Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAdalat%20(1976)
HomeAdalat%20(1976)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga meri gudiya jaisi behna meri gudiya jaisi behna tu to hai iss ghar ka gehna ja ke tu sasural mein apne seeta jaisi ban ke rehna behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga jeevan mein tu sab sukh paana jeevan mein tu sab sukh paana sadaa sukhi sasuraal mein rehna sukh ke us jeevan mein humko bhool na jaana pyaari behna behna o behna teri doli main sajaaunga behna o behna teri doli main sajaaunga teri jaayegi baraat hogi aankhon mein barsaat hans hans ke main dukhada bidaai ka chhupaunga behna o behna teri doli main sajaaunga
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa
hey do din ki jawaani mein bhi agar do din ki jawaani mein bhi agar jeene ka maza na liya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya zulfon ke haseen saaye mein sanam har pal ko tu rangin bana baahon ke jawan ghere mein zara aa jhoom ke tu aa bhi ja dil akhir wo kis kaam ka haiiiii dil akhir wo kis kaam ka hai jo kabhi diya na liya na liya to phir kya kiya to phir kya kiya jeene ko yahan jeete hain sabhi par wo jeete jee mar gaye jo pyaar kisi se kar na sake aur duniya se jo dar gaye is pyaar ko duniya jurm kaheee is pyaar ko duniya jurm kahe kya badon ne wo nahin kiya nahin kiya to phir kya kiya to phir kya kiya to phir kya kiya
aaaa hoooo oooho dupatta mera malmal ka rang saleti halkaa haa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa batan mere kurte ke haay chann ve batan mere kurte ke sitaare aasmaani sajnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa hoye isi liye dekha naa andheraa kabhi tere angnaa o tumsa bhi koyi naa haay chann ve o tumsa bhi koyi naa zamaane mein nidar hoga wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa haay wahin pe dam todenge jahaan pe teraa dar hogaa dupattaa meraa malmal kaa rang saleti halkaa zamaanaa lut jaayegaa o sar se agar dhalkaa
humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez kaun bura hai kaun bhala hai are kaun bura hai kaun bhala hai hum ka hai tameez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ek din hum gaye jungle ma are ek din hum gaye jungle ma uhan mil gaye hamka daaku sasura mil gaye humka daaku kisi ke haath ma barchha bhaala kisi ke haath ma chaaku ha ha kisi ke haath ma chaaku humne puchha are humne puchha kitne ho tum tab wo bole das aisa haath jamaaya do gaj dharti ma gaye dhas dhas dhas humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez humka aisa waisa na samjho hum bade kaam ki cheez o baabu bade kaam ki cheez are ik din apne gaon ma are ik din apne gaon ma ik mem shehar se aayi ik mem shehar se aayi dekh ke apni mast jawaani man ma woh muskaayi are man ma woh muskaayi bade pyaar se are bade pyaar se usne humka diya gulaabi phool haath jod kar phir woh boli
ja ja re jaa saajna ja ja re jaa saajna kaahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna tujhko garaz kyaa meri wafaa se jiyoon ya maroon main teri bala se tujhko garaz kyaa meri wafaa se jiyoon ya maroon main teri bala se oooo hooo ooooo ooo jaa jaa re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna jaa jaa re jaa re jaa re jaa jaa jaa jaa jaa jaa saajna jaa jaa jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja ja saajna jaa jaa jaa saajna dil to diya tha tujhe bade aramaan se dil to diya tha tujhe bade aramaan se pyaar lagaaya bhi to kis beimaan se pyaar lagaaya bhi to kis beimaan se de hi gaya jo daghaa saiyaan jaa jaa jaa jaaa jaaa jaaa sajnaa jaa jaa jaa saajna ja ja re jaa saajna kahe sapanon mein aaye jaa ke desh paraaye bewafaa ja ja re jaa saajna do din ke pehle jhooti khushi di dard bhari phir ye zindagi di do
jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door rukhsat ke waqt tum ne jo aansoon humen diye unn aasuon se hum ne phasane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door ooooooooooo ooooooooooooo dil ko mile jo daag jigar ko mile jo dard inn daulaton se hum ne khazaane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door
maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata mujhe choom kar toone ek din kaha tha mere laadle tu toh raaja banega sada pyaar ki paalki mein chalega sada pyaar ki paalki mein chalega be aas beghar main phirta hoon dar dar mujhe yun bhatakta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata ik raat jab neend mujhko na aayi toone woh pariyon ki lori sunaayi toh sapne jage neend pal bhar mein aayi toh sapne jage neend pal bhar mein aayi jag so raha hai main jaagun akela mujhe yun tadapta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata maata o maata
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte apni to ye aadat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko kuchh aisi hi haalat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate duniyaa ki inaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa ab ispe qayaamat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye
yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein ghar se chale thei hum to khushi ki talash mein khushi ki talash mein ghum raah mein khade thei wohi saath ho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai murjhaa chuka hai phir bhi ye dil phool hi to hai haan phool hi to hai ab aap ki khushi isse kaanton mein toliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha honton ko si chhuke to zamaane ne ye kaha zamaane ne ye kaha ye chup si kyun lagi hai aji kuch to boliye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag muhabbat mein dho liye khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye yun hasraton ke daag
aa aa aa aa aa aa zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare ae raat iss waqt aanchal mein teri jitne bhi hain ye sitaare jo de de tu mujhko to phir main luta doon kisi ki nazar pe ye saare aa aa aa to hoke ye rangeen sapne saja ke mitta to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge tumhare sahaare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane tumhare sahare nikal to pade hain hai manzil kahan dil na jaane jo tum saath doge to aayegi ik din manzil gale se lagaane aa aa aa itna to dil ko yakeen hai humein tum dagaa to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge zameen se humein aasmaan par bithake gira to na doge agar hum ye poochhein ke dil mein basake bhula to na doge aa haa ha haa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Behna O Behna Adalat (1976) 04:20 18162
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Waheeda Rehman, Others
Duration : 04:20   Song Number : 18162   

Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:12 20303
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Moti Lal, Amjad Khan
Duration : 03:12   Song Number : 20303   

Do Din Ki Jawaani Adalat (1976) 02:39 37035
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 02:39   Song Number : 37035   

Dupatta Mera Malmal Ka Adalat (1958) 03:20 10021
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nargis, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 10021   

Humka Aisa Waisa Adalat (1976) 03:00 39106
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:00   Song Number : 39106   

Ja Ja Re Jaa Saajna Adalat (1958) 06:31 32499
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 06:31   Song Number : 32499   

Jaana Tha Hum Se Door Adalat (1958) 03:21 20609
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 20609   

Mata O Mata Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:38 14652
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Romi
Duration : 03:38   Song Number : 14652   

Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 03:31 21388
 
Poster of Adalat (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 03:31   Song Number : 21388   

Unko Ye Shikaayat Hai Adalat (1958) 04:48 12619
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12619   

Yun Hasraton Ke Daag Adalat (1958) 04:30 21489
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Yaman
Duration : 04:30   Song Number : 21489   

Zameen Se Humein Aasmaan Par Adalat (1958) 04:04 11872
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Nargis
Duration : 04:04   Song Number : 11872