Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAhista%20Ahista%20(1981)
HomeAhista%20Ahista%20(1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa
maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin kaise kahen ke tere kaise kahen ke tere talabgaar hum nahin maana teri nazar mein tann ko jalaa ke raakh banaaya bichhaa diyaaa tann ko jalaa ke raakh banaaya bichhaa diyaaa lo ab tumhaari raah mein deewaar hum nahin lo ab tumhaari raah mein deewaar hum nahin maana teri nazar mein jiss ko nikhaara humne tammana ke khoon se jiss ko nikhaara humne tammana ke khoon se gulshan mein uss bahaar ke haqdaar hum nahin gulshan mein uss bahaar ke haqdaar hum nahin maana teri nazar mein dhokha diya hai khud ko muhabbat ke naam par dhokha diya hai khud ko muhabbat ke naam par ye kiss tarah kahen ke gunahgaar hum nahin maana teri nazar mein tera pyaar hum nahin kaise kahen ke tere kaise kahen ke tere talabgaar hum nahin maana teri nazar mein
nazar se phool chunti hai nazar nazar se phool chunti hai nazar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai duwaaen de rahen hain ped mausam jogiyaa sa hai tumhaara saath hai jab se har ek manzar naya sa hai hasin lagne lagi har rehguzar hasin lagne lagi har rehguzar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista aahista aahista aahista bahot achchhe ho tum bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain bahot achchhe ho tum phir bhi humen tum se haya kyun hai tumhin bolo humare darmiyaan ye faaslaa kyun hain mazaa jab hai ke tai ho ye safar mazaa jab hai ke tai ho ye safar aahista aahista aahista aahista muhabbat rang laati hai magar muhabbat rang laati hai magar aahista
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Kisi Ko Muqammal Jahaan Ahista Ahista (1981) 05:21 18408
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Yaman
Duration : 05:21   Song Number : 18408   

Maana Teri Nazar Mein Ahista Ahista (1981) 04:56 18409
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kunal Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 18409   

Nazar Se Phool Chunti Hai Ahista Ahista (1981) 05:46 18410
 
Poster of Ahista Ahista (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Suresh Chatwal
Duration : 05:46   Song Number : 18410