
Poster of Ajoy Chakraborty
 
Lyricist
Jnan Prakash Ghosh
Music Director- 
Gyan Prakash Ghosh
Duration : 04:55   Song Number : 40679   

Bharat To Hai Aazaad Aaj Ki Awaz (1984) 05:46 35905
 
Poster of Aaj Ki Awaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:46   Song Number : 35905   

Bheegi Bheegi Raaton Mein Ajanabee (1974) 03:55 20224
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 03:55   Song Number : 20224   

Chand Sa Chehra Ajay (1996) 06:15 18090
 
Poster of Ajay (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Karishma Kapoor
Duration : 06:15   Song Number : 18090   

Chandani Chand Se Hoti Hai Aaj Ka Mahatma (1976) 04:34 38094
 
Poster of Aaj Ka Mahatma (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Randhir Kapoor
Duration : 04:34   Song Number : 38094   

Dil Hi Dil Mein Le Liya Dil Aaj Ki Awaz (1984) 04:44 35907
 
Poster of Aaj Ki Awaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 35907   

Ek Ajnabee Haseena Se Yun Mulaakaat Ho Gayi Ajanabee (1974) 04:09 20425
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:09   Song Number : 20425   

Ek Bewafaa Ko Ajeeb Ladki (1952) 03:12 12625
 
Poster of Ajeeb Ladki (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Rahman, Naseem
Duration : 03:12   Song Number : 12625   

Ek Shaqs Abhijeet Sawant 05:41 16943
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Mithoon
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:41   Song Number : 16943   

Gori Gori Tan Tera Roop Aaj Ka Daur (1985) 05:34 40693
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Padmini Kolhapure
Duration : 05:34   Song Number : 40693   

Gori Hain Kalaiyaan Aaj Ka Arjun (1990) 09:51 18717
 
Poster of Aaj Ka Arjun (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 09:51   Song Number : 18717   

Hum Donon Do Premi Ajanabee (1974) 04:48 20532
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 04:48   Song Number : 20532   

Hum Tujh Par Hi Shaida Huye Aaj Ka Daur (1985) 04:32 38836
 
Poster of Aaj Ka Daur (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Padmini Kolhapure
Duration : 04:32   Song Number : 38836   

Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 03:36 12555
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 12555   

Jaane Kahan Gaye Tum Aaja Sanam (1975) 04:50 36295
 
Poster of Aaja Sanam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:50   Song Number : 36295   

Junoon Abhijeet Sawant 05:16 16944
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Anusha Mani
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Abhijeet Sawant
Duration : 05:16   Song Number : 16944   

Kya Tujhe Pata Hai Abhijeet Sawant 04:52 16884
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Hardip Sidhu, Prempal Hans
Singer- 
Abhijeet Sawant
On Screen Actors- 
Abhijeet Sawant
Duration : 04:52   Song Number : 16884